ya rasoolallah ya habiballah salla alaika ya rasoolallah wassallam alaika ya habiballah ahlaon wa sahlan marhaba ya rasoolallah charoon taraf noor chahya aaqa ka milad aaya khushiyon ka pegham laya aaqa ka milad aaya shams-o-qamar aur taaray kyun na ho khush aaj saaray unse hee tou noor paaya aaqa ka milad aaya khushiyan manatay hain wohi dhoomein machatay hain wohi jinn per hua unka saaya aaqa ka milad aaya hai shaad har ek musalmaan karta hai ghar ghar charaghaan galiyun ko bhi jagmagaya aaqa ka milad aaya mukhtar-e-kul maanay jou unhe noori bashar jaanay jou unhe na'ara ussi ne lagaya aaqa ka milad aaya jou aaj mehfil mein aaye mun ki muradein woh paaye sab par karam ho khudaya aaqa ka milad aaya ghous ul wara aur data ne mere raza aur khuwaja ne sab ne hee din ye manaya aaqa ka milad aaya na'at-e-nabi tum sunao ishq-e-nabi ko barhao hum ko raza ne sikhaya aaqa ka milad aaya jiss ko shajar jaantay hain kehna hajar maantay hain aisa nabi hum ne paaya aaqa ka milad aaya dil jagmaganay lagay hain sab muskaranay lagay hain ik kaif sa aaj chahya aaqa ka milad aaya kar ae ubaid unki midhat tujh per khuda ki ho rehmat tu ne muqqadar ye paaya aaqa ka milad aaya