"ARSH PAR ALLAH KI ZIYARAT" MOLA IMAM MUSA KAZIM(J.J.H) nay farmaya jo meray farzand ALI(J.J.H) ki qabar ki ziyarat karay ga is ko allah 70 hajj ka sawab ata farmaye ga , rawi nay tajub say pocha MOLA 70 hajj ka ???? phir MOLA nay farmay bohats ay haj qabul bhi nahi hotay hain , Jo shakhs is ki qabar ki ziyarat karay ga ya aik raat is ki qabar k pas rahay ga goya is nay arsh par khuda ki ziyarat ki rawi nay arz kiya kay aesa hy ??? MOLA nay farmaya ""HAN"" Phir farmay roz-e-qayamat arsh-e-ilahi k pas awalin say 4 hun gay or or 4 akhrin say aqalin main nuh , ibrahim , mosa , or esa hain or akhrin main say muhammad rasool allah MOLA ALI(J.J.H) , MOLA HASSAN(J.J.H) OR MOLA HUSSAIN(J.J.H) in aaima k zawar hummaray sath hun gay Ala darja meray betay ALI(J.J.H) k zairin ka ho ga . REF( kitab: tuhfa-al-abrar: hadis: 111: page: 55) Mullif sudduq