Tum Ladki Ho, Maein Ladka Hoon Film: Mayme Pyar Kiya Lyric Name: Aaya Mausam Dosti Ka --------------------------------------------------------Tum Ladki Ho, Maein Ladka Hoon Tum Aai To Sach Kahta Hoon Aaya Mausam Dosti Ka Maein Ladki Hoon, Tum Ladke Ho Yuh Lagta Hai, Jab Milte Ho Aaya Mausam Dosti Ka Jaane Kyu Lagta Hai Meri Tumhari Pehle Se Pehchaan Hai Tum Maan Itna Jo De Rahe Ho Mujhpe Yeh Ehsaan Hai Ehsaanon Ki Baatein Chodo Aao Humse Naata Jodo Aaya Mausam Dosti Ka... Maein Ka Jaanu Ka Cheez Hove Hai Pyar Karajva Pe Laagi Nazar Ki Katar Ari Deewani, Na Kar Naadani, Teri Baatein Hain, Badi Toofani Nahin Yeh Mausam Dillagi Ka Nahin Yeh Mausam Khud Khushi Ka Aaya Mausam Dosti Ka... Rishta Nahin Hai Dono Ko Phir Bhi Baandhe Koi Dor Hai Is Dosti Ko, Kya Naam De Hum Yeh Baat Kuch Aur Hai Deewana Pan, Dil Ki Dhadkan Keh Sakte Ho Aaya Mausam Dosti Ka...