New Sms

  • November 2019
  • PDF

This document was uploaded by user and they confirmed that they have the permission to share it. If you are author or own the copyright of this book, please report to us by using this DMCA report form. Report DMCA


Overview

Download & View New Sms as PDF for free.

More details

  • Words: 254
  • Pages: 2
9 dec managers meeting 10 dec weekly meeting 11 dec monthly coach meeting 16 dec Sclent server training-Ashok Hake 20 jan Adv presentation skills 3 feb Architecture patterns and practices in TAM 17 Feb OO principles in TAM =======================================================================

3................................... Jisne Namaz se pehle zubah kiya usne apne liye zubaah kiya,Aur jo namaz ke baad zubaah karta hai uski Ibaadat Qabool ho gayi.(Bukari,Muslim) 4............................ Sare Ayyaam e Tashreeq(11,12,13 Zil Hijjah)Zubaah ke din hain.(Baihaqee) 5................ Allaah Ta'ala ko Qurbani ka na gosht pahunchta hai aur na khoon,balki Allaah ko to tumhara Taqwa pahunchta hai(Quran:Surah:Hajj:22,Ayath:37) 6.................. So jis jaanwar par Allah ka naam liya jaaye us mein se khao,agar tum Allaah ki Aayton par Emaan rakhte ho(Quran:Surah:An'aam:6,Ayath:118) 7.............. Sallallahualaihiwasallam ne apne Qadam Jaanwar ke pehluo par rakha aur 'Bismillaahi Allaahu Akbar' kaha aur apne haath se zubah kiya(Bukhari). 8.......................... Abu Moosa Ash'ari apni betiyon ko khud jaanwar zubah karne ka hukm dete thay(Bukhari) 9.................. Salma Bin Akwa se riwayat hai ki Sallallahualaihiwasallam ne farmaya "Khaao aur Khilaao aur Zakheera karo"(Bukhari)*yani Qurbani ka gosht* 10............................ Sallallahualaihiwasallam Eid ul Fitr ke din khaaye baghair na nikalte aur Eid ul Azha ke din Namaaz padne tak kuch na khaate(Muslim) 11............................. Tum par murda jaanwar aur khoon(jo behta hua ho)haraam hai(Quran:Surah:Maida:5,Ayath:3)*Iske alaawa Halaal Jaanwar ki har cheez halaal hai* 12.............................. Eid aur ayyaam e tashreeq(11,12,13 Zil Hijjah)mein Roza rakhna Haraam hai(Bukhari,Abu Dawood)*Eid Mubarak to all HADEES4U members & friends*

Assalamualaikum.U may not recieve SMS 2morow as I will be traveling 2 home 4

Eid,but will try InshaAllaah.JazakAllaah 4 supporting HADEES4U.

Related Documents

New Sms
November 2019 3
New Sms Cell
June 2020 4
Sms
April 2020 56
Sms
May 2020 43
Sms
November 2019 77
Sms
May 2020 60