MOLA IMAM JAFFAR SADIQ(J.J.H) farmatay hain k , hum logon say kaai kisam ki hadis bayan kartay hain hummari baaz hadisain woh hain jis main hum ko logon ki mukhalfat ka khacha nahi hota or hum woh hadis mimbar par bhari ummat k samnay bayan kartay hain , jo hummari zinat ka or hummaray dushmano k liye roswai ka baiz hain, baaz hadisain woh hain jo... Read More hum sirf apnay shiyanon say bayan kartay hain jis par woh ittehade or ittefaq kartay hain , baaz hadisain woh hain jo un shiyaon main say 1 ya 2 aadmiyon say bayan kartay hain , agar aesi hadis 3 adimiyon main bayan ho jaye to woh bekaar ho jati hy , (aik hadis hummari woh hy jis ko hum sirf mehfooz qilon, amin dilon, feham rasa aqlon, or sanjida insan k sopord kartay hain )- aesay log hadis k bartan , negehban, dawat day nay walay hifazat kar nay walay ghawa ban jatay hain. (REF: TAFSEER-E-FORAT : PAGE : 251)