"imamat Ka Dawa Kar Nay Walon Ka Azab"

  • Uploaded by: Banda E Qalandar Faraz
  • 0
  • 0
  • July 2020
  • PDF

This document was uploaded by user and they confirmed that they have the permission to share it. If you are author or own the copyright of this book, please report to us by using this DMCA report form. Report DMCA


Overview

Download & View "imamat Ka Dawa Kar Nay Walon Ka Azab" as PDF for free.

More details

  • Words: 313
  • Pages: 1
"IMAMAT ka dawa kar nay walon ka azab" Ishaq nay MOLA HASSAN(J.J.H) say riwayat ki hy k may nay kaha may aap par fida ho jaon aap in dono k baray main kuch wazahat farmain (umar ,bakar) MOLA nay farmaya k aye ishaq 3 shakhs aesay hain jin ki taraf khuda nazar nahi karta or in k liye sakht azab hy - may nay arz ki woh kon hain ??? MOLA nay farmaya : (1)- jis nay bhi dawaye imamat kiya halake woh allah ki taraf say imam nahi. (2)- Jis nay IMAM ko MIN ALLAH manay say sarkashi ki. (3)- jis nay yeh guman kiya k in dono ( umar bakar) k liye islam main koi rah hy. may nay arz ki ya MOLA in k baray main or wazahat kijiye??? MOLA nay farmaya k aye ishaq duzakh main aik wadi hy jis ko SAFA kehtay hain jab say yeh paida hoi hy sans nahi liya agar is ko thora bhi sans lay nay ki ijazat mil jaye to dunia jal kar reh jaye , tamam ahl-e-naar is wadi ki hararat ,badbu , nijasat say panha mangtay hain , or is pahar main aik kunwa hy jis ki badbu nijasat waghera say is pahar walay panha mangtay hain . or is kuwain main aik sanp hy jis ki hararat , nijasat or is k dantton k zehar say bhi is kunwain walay panha mangtay hain or is sanp k pait main 7 sanduq hain jin k andar 5 admi pehli umaton k hain or 2 is ummat say hain , may nay arz ki ya MOLA woh kon hain ??? MOLA nay farmaya : pehlay ki ummaton main say . HABIL , NAMROOD , FIRON, PISHRD BULIS(deen-e-nasara ka bani) or is ummats k dono arbi jinhonay al-e-muhammad(j.j.h) ka haq ghazab kiya( umar bakar). REF( kitab tuhfa al-abrar: hadis:796: page: 296) Mullif sudduq

Related Documents


More Documents from ""