hindi song title: yun hi chala chal hindi movie/album name: swades singer(s): udit narayan, hariharan, kailash kher hindi lyrics: hariharan: yunhi chala, chal raahi -2 kitni haseen hai ye duniya phool saare jamele, dekh phoolon ke mele badi rangeen hai duniya rum tum taana na nak tum tum taana na -3 bhaiya kailash: hmm…aa…aa…aa… udit: (ye raasta hai keh raha ab mujhse milne ko hai koyi kahin ab tujhse) -2 kailash: ho…oh ho ho ho ho…ho ho ho ho ho… udit: dil ko hai kyun ye betaabi kis se mulaaqaat honi hai jis ka kabse armaan tha shaayad wahi baat honi hai kailash: yunhi chala, chal raahi -2 jeevan gaadi hai samay paiya aansoon ki nadiya bhi hai khushiyon ki bagiya bhi hai rasta sab tera takke bhaiya udit: yunhi chala, chal raahi -2 kitni haseen hai ye duniya phool saare jamele, dekh phoolon ke mele badi rangeen hai duniya udit: hey na na na hey na na na hey hey hey eh hey… dekho jidhar bhi in raahon mein rang pighalte hain nihaagon mein thhandi hawa hai thhandi chhaaon hai door woh jaane kiska gaaon hai baadal ye kaisa chhaaya dil ye kahaan le aaya sapna ye kya dikhlaaya hai mujhko kailash: har sapna sach lage, jo prem agan jale jo raah tu chale apne mann ki har pal ki seeb se moti hi tu chune jo sada tu sune apne mann ki
udit: yunhi chala, chal raahi -2 hariharan: kitni haseen hai ye duniya udit: phool saare chamele, dekh phoolon ke mele badi rangeen hai duniya udit: mann apne ko kuch aise halka paaye jaise kandho pe rakha boj hat jaaye jaise bhola sa bachpan phirse aaye jaise barson mein koyi ganga nahaaye kailash: jaise… barson mein, koyi ganga nahaaye udit: khul sa gaya hai ye mann khul sa gaya har bandhan jeevan ab lagta hai paawan mujhko kailash: jeevan mein preet hai, honton pe geet hai bas yehi jeet hai sun le raahi tu jis disha bhi jaa, tu pyaar hi loota tu deep hi jala, sun le raahi udit: yunhi chala, chal raahi -2 kaun ye mujhko pukaare nadiya pahaad jheel aur jharne, jangal aur waadi in mein hai kiske ishaare udit & hariharan: yunhi chala, chal raahi -2 kitni haseen hai ye duniya phool saare jamele, dekh phoolon ke mele badi rangeen hai duniya kailash: (ho…aa…aa…) udit: ye raasta hai keh raha ab mujhse milne ko hai koyi kahin ab tujhse hariharan: rum tum taana na nak tum tum taana na -3 bhaiya kailash: sa ni sa ga ga ga sa ma ma ma re re re udit: sa ni sa sa, sa ni sa sa kailash: sa ni sa ga ga ga sa ma ma ma sa pa pa pa udit: sa ni sa sa, sa ni sa sa hariharan: yunhi chala… chal raahi udit: sa ni sa sa, sa ni sa sa hariharan: kitni haseen hai ye duniya...