aasmaan hai nila kyun? paani geela geela kyon? gol kyon hai zameen? silk mein hai narmi kyon? aag mein garmi kyon? do aur do paanch kyun nahin? ped ho gaye kam kyon? teen hai ye mausam kyon? chaand do kyon nahin? duniya mein hai jung kyon? behta laal rang kyon? sarhadein hai kyon har kahin? socha hai� ye tumne kya kabhi? socha hai� ki hai ye kya sabhi? socha hai� socha nahin toh socho abhi behti kyon hai har nadee? hoti kya hai roshni? barf girti hai kyon? dost kyon hai rooth te? taare kyon hai toot te? badalon mein bijli hai kyon ? socha hai� ye tumne kya kabhi? socha hai� ki hai yeh kya sabhi? socha hai� socha nahi toh socho abhi sanaata sunaee nahin deta aur hawaein dikhayee nahin deteen socha hai� kya kabhi� hota hai ye kyon? Aasman hai neela kyon? paani geela geela kyon? gol kyon hai zameen? silk mein hai narmi kyon? aag mein garmi kyon? do aur do paanch kyun nahin? ped ho gaye kam kyon? teen hai ye mausam kyon? chaand do kyon nahin? duniya mein hai jung kyon? behta laal rang kyon? sarhadein hai kyon har kahin? socha hai� ye tumne kya kabhi? socha hai� ki hai ye kya sabhi? socha hai� socha nahin toh socho abhi socha hai� ye tumne kya kabhi? socha hai� ki hai ye kya sabhi?
socha hai� socha nahin toh socho abhi