Shayri

  • October 2019
  • PDF

This document was uploaded by user and they confirmed that they have the permission to share it. If you are author or own the copyright of this book, please report to us by using this DMCA report form. Report DMCA


Overview

Download & View Shayri as PDF for free.

More details

  • Words: 2,008
  • Pages: 7
baat aisi ho ki jazbaat kam na ho* Khayalaat aise ho ki kabhi gham na ho* Dil k kone me itni si jagah rakhna* Khali khali sa lage jab hum na ho* baat aisi ho ki jazbaat kam na ho* Khayalaat aise ho ki kabhi gham na ho* Dil k kone me itni si jagah rakhna* Khali khali sa lage jab hum na ho* Duwa karte hai hum sar jhukhaye., Aye dost thu apni manzil ko paaye.., Agar raste mein therre andhera aaye..., Tho roshni ke liye khudha hume jalaye...!! Sabhi ko sabh kuch nahi mailta,Nadi ki lehar ko sahil nahi milta, yeh dil walon ki duniya hai dost, kise se dil nahi milta to koi dil se nahi milta Aye waqt teri yaad mei rota hu mai aksar, raat bhar teri yaad mei sota nahi aksar, Bechainiyo mei chalta rehta hu mai aksar, zindgi kya kya waqt dikhati hai yu aksar, Aye waqt tu kisi ke kabu mei kyo nahi?, sochta hu main tanhayi mai ye baithke aksar, Gar khuda ne neymato mei waqt diya hota, milta mei tumhe guzre huye waqt mai aksar, Rehta hai ab in aankho mei un yaado ke manzar, kat ta hai mera wart guzri yaado mei aksar. Dil ki dhadkan ko dhadka gaya koi, Mere dil ko mehka gaya koi, Hum anjane raho par chal rahe the, Achanak hi rasta bata gaya koi.... Na jane kyu hame aasu bahana nahi aata, Na jane kyu hale dil batana nahi aata, Kyu sathi bichad jate hai humse, Shayad hume hi Sath nibhana nahi aata... Humein unki ibaadat se phursat nahi milti log najaane kisko khuda kehte hain dil mein rakha hai unko log najaane kyun juda kehte hain Daag gum ka dil se mitaya na gaya, humne lakh chaha par bhulaya na gaya, ruthne wale se koi ye to puche ki wo khud ruthe hain ya humse manaya na gaya. unka waadaa hai ki woh laut ayenge isi umeed per hum jiye jayenge yeh intezaar bhi unhi ki tarah pyara hai kar rahe the,kar rahe hain or kiye jayenge Aaj kuch likhne ko dil karta hai bas yunhi meet jaane ko dil karta hai

har pal marr marr ke hansi hi jab chaa gayi toh issi baat pe lutt jaane ko dil karta hai tujh phir kyun maut

se bicharne ka khayal seh nahi paata bhi dil ki baat keh nahi paata hain aakhir zindagi mein is qadr majbooriaan bhi nahi aati, zinda bhi reh nahi paata ..!!

Sath Na Sahi Tanhai Tu Milti Hai.. Mulaqat Na Sahi Judai Tu Milti Hai.. Koun Kehta Hai Pyar Mein Kuch Nahi Milta.. Wafa Na Sahi Bewafi Tu Milti Hai. Koshish karo ke koi tum se na roothe, Zindagi mein apno ka saath na *****e.. Rishta koi bhi ho usse aise nibhaao, Ke uss rishte ki dorr zindagi bhar na toote.. Pyar mein meetha dard mila yeh bohat hai Sapno ko nayi disha mili vo bohat hai Pyar poora hua ya adhura baat yeh nahin Pyar karne ka mauka mila vo hi bohat hai Gham Ke Maare Jo Muskuraaye Hai, Aansuo Ko Bhi Paseene Aaye Hai, Kya Bala Hai Khushi Nahin Maaloom, Hum Toh Bas Naam Sunte Aaye Hai.... Udaas na hona kyu ke mein saath hu, Saamne na sahi par aas paas hu.. Aankhon ko band karo dil se yaad karo, Mein hamesha aap ke liye ek ehsaas hu.. Saahil par khare khare humne shaam kardi, Apna dil aur duniya aap ke naam kar di.. Yeh bhi na socha kaise guzregi zindagi, Bina soche samjhe har khushi aap ke naam kar di.. Is Dil Mein Tanhaai Thi.. Raat Ke Andhere Mein Bhi Us ki Parchaai Thi.. Hum Tu Mangte Rahe Usey Her Dua Main.. Shahid Hamare Hi Hathon Ki Lakiron Mein Judai Thi. Hawa_e_Dard Chali Aur Uski Yaad Ai.. Lo Phir Se Sham Dhali Aur Us Ki Yaad Ai.. Kisi Ki Baaton ki Barish Mein Hum Bhi Bheeg Gaey.. Kisi Ne Baat Na Ki Aur Us Ki Yaad Ai.. Be Khayali Mein Bas Ik Erada Kar Liya.. Apne Dil Ke Shok Ko Haad Se Zayada Kar Liya.. Jante They Dono Is Ko Neba Nahi Sakte.. Is Ne Bhi Wada Kar Liya Mein Ne Bhi Wada Kar Liya..

Ek Shaks Mujh Ko Zakham_e_Shanasai De Gaya.. Na De Saka Wo Pyar Tu Roswai De Gaya.. Jate Huve Wo Apni Nishani Ke Tor Pe.. Mujh Ko Bare Kholos se Tanhai De Gaya.. Mehsoos tujhe har saans ke saath kiya karte hai yaad tujhe har aah mein kiya karte hai apni saari khushiya unke naam kardi humne ghamo ki chaao mein hum akele jiya karte hai Tujhe dekh dekh jeena chaahti hu Teri aankhon ki gehraayi mein dhhobna chaahti hu Shaayad Khuda bhi bakhsh de mere gunaaho ko Tere haathon se aab-e-zam zam peena chaahti hu Ho agar khata humse toh maaf kardijiyega Aise tanha hamein **** na dijiyega Hum chaahte hai apko dil-o-jaan se Hamare pyar ki zara si kadar kijiyega PYAAR ME HAR CHEEZ MANTE THE VO ZINDAGI SE ZYADA HUME CHAHTE THE VO IMAAN SE KUFR NE AISA RISHTA NIKALA APNI YAADEIN TAK VAPAS MANGTE HAIN VO. KHAWAAB MEIN JEENE VAALI LARKI KHAWAAB KE RISHTE TOOT RAHE HAI SADIYO SAATH NIBHAAYENGE HUM AISE VAADE KARNE VAALE KUCH HI PAL MEIN CHHOOT RAHE HAI Teri Dosti ne diya "SAKOON" itna, Ke tere baad koi "ACHA" na lage.. Tujhe karni hai "BEWAFAAYI" toh iss adaa se kar, Ke tere baad koi "BEWAFA" na lage Mere zakhmi DIL ko mohabbat ki DUA de, Apne BEDARD Dil mein thodi si jagaah de, Jaa BEWAFA tujh se kuch nahin hoga, Mujhe apne hownton se MAUT ki BAD-DUA de.. Dil Ke Kareeb Aa Ke Vo Jab Door Ho Gaye Saare Haseen khawaab Mere Choor Ho Gaye Hum ne Wafa Nibhaayi Toh Badnaamiyaan Mili Jo Log Bewafa Thwi Vo Mashoor Ho Gaye Wafaoo Mein Meri Itna Assar Aaye !! Jinhe Dhondhti Hai Nazar Wo Nazar Aaye !! Hum Aajayenge Palak Jhapkaane Se Pehle !! Tum Ne Yaad Kiya Ye Khabar Tu Aaye !!

HUM DEKH NAHIN SAKTE UNKI AANKH MAI ANSOO ISS LIYE APNI JEET KO BHI HAAR KEHTE HAIN HUM IS QADAR HAIN ISHQ MAI PAAGAL UNKE ZULMO'N KO BHI APNE LIYE PYAAR KEHTE HAIN Mat karo pyar kisi se phoolon ki taraha Phool to pal mae Murjha jaate hai Pyar karo to karo Kaaton ki taraha Jo Chubhne ke baad bi Yaad Aate hain Is Jahan Mein Mohabbat Khas Na Hoti Toh Safar-E �Zindagi Mein Mithas Na Hoti Agar Milti Bewafaon Ko Saza Mein Maut Toh hasino Ki Kabar Udas Na Hoti

Dil ka haal mein bayaan kaise kardu Mohabbat hai unse yeh kaise mein kehdu Vo hai amaanat kisi aur ki yeh jaante hai hum Khushiyon ko unki tabaah kaise kardu Sagar ki lahron ka sahil nahi hota....... Har dil mohabbat k kabil nahi hota...... Rota hai wo jo dooba ishq-e-sagar me...... Aur rota wo bhi hai jise ishq haasil nahi hota......

DOSTO KI SHAYRI Patti-patti gulab kya hogi, Har kali mahaj khwab kya hogi ! Jisne lakhoon haseen dekhe ho, Uski niyat kharab kya hogi !! �������� Suno gaur se pepsi walo, Buri nazar na coke pe dalo, Chahe jitna dew pila lo, Sabse aage hoga NIMBU PANI!! �����������Kitini jaldi ye mulaqat guzar jati hai, Pyaas bujhti nahi barsat guzar jati hai, Apni yadoon se keh du na aaya karein, Neend aati nahi aur rat guzar jati hai. ������������ Ae dost teri dosti per naaz karte hai Har waqt milne ki fariyaad karte hai Hame nahi pata gharwale batate hai Hum neend mein bhi aapse baat karte hai. �������������Chirago se agar andhere door hote tochandni ki chahat kise hoti, Kaat sakti agar ye zindgi akele to dost naam ki cheez hi kyun hoti. ������������

Hame hasne hasane ki adat hai, Nazron se nazren milane ki aadat hai, Par hamari nazar to unse hai ja mili, Jinhe nazren jhuka ke sharmane ki adat hai ����������� Sanson main daal kar rakhan Dil ke pinjare main paal ker rakhna Toote dil ko sakoon dengi ye yaaden En yadoon ko sada samhal kar rakhna �����������Phir chupke se yaad aa gaya koi, Meri aakhon ko phir rula gaya koi, Kaise uska shukriya aada karen, Mujh naachiz ko shayar bana gaya koi. ������������ Yeh pyaari nigahein yaad rahengi, Mil kar na milne ki ada yaad rahegi, Mumkin nahi ki main tumhe bhula doon, Aur umar bhar tumhein bhi meri yaad na aaya -------------------------------------------------------------------------------Na jane kyu hame aasu bahana nahi aata, Na jane kyu hale dil batana nahi aata, Kyu sathi bichad jate hai humse, Shayad hume hi Sath nibhana nahi aata... Mitha Intezar to intezar se yaar mitha, Mitha Yaar to yaar se pyar mitha, Mitha Pyar to pyar se mithi apni yaari, Isse mitha kuch na mila dekhi duniya saari na sathi hai koi na humsafar hai koi.. na hum kisi k na humara hai koi, par aapko dekh kar keh sakte hai, ki pyara sa dost humara bhi hai koi Kahi ankahi baaton ki ada hoti dosti, Har saajogam ki dava hoti dosti, Dunia main kami hogayi puja karne walo ki, varna zamii pe khuda hoti dosti Dosti mein dil ka tamasha dekha nahi jaata, humse toota hua sheesha dekha nahi jaata. apne hisse ki khushiyaan tujhe de doon, humse tera utra hua chehra dekha nahi jaata Is Duniya Main Dost Kam Milinge, Is Duniya Main Gam Hi Gam Milenge, Jahan Duniya Tum Se Nazar Mod Legi, Us Mod Pe Tum Ko Hum Milenge......... ehsaan doston pe jataane nahi hote, karz dosti me chukaane nahi hote, bas salamat rahe ye dosti hamari, ye wo rishte hai jo kabhi purane nahi hote!

Har tarah Zindgi ko mila lete un haatho

k sikhwo ko seh lete hain yu hi jee lete hain hain jinse haath dosti ka se fir zehar bhi pee lete hain

DOSTI KE KUCH KHAS ANDAAZ HOTE HAIN, JAGTI ANKHON MAIN BHI KUCH KHAWAV HOTE HAIN, YE HI NAHI KI GAM MAIN HI ANSHU NIKLE, MUSKARATI ANKHON MAIN BHI SHAILAB HOTE HAIN..... roshni ho to diya jalta hai shamma ho to parwana jalta hai rishtey na ho to dil jalta hai aap jaise DOST ho to zamana jalta hai roshni ho to diya jalta hai shamma ho to parwana jalta hai rishtey na ho to dil jalta hai aap jaise DOST ho to zamana jalta hai Dosti Ki Raho Main Kabhi Akelapan Na Mile, Aai Dost Zindagi Main Tumhe Kabhi Gum Na Mile, Dua Karte Hain Hum Khuda Se, Tuhme Jo Bhi Dost Mile Hum Se Kam Na Mile sitaron ki bheed se churaya hai aapko DIL se apna DOST banaya hai aapko is DIL ko tutne na dena, kyunki is DIL ke kone main chupaya hai aapko MUSKURANA hi to KHUSHI nahi hoti, UMAR bitana hi to ZINDAGI nahi hoti. Khud ko MITANA padta hai DOSTI mein, Kyunki DOST kehna hi to DOSTI nahi hoti dost ek saahil hai tufaano k liye dost ek aaina hai armaano k liye dost ek mehfil hai anjaano k liye dosti ek khwaahish hai aap jaisa dost paane k liye -------------------------------------------------------------------------------aapki raahon me phool bicha denge har kali ko aapki tasvir bana denge aye dost agar ho zindagi me ek bhi taklif humse kehna usey hum apni takdir bana lenge dil ne socha khat likhu,mili na shaayri pyar wali fir socha likhu phool se ,mili na daali gulab wali isliye sms bhej raha hu taaki tute na apni dosti pyar wali har kadam pe aapka ehsaas chahiye mujhe aapka sath apne paas chahiye khuda bhi ro pade humari judaai pe aisa ye rishta khaas chahiye Aur kuch nahi chahiye ek muska hi kafi hai,

dil main bas ek armaan hi kafi hai, armaan hai ye ki aap sada kush raho , hamen yaad rakhna ye ehsaan hi kafi hai Dil ki hasrat zuba par aane lagi, tumko dekha aur zindgi muskurane lagi, Yeh dosti ki intehaa thi ya meri dewaangi, Har surat mein surat teri nazar aane lagi Hamari mehfil ko fasaane mil gaya, humari ghazlon ko afsaana mil gaya, Aapki dosti aisi mili aye dost.. Jaise khuda ki taraf se koi nazrana mil gaya

Related Documents

Shayri
October 2019 28
Shayri
November 2019 8
Shayri
May 2020 8
Anamika Shayri
October 2019 13
Arti Shayri
October 2019 20
Shayri Gujarati With Me
November 2019 13