"Ulma ki pehchan nahi ho gi magar un k amada lebaz say" RASOOL ALLAH nay farmaya k : aik zamana meri umat par aesa anay wala hy k ulma ki shanakht na ho gi magar un k amada libaz say , or quran ko log na pehchanay gay magar achi awaz say , or ALLAH ki ibadat na karin gay magar mahay ramzan main , aesay logon par khuda aesa badsha ko musallad karay ga jis k pas na ilm ho ga na hi hilm . REF (kitab tuhfa al-abrar: hadis: 714: page:267) Mullif sudduq