koi saliq hai arzo ka na bandge mere bandage hai yeh sub tumhara karm hai aqa kay baat ab tak bane hoe hai .. kese ka ehssaan kion uthein kese ko halaat kion baatein tumhe say mangein gayein tumhe do gayay tumharay dar say he loo lage hai .. ata kia mujhko dard-e-ulfat kaha thee is purkata k qismat mein is karam ka kahan tha qabil hazoor ke banda-parvare hai .. shaoor-o-fiqr-o-nazar kay davay had say unke kabhi pahr na paein na choh sakya un balandion ko jahan maqam-e-mohamade hai .. tajlion kay kafil tum ho murad-e-kabil-e-kalil tum ho khuda ke rohsan dalil tum ho yeh sub tumhare he roshni hai .. bashir kahay nazir kahiay unhein siraj-e-muneer kahiay jo sar-ba-sar hai kalaam-e-rabe who meray aqa k zindage hai .. amal ke meray asas kia hai bajuz nadamat k paas kia hai rahay salamat tumhare nisbat mera tu ek isra yahee hai .. hai qaba bhi marj-e-kalaik bohut numay hai yeh haqiaq magar jo maqsod-e-hazre hai hazor kay dar k hazre hai .. yehe hain kalid ehssaas-e-rehmat yahee hai kalid bin-e-azmat nabe ka irfaan zindage hai, nabe ka irfaan bandegae hai ..