Jadeed Sindhi Par Farsi Kay Asraat

  • Uploaded by: maqsood hasni
  • 0
  • 0
  • May 2020
  • PDF

This document was uploaded by user and they confirmed that they have the permission to share it. If you are author or own the copyright of this book, please report to us by using this DMCA report form. Report DMCA


Overview

Download & View Jadeed Sindhi Par Farsi Kay Asraat as PDF for free.

More details

  • Words: 416
  • Pages: 2
Jadeed Sindhi per Farsi Kay Asraat Havadass, moaamlaat ki badalti noetain, badaltay zamini-o-samavi aafaat aur samaji masharti aur moaashi zarooryaat, mojood ko es kay qadmoon per khara rehnay nahain daytein. Yah mumkin nahain kah koe shay hamesha qaembilzaat rahay. Ashya ki haitain aur manveat badalti rehti hai. Bar-e-sagher hamesha say mukhtalif noeat kay tagheraat ka shaker raha hai. Door kiya jana hai taqseem-e-Hind say aaj kay ehhad tak kiya kuch nahain badla. Chezain kiya ravayaat tak badal gae hain. sochnay aur samjhnay kay andaz tak badal gay hain. Aaj bhi angrayzi zoban ki hokomat hai. Angrayzi bolalna ya pher guftagu aur tehreer main angrayzi alfaz ka estamal karna aaj ka baess-e-ezzat ravaeya aur saliqa khayal kiya jata hai. Farsi kay sath, Angraz Kay hawla say jo howa os kay tasawar say bhi rooh kanp jati hai. Tahum yah gher’fitri baat nahain aur nahi essay na’ensafi kaha ja sakta hai kayoonkah her fatay aysa hi karta hai aur ossay aysa hi kara chahiay. Jo qomain gher’muharak aur entashar ka shakar ho jati hain baad’nasibi, bay’basi, bay’chargi aur la’antain oon ka moqadar ban jati hain. Yah dar’haqeqat waqat aur tarekh ka ensaf hota hai. Daraj-e-bala haqaeq kay ba’vajood yah sachae hiraat say khali nahain kah bar-esagheer ki bohat se zabanoon per Farsi ka sekka chalta hai. Un’ginnt Farsi alfaz kisi na kisi surat main oon kay zakhera-e-alfaz main dakhal hain. En kay ba’gher oon ki dokan nahain chalti. Ghazal nay kabi Angrayzi ko monh nahain lagaya. Marakbaat aur Tarkibaat kisi bhi (Sheri) zoban ki rooh hotay hain. Un’ginnt marakbaat aur tarkibaat Bar-e-Sagheer ki zobanoon main oon kay mazaj, lisani nazam aur nahvi saliqay kay sath warad hotay rehtay hain. Oon per ajnabiaat ka kahain gomaan tak nahain guzrta. Apnay moaaqaf ki wazahat kay liay jadeed Sindhi aur jaded-o-qadeem Farsi shaeri main say chand masalain daraj kar raha hoon: * Mazhar-e-sadaq-o-safa tajdar hal aae taye

(Mohammad Iqbal Jaskani)

*Varaq-e-lala-o-gul haraf-e-gham ensan shud *Qarar-o-khaab zay hafaz tama madar ay dost *Omeed-o-yass-o-hasrat jae sahari tu jae *Jetaro wa khosh raho, raho yaro Mohsin)

(Dr Aslam Ansari) (Hafiz Shirazi) (Shakar) (Riaz Ali

*Masal-e-mah-e-neo kardi shakaet *Raqas-e-bismil hama ja ja dar nazram jalwa gar astt *Azizam dedar-e-tu darad jan bar’labaamda *Ay dal-e-zar ko ba khoof na aahi Amin Fahim) *Jaleel aahan sada Mard-e-Khuda zinda *Chu shab-e-taab jalva-e-parwana-e-dil *Her taraf aawaza-e-deen-e-mobeen Kharzmi) *Khanda-e-jam-e-meh-o-mah-e-noe shadeem *Shonedam lala-e-jaam sooz-e-neh ra *Reshta-e-ulfat magar mazboot, mustahkam teoo

(Saman Aziz) (Syed Jawad Mosvi) (Hafiz Sherazi) (Mohammad (Jaleel Sarwari) (Saman Aziz) (Syed Nafees

(Hafiz Sherazi) (Hafiz Sherazi) (Noor Jahan Shaheen)

Related Documents


More Documents from "ISLAMIC LIBRARY"