Hi

  • Uploaded by: kmr
  • 0
  • 0
  • June 2020
  • PDF

This document was uploaded by user and they confirmed that they have the permission to share it. If you are author or own the copyright of this book, please report to us by using this DMCA report form. Report DMCA


Overview

Download & View Hi as PDF for free.

More details

  • Words: 2,136
  • Pages: 7
Kyon koi chah kar mohobbat nibha nhi pata, Kyon koi chah kar rishta bana nhi pata, Kyon leti hai zindagi aisi karwat, Ki koi chah kar bi pyar jata nahi pata. K ********************************* Aaj Dulhan Ke Laal Jode Mein, Use Uski Saheliyon Ne Sajaya Hoga� Meri Jaan Ke Gore Haathon per Sakhiyon Ne Mehndi Ko Lagaya Hoga� Bahut Gehra Chadega Mehndi Ka Rang, Us Mehndi Mein Usne Mera Naam Chupaya Hoga� Reh Reh Ker Ro Padegi Jab Jab Usko Khayal Mera Aaya Hoga� Khud Ko Dekhgi Jab Aaine Mein, To Aks Usko Mera Bhi Nazar Aaya Hoga� Lag Rahi Hogi Balaa Si Sunder Woh, Aaj Dekh Ker Usko Chaand Bhi Sharmaya Hoga� Aaj Meri Jaan Ne Apne Maa Baap Ki Izzat Ko Bachaya Hoga� Usne Beti Hone Ka Doston Aaj Har Farz Nibhaya Hoga� Majboor Hogi Woh Sabse Jyada, Sochta Hoon Kis Tarah Usne Khud Ko Samjhaya Hoga� Apne Haathon Se Usne Hamare Prem Ke Khaton Ko Jalaya Hoga� Khud Ko Majboot Bana Ker Usne Apne Dil Se Meri Yaadon Ko Mitaya Hoga� Bhooki Hogi Woh Jaanta Hoon Mein, Kuch Na Us Pagli Ne Mere Bageir Khaya Hoga� Kaise Sambhala Hoga Khudko Jab Use Fairon Ke Liye Bulaya Hoga� Kaampta Hoga Jism Uska, Haule Se Pandit Ne Haath Uska Kissi Or Ko Pakdaya Hoga� Mein To Majboor Hoon Pata Hai Use, Aaj Khud Ko Bhi Bebas Sa Usne Paaya Hoga� Ro Ro Ke Bura Haal Ho Jaayega Uska, Jab Waqt Uski Vidayi Ka Aaya Hoga� Bade Pyaar Se Meri Jaan Ko Maa Baap Ne Doli Mein Bithaya Hoga� Ro Padegi Aatma Bhi

Dil Bhi Cheekha or Chilaya Hoga� Aaj Apne Maa Baap Ke Liye Usne Gala Apni Khushiyon Ka Dabaya Hoga� Reh Na Paayegi Juda Hoker Mujhse Darr Hai Ki Zehar Chupke Se Usne Khaya Hoga� Gam hai ki tumhe apne pyaar ka ehsaas karaa na sake tum rooth na jao yeh soch ke tumhe manaa na sake tum gair ke na ho jao kisi mod par is dar se kabhi tumhe apnaa na sake...... Tujhe bhoolkar bhi na bhool payenge hum, Bas yahi ek wada nibha payenge hum. Mita denge khud ko bhi jahan se lekin, Tera naam dil se na mita payenge hum. Wo aaye meri zindagi mein kahani ban kar, Is dil mein rahe pyar ki nishaani ban kar, Aksar jinhey hum jagah dete hai is dil mein, wo aankho se nikal jaate hai paani ban kar... Sachi Hai Meri Dosti Aazmake Karke Yakin Mujhpe Mere Paas Badalta Nahi Kabhi Sona Apna Jitni Baar Dil Kare Aag Laga

Dekhlo Aake Dekhlo Rang Kar Dekhlo.

Waqt Badalta Hai Halaat Badal Jate Hain Ye Sab Dekh Kar Zazbaat Badal Jate Hain Ye Kuch Nahi Bas Waqt Ka Taqaza Hai Dosto Kabhi Hum To Kabhi Aap Badal Jate Hain Fir na simtegi agar dosti bikhar jayegi Zindagi zulf nahi jo fir se sawar jayegi Jo khushi de tumhe tham lo daman uska Zindagi rokar nahi haskar guzar jayegi Gum nahi hamko uski yaadoin main youn hi jiye jaane ka, kuch to baat hogi jo hamain apna maan kar bhi kah nahi paye, Aye khuda mat bhejna hamain jannat marne ke baad, Jo uski bahoin main hum ek bhi raat so nahi paye. Ho poori Aur mile Agar aap To khuda

dil ki har khwahish aapki, khushiyon ka jahan saara, maange aasmaan ka ek taara dede aapko aasmaan saara.

Na Shikayatein na gila kare, Koi Aisa shakas bhi hua kare, Jo mere liye hi Saja kare, Mujhse hi batein kiya kare, Kabhi roye jaye woh be panah, Kabhi baypanah udass ho, Kabhi chupke chupke be qadam, Mere peeche aakar hansaa kere,

Meri qurbatein meri chahtein, Koi yaad kar ke qadam qadam, Main taweel safar mein hoon magar, Meri wapsii ki dua kere. Dil~e~zindgi ki basti bikhar gayi hoti Ki rooh ke ye zakhm bhar gaye hote, Ye zindagi to aap ki amaanat thi warna, Hum to kab ke mar gaye hote. I asked God I asked him I asked him He smiled n

to bless u he did it to make u luv u he did it to make u happy said ur posting will do better........

Aakhen kholu to chehra tumhara ho, Band karu to sapna tumhara ho, Maar bhi jau to koi gam nahi, Agar kafan ke badle achal tumhara ho. Tears are silent language of LOVE, when tears come with reason means you got some problem, but when tears come without reason means you are in LOVE Tanhaai me jab beete lamho ki yaad aati hai, Kya kahe jism se jaan chali jaati hai, Yun to unki berukhi yaad hai humein, Per aankhe band kare to surat unki nazar aati hai. Dhalti raat ka khula ehsas hai, Mere dil me teri jagah kuch khas hai, Tum nahi ho yahan mujhe malum hai, Par dil kahta hai ki tu dil ke paas hai. Mere chehre se utho do kafan, mujhe aadat hai muskurane ki. meri lash abhi mat jalana, mujhe umeed hai unke aane ki. Relationship is like a book, It takes only few seconds to burn. But it takes years to print, So print it very carefully and never let it burn. Mausam ka ishaara hai, Hasraton ne pukaara hai, Kaise kahe ke kitna miss karte hai hum aapko, Ye sayari ussi yaad ka ek Ishaara hai.

Ek Pyari Si Surat, Ek Masum Sa Chehra, Do Jheel Si Ankhe, Kuchh Mithi Mithi Baate, Ek Nazuk Ada, Kuchh Masti Kuchh Maza, Thodi Si Shrarat, Bahut Sari Mohabbat, Ek Bholi Si Muskan, Ooncha Udne Ka Armaan, Sabse Alag Sabse Juda, Jiski Hai Pyari Har Ek Ada Jab Koi Khayal Dil Se Takrata Hai

Jab Dil koi koi

koi khayal dil se takrata hai na chah ker bhi khamosh rah jata hai sab kuch kah ker pyar jatata hai kuch na kahker bhi sab bol jata hai

Ager Kabhi Janna Chaho!! Ager kabhi tum jaan na chaho ke Tum mere liye kiya ho tu sun lo Meri har saans mein tum ho meri har dhadkan mein tum ho meri har aahat mein tum ho meri har chahat mein tum ho mere har lafz mein tum ho Har naam tumhara naam hai Har baat tumhari baat hai Har lafz jo mere lab per hai Wo tumhara kaha huwa hai Har Har Har Har

lamehin mere zahen mein tum ho khawab mein tum ho nazar mein tum ho lamhein mere khayyalon mein tum ho

Har Yaad Tumhari Yaad Hai Har yaad tumhari yaad hai Har yaad mein tumhare yaadein hein Har chehre mein tumhara chehra hai Har sitare mein lagta hai k Tumhara kangan chamak raha hai Har khushboo tumhare badan ki khushboo lagti hai Chand mein tumhara chehra dikhta hai Meri her aadat tumhari aadat hai Mera yeh jivan tumhare naam hai Meri zindagi tumhare naam hai Meri zindagi tum se hai Meri pehli aur aakhri Mohabbat tum ho! Why Should I Have To Cry For You Why should I have to cry for you You were the one who have to cry for me You lost a very special friend And that is me you wont understand this now When you feel all alone and when u needs some one Then you will understand what you lost All the time I was the one Who used to handle u but now I won�t cry for you for leaving you all alone U should learn everything by your own from now There is no one to hide your mistakes Now its u r turn show up what u are Re u dead re u insane, you are very much alive You are not deaf u can hear me

And I know u can understand I am not feeling bad I won�t feel bad too Its you are wish how u behave with me We used be best friends right No! Only I used to think that We re best friends u be happy But u know i too have a heart Even i am a human i am not robot To forget u easily why this always Happens to me why did u cheat me Am I not fit for you are friendship Then why didn�t you said it straight I never asked u anything Just answer me one thing What am i to u? Dukh dard ke maaron se mera zikar na kerna Ghar jao to yaaron se mera zikar na kerna Woh zabt na ker payenge aankhon ke samandar Tum raah guzaron se mera zikar na kerna Phoolon ke nasheman mein raha hoon mein sada se Dekho kabhi khaaron se mera zikar na kerna Shayad ye andhere hi mujhe raah dikhayein Ab chaand sitaron se mera zikar na kerna Woh meri kahani ko galat rang na de dein Afsana nigaaron se mera zikar na kerna Shayad woh mere haal pe besakhta rodein Is baar baharon se mera zikar na kerna Le jayenge gehrayi mein tum ko bhi baha ker Darya ke kinaron se mera zikar na kerna Woh shakhs mile to usey har baat batana Tum sirf isharon se mera zikar na kerna Shayad Unhey Khuda Samjhney Ki Aadat Si Ho Gai Hai Shayad unhey khuda samjhney ki aadat si ho gai hai ye meri jindagi ek Uljhan si ho gai hai Be-Intehhan pyaar karne ka sabab to dekho Hum dewaney they unke or WO Kisi or k Dewaaney ho gaye hai Puja tha jissy khuda samajh kar wo to khuda ka ek benda bhi naa tha Na thi nek seerat na Surat uski par naa janey wo kaise iss Dil me apna ghar bena gaye hai. Naa thi n hai ussy mere pyaar ki kadar Phir bhi hum usska har Sitam hass hass kar seh rahey hai Naa Rahi koi tamnaa ab ussy pane ki par ab bhi iss Dil se uska naam mitaney ki koshish kiye jaa rahe hai Jab - Jab bhi koshish kartey hai unhey bhulaney ki Dil kehta hai ki ussy kaise bhulu Wo Bewafa hai Par, Humney to ussy Wefa ki hai. Zindagi Vich Pyaar Jihna Nu Nahi Hoya Naseeb Zindagi vich pyaar jihna nu nahi hoya naseeb, Oh hee saanu dekh kay jalday rahey jalday rahey, Us nu apnay naal lai kay bheed vichon main langh gaya, Sadan vaaley akhiyan malday rahey malday rahey,

Mulakaat maut ki mehmaan ho gayee hai, Gam hai ki tumhe apne pyaar ka ehsaas karaa na sake tum rooth na jao yeh soch ke tumhe manaa na sake tum gair ke na ho jao kisi mod par is dar se kabhi tumhe apnaa na sake...... Tujhe bhoolkar bhi na bhool payenge hum, Bas yahi ek wada nibha payenge hum. Mita denge khud ko bhi jahan se lekin, Tera naam dil se na mita payenge hum. Wo aaye meri zindagi mein kahani ban kar, Is dil mein rahe pyar ki nishaani ban kar, Aksar jinhey hum jagah dete hai is dil mein, wo aankho se nikal jaate hai paani ban kar.

Kaho na .. ash Kuchh pal saath chale to jaanaa, Rastaa hai jaanaa pehchanaa . Saanso ko sur de jaataa hai, Tera yo.n sapano mai.n aanaa. Maine jatan kiye to lakho.n Mann ne meet tumhi ko maanaa Ab to haath thhaam lene do Aur kaho na , na na , na na ! .... Raj 17.7.99 Kuchh kaho na ! dilse Sau janam ka saath apna, Sans ka dhadkan se jaise, Aas ka jeevan se jaise, Kaise kate saal solah, Shyam ki jogan ke jaise. Jhoot ke parde na dhoondo, Sach kaho na . Kuchh kaho na .. Ek dooje ke liye ham, Haath main kangan ke jaise, Pyaas main sawan ke jaise, Roop ko darpan ke jaise, Bhakt ko bhag_van ke jaise. Jheel si simtee na baitho, Kuchh baho na . Kuchh kaho na .. Jaanata hoon thak gayee ho,

Umr ke lambe safar se, Saanp se dasate shahar se, Aas se aur aansuon se, Bheed ke gahare bhawanar se. Waqt firata hai suno, Itna daro na . Kuchh kaho na .. Kis tarah ladatee rahi ho, Pyaas se parchhaiyon se, Neend se , angadaiyon se, Maut se aur zindagi se, Teej se ,tanahaiyon se. Sab tapasya tod dalo, Ab saho na Kuchh kaho na !!

Kuchh kaho na ! photobyhemantkhandelwal Syaah sannaton main hamane, Umr katee hai tanhaa, Tang aur andhi surangen, Is gufaa se us gufaa. Saans thi sahami hui si, Dhadakanon ko ek darr, Itnaa tanhaa aur lambaa, Zindgi ka uff safar. Door meelon door jalati , Lau koi lagatee ho tum , Tum ho,tum ho,Tum hi tum ho , Ho naa tum, tum, ho naa tum. Pal se Tum hi Ek pal Ek pal

pal tak jee rahe hain, pal pal aas ho na, to aur thaharo , dikhati raho na .

Kuchh kaho na !! Nazar ki duniya veeraan ho gayee hai, Ab meri saans bhi meri nahi rahi, Ye zindagi aapki dosti par kurbaan ho gayee hai.

Related Documents

Hi Hi Hi
June 2020 22
Hi
November 2019 46
Hi
November 2019 34
Hi
August 2019 48
Hi
November 2019 29
Hi
August 2019 48

More Documents from "syed rahim"

Hi
June 2020 4