Ladki Boli

  • Uploaded by: vaibhav
  • 0
  • 0
  • May 2020
  • PDF

This document was uploaded by user and they confirmed that they have the permission to share it. If you are author or own the copyright of this book, please report to us by using this DMCA report form. Report DMCA


Overview

Download & View Ladki Boli as PDF for free.

More details

  • Words: 755
  • Pages: 6
Ladki Boli : Chandni Chaand se hoti hain Sitaron se nahi, Chandni Chaand se hoti hain Sitaron se nahi, Mohobbat ek se hoti hain Hazaron se nahi. Ladka Bola : Chandni agar chaand se hogi to sitaron ka kya hoga? Chandni agar chaand se hogi to sitaron ka kya hoga? Mohobbat agar ek se hogi to Hazaron ka kya hoga? -----------Ladka Bola : Kaash ke in Hasino ke baap mar jaate Kaash ke in Hasino ke baap mar jaate Bahana gham ka hota , Hun unke ghar to jaate. Ladki Boli : Bewakuf ye sochana bhi galat hoga Bewakuf ye sochana bhi galat hoga Kisi din tu bhi kisi hasina ka baap hoga. -------------------tu mere dil mein aise samaayi hai tu mere dil mein aise samaayi hai Jaise baajre ke khet mein bhains ghus aayi hai

kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai kabhi kabhi mere ! dil mein khayal aata hai ... ke kyon kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai?? Itni raat gaye kyon apni qabr khod raha hai Ghalib Itni raat gaye kyon apni qabr khod raha hai Ghalib La, phawda mujhe de de !! Jab tak tu apne dil ki baat mujhe samjhayegi Jab tak tu apne dil ki baat mujhe samjhayegi meri shaadi kahin aur ho jayegi Maine tujhe sau-sau khat likhe, tune kisi ka bhi jawab nahi diya; kahin tera baap kabadi to nahi.. Jise dil diya woh delhi chali gayi... Jise pyar kiy ! a woh italy chali gayi... Dil ne kaha khud kushi kar le zalim... Bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi... Humne bhi pyar kiya tha zindagi mein, badi joshh ke sath ! Humne bhi pyar kiya tha zindagi mein, badi shhor ke sath ! Aab hum pyar karenge badi soch ke sath !Kyon

ki usey kal shamko dekha kisi aur ke sath ! Teri yaad me sanam raat bhar humne to wine piya teri yaad me sanam raat bhar humne to wine piya kabhi offline to kabhi online piya Door se dekha to kuchh dikha nahi..... Dooor se dekhaaa... to kuchh dikha nahi..... Paas jake dekhaa to kuchh tha hi nahi Door se dekha to Patthar dikhta tha..... Dooor se dekha... to Pattharr dikhtaa thaa..... Paas jake dekha to... suchmuch Patthar hi thaa... Door se dekha to sher tha Door se dekha to sher tha Is liye p ! aas gaya hi nahi... Dooor se dekha to paani baras raha tha Dooor se dekha to paani baras raha tha Paas gaya... to bheeg gaya... Maine tuzse pyaar kiya tere baap ne muze pita Maine tuzse pyaar kiya tere baap ne muze pita Sin thita / Cos thita = tan thita.

Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain... Bilkul! jaise kal chamak rahe the...(wah wah) Aasmaan mein ud rahen hain kabootar Aasmaan mein ud rahen hain kabootar Flutter Flutter, Flutter Flutter Voh Sadak Ke Us Paar Thi Hum Sadak Ke Is Paar The Kuch Hum Aage Badhe, Kuch Voh Aage Badhi Hum Kuch Aur Aage Badhe, Voh Bhi Kuch Aur Aage Badhi Hum Aur Bhi Aage Badhe, Voh Bhi Aur Aage Badhi Ab Hum Sadak Ke Us Paar Hein, Aur Voh Sadak Ke Is Paar Hein. Shahjahan Ne Taj Mahal Ki Har Deewar Ko Dekha, Har Meenar Ko Dekha, Har Kaaleen Ko Dekha,Har Dar or Deewar ko dekha, Har Lage hue Khambe ko Dekha.Har Khidki se dekha, Aur Bola... (guess ..... kya bola hoga ???)MAA KASAM !! BAHUT KHARCHA HO GAYA

Gam woh cheez hai Gam woh cheez hai Gam woh cheez hai Jisse kagaz chipkaye jaate hain. Dharti se aasmaa tak, Dharti se aasmaa tak, Dharti se aasmaa tak, Dharti se aasmaa tak, Hawa hi hawa hai.

aasmaa aasmaa aasmaa aasmaa

se se se se

dharti dharti dharti dharti

tak tak tak tak

Khud ko kar buland itnaa.... Ke' Himaalay ki choti pe jaa pahunche.... aur khuda tumse puche.... 'Abe saale ... ab utrega kaise ' Agar tujh mein himmat hai To kutub minaar ko hila kar dikha, Aur agar nahin, to mere paas baeth,Do ghoont maar, Aur Kutub minar ko ! hilta hua dekh Joron ki baarish Makes me wonder Is this what they call, Taste the thunder? Yeh aankhen hain ya neeli jheel? Yeh aankhen hain ya neeli jheel? So? What's the big deal?

Dharti, taarey, pahaad, patthar Dharti, taarey, pahaad, patthar........ Ekhathar, bahathar, chauhathar ! (tihathar is on leave) Har phool khusbudar nahi hota,har pathhar chamakdar nahi hota,dosti dekh karna dost kyu ki har dost mera jaise nahi hota

Related Documents

Ladki Boli
May 2020 12
Boli, Boli
July 2020 8
Alimente-boli
May 2020 10
Boli Evitabile
April 2020 10
Boli Infectioase
June 2020 13
Boli Rare.docx
June 2020 3

More Documents from ""

Vaibhav
October 2019 46
Jai
May 2020 29
Mann 4
May 2020 23
Encyclopedia Of India
October 2019 35
Mann 2
May 2020 24