Shayari

  • November 2019
  • PDF

This document was uploaded by user and they confirmed that they have the permission to share it. If you are author or own the copyright of this book, please report to us by using this DMCA report form. Report DMCA


Overview

Download & View Shayari as PDF for free.

More details

  • Words: 2,155
  • Pages: 11
SHAYARI:1 Tumse kitna pyar hai dil mein utar kar dekh lo Tumse kitna pyar hai dil mein utar kar dekh lo Phir bhi na dikhe agar toh chashma badal kar dekh lo !!! SHAYARI: 2 Tum itna jo muskura rahe ho Tum itna jo muskura rahe ho Janab, saason ki badbu faila rahe ho !!! SHAYARI: 3 Kaliyon ka chaman tab banta hai Kaliyon ka chaman tab banta hai Jab kisi shaayar se sher aage nahi banta hai !!! SHAYARI : 4 Chhup gaya badli mein jaake, chaand bhi sharma gaya Chhup gaya badli mein jaake, chaand bhi sharma gaya Bhoot ne jab tumko dekha, bhoot bhi ghabra gaya !!! SHAYARI : 5 Jab deep jale aana, Jab shaam dhale aana Jab deep jale aana, Jab shaam dhale aana Address na mile to vaapis chale jaana !!! SHAYARI : 6 Kaun kehta hai Dost tumse hamari Judaai hogi, Ye Khabar kissi aur ne Udaai hogi, Shaan se rahenge aapke Dil mae hum, Itne mail mae Humne kuchh toh Jagah banaai hogi. SHAYARI : 7 dosti mein dil ka tamasha dekha nahi jata, humse tuta hua sisa dekha nahi jata, apne hisse ki khusiya bhi de du tujhe, aye dost tera utra hua chehra dekha nahi jata SHAYARI : 8 Botal chupa dena kafan mein meri, Shamshan mein piya karunga, Jab mange ge hisab khuda.. To unhe bhi ek peg bana kar diya karunga.

SHAYARI : 9 Aasmaan aaj phir se roya hai, Naakaam Aashiqon ke haar mein ek aur moti piroya hai, Koi to bataaye kahan mera mehboob khoya hai, mohabbat ki kabr mein mera yeh pyaar soya hai SHAYARI : 10 Mohabbat ke naam se darte thhey Dil ki dhadkan dhadka gaya koi Hum anjaani raahon pe chal rahe thhey Achaanak hi manzil dikha gaya koi SHAYARI : 11 Mere saath tum ho ya meri parchhaai hai Na jaane kis mukaam pe mohabbat humein le aayi hai Bheed mein hoon phir bhi kyun tanhai chhai hai SHAYARI : 12 ~*~Meri Zindagi~*~ Kuch Masoom Say Jazbey Hain, Kuch Un-dekhay Sapney Hain, Mager Woh Naheen Janta Shayad...!!! Meri bhi Zindagi To .............Hai..!!!!!! Tufan mein kashti ko kinare bhi milte hain jahaan mein logon ko sahare bhi milte hain duniya mein sabse pyari hai zindagi kuch log zindagi se pyare bhi milte hain. Har kadam pe imtihaan leti hai Zindagi Her waqt naye sadme deti hai Zindagi Hum Zindagi se shikwa kaise kare? Aap Jaise Pyaare Dost Bi tho deti hai Zindagi. Zindagi mein hamesha naye log milenge Kahi Zyaada tho kahi kam milenge Aitbaar zara sochkar karna Mumkin nahi her jagah tumhe Rufi Mirza hii milegi. SHAYARI : 13 Takdir hai, magar kismat nahi khulti tajmahal banana chahata hoon lekin mumtaz nahi milti

SHAYARI : 14 Makhmali Chaddar mein ek nadiya si bahnay lagi thi ki tum toofaan ban kar aa gaye baha kar meray mann kay bandh tum hawa ka jhonkha ban ud gaye meri asha kay deep jhilmilaye thay ek pal mein bhujha kar chalay gaye kyon mein tumko rok nahin paati kyon mein tumko bhool nahin paati pagali si mein dekhti rah jaati hoon varsha ritu ki baadh jaaisay meray mann ko rondh jaatay ho rahe jaati hai tumhaari yaadein makhmali chaddar si beechi meray mann kay har konay par... SHAYARI : 15 Khud Hee Ho Jata Hai... Ishq to khud hee ho jaata hai… Dil bhi apna kho jaata hai… Jab aisa ho jaata hai… To dil bekaraar ho jaata hai. Kyun hota hain humko pyaar… Mujhko nahi pata yaar. Itna zaroor pata hai mujhko… Ek din ye bhi hoga tumko. Jab hoga tumko pyaar… Hawa mein udoge tum bhi yaar… Khush rahoge hardam tum… Pyaar karoge pyaar se tum. Aaj tumne jisko dekha hai… Shayad who hee tumhara apna hai… Abhi chalega pata nahi… Intezaar mein rahna har ghadi

SHAYARI :16 Pata nahi kyun... Humein hota hai pyaar… Aur ye dil bekaraar… Magar aisa kyun hota… Pata nahi mere yaar. Jab milte nahi… Baat karte nahi… To kyun aisa lagta hai… Maksad pura hua nahi. Kuch karte nahi hum… Bas sapne dekhte hain hum… Kyun aisa hota hai… Bata mere sanam. Yaad aati hai bahut… Jaan jaati hai bahut… Magar mil nahi hum paate… Yeh achcha nahi bahut. Humein hota hai pyaar… Aur ye dil bekaraar… Magar aisa kyun hota… Pata nahi mere yaar. SHAYARI : 17 !" Dil Mein Number Mowka tha suhag raat ka, Choudabi ka chaand ka. Miya ne akar Begum ka Ghunghat uthaya aur bola "Begum apto mere Chawthi Number wali jaisse ho!" Begum ne kaha - "Ye aap kya kah rahen hai? Mere Dil ko aap chur chur kar rahen hai." Ruth ke boli - "Kitne ladki aayi aap ke jindegi mein? Mera Number kya hai app ke Dil me?" "Tum to Awwal Number ho" - Miya ne kaha Sunkar Khusi ke mare Ucchal pari Begum Saheba, aur boli.. "ooo Khalid Miya bhi mere Awwal Number theh Par ab to Aap hai na?" Sohar bola - "Ye Aap kya Farma rahi hain" Begum Mushkurakar boli - "Thora Tajurba Mujhe Bhi Hai

SHAYARI : 18 VALUE To realize The value of a sister Ask someone Who doesn't have one. To realize The value of ten years: Ask a newly Divorced couple. To realize The value of four years: Ask a graduate. To realize The value of one year: Ask a student who Has failed a final exam. To realize The value of nine months: Ask a mother who gave birth to a still born. To realize The value of one month: Ask a mother who has given birth to A premature baby. To realize The value of one week: Ask an editor of a weekly newspaper. To realize The value of one hour: Ask the lovers who are waiting to Meet. To realize The value of one minute: Ask a person Who has missed the train, bus or plane. To realize The value of one-second: Ask a person Who has survived an accident. To realize The value of one millisecond: Ask the person who has won a silver medal in the Olympics Time waits for no one. Treasure every moment you have. You will treasure it even more when you can share it with someone special. To realize the value of a friend: Lose one. Submitted by (),

SHAYARI : 19 Means of ABC For A FRIEND A Friend.... (A)ccepts you as you are (B)elieves in "you" (C)alls you just to say "HI" (D)oesn't give up on you (E)nvisions the whole of you (even the unfinished parts) (F)orgives your mistakes (G)ives unconditionally (H)elps you (I)nvites you over (J)ust "be" with you (K)eeps you close at heart (L)oves you for who you are (M)akes a difference in your life (N)ever Judges (O)ffer support (P)icks you up (Q)uiets your fears (R)aises your spirits (S)ays nice things about you (T)ells you the truth when you need to hear it (U)nderstands you (V)alues you (W)alks beside you (X)plains thing you don't understand (Y)ells when you won't listen and (Z)aps you back to reality Yaadein Zindgi mein to tumhari aa na sake, ab khwaabon mein chale aate hain Tum laakh nazrein pher lo sanam, hum phir bhi chale aate hain Kahne ko to tum bhul chuki thi, phir bhi anjaane mein pukarti ho Tum kabhi bhuli nahin thi, sirf jaankar anjaane mein pukarti ho Mann to mann hai, mann ko kya kahena Hum aayenge sapno mein, sapno ko kya kahena Azeez bewafa nahin, tum paas aao ya na aao, Wo mar ke bhi mara nahin, uski yaadon ko gale se lagao......!! Tujhe Yaad Karta Hoon.. Aanken band kar bhi, hum tera deedar karte hain, Aye sanam, hum to sirf tum se pyar karte hain. Lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta, Saans rahte, teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta.

Aakhiri pal tak o bewafaa, tujehe yaad karta hoon, Teri yaadon ko seene mein basaa kar chalta hoon Udaas Dil aaj fir dil hai kuchh udaas udaas jaane kyun ek mayusi si chhayi hai aaj fir palkon pe pani hai bheer mein hoon fir kyun ye tanhai hai Ke Manzilein Aur Bhi Hai Har muqaam pe lagta hai ke manzilein aur bhi hai Raasta abhi baaki hai bahut ke manzilein aur bhi hai Saahil se takarakar laut jaati hai har lehar Saahil uske aur bhi hai ke manzilein aur bhi hai Dhal jaata hai suraj bhi har shaam Subahe abhi aur bhi hai ke manzilein aur bhi hai Jindagi mana humne dhadkano ki mohtaaz hai Saanse abhi aur bhi hai ke manzilein aur bhi hai *** UMMID *** Mayoos mat hona yeh aik gunnah hota hai Milta wahi hai jo qismat main likha hota hai Har cheez miley humain yeh zaroori tou nahi Kuch cheezon ka zikar doosre jahan main hota hai Jo khud ko kostey hain woh shayed bekhabar hain Kuch paalene ka ikhtiyar khud pe bhi hota hai Har aik ko barsar-e-ilzam kiun thehrayein hum Apne samne bhi tou aik ayeena hota hai Hum apni zindagi se kiun haar jayein Gar doobta hai sooraj tou kal bhi ujala hota hai Udaas Dil aaj fir dil hai kuchh udaas udaas jaane kyun ek mayusi si chhayi hai aaj fir palkon pe pani hai bheer mein hoon fir kyun ye tanhai hai

Yaadein Zindgi mein to tumhari aa na sake, ab khwaabon mein chale aate hain Tum laakh nazrein pher lo sanam, hum phir bhi chale aate hain Kahne ko to tum bhul chuki thi, phir bhi anjaane mein pukarti ho Tum kabhi bhuli nahin thi, sirf jaankar anjaane mein pukarti ho Mann to mann hai, mann ko kya kahena Hum aayenge sapno mein, sapno ko kya kahena Azeez bewafa nahin, tum paas aao ya na aao, Wo mar ke bhi mara nahin, uski yaadon ko gale se lagao......!!

Tujhe Yaad Karta Hoon.. Aanken band kar bhi, hum tera deedar karte hain, Aye sanam, hum to sirf tum se pyar karte hain. Lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta, Saans rahte, teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta. Aakhiri pal tak o bewafaa, tujehe yaad karta hoon, Teri yaadon ko seene mein basaa kar chalta hoon.

Kaise Sakoon Paoon.. kaise sakoon paoon jo tumhe na dekh paoon kaise dil ko samjhaoon, jo tumhe na pass paoon satatee hai mujhe meri apni hee wafain dil ko aa jaata sakoon jo milti teri wafain tadpaati hain yaadein aur berang hain nigahein apne dil ke zakhm, kis kis ko mai deekhaoon teri bewafai ko log kehte hain teri majboori mai apni majboorian kahan tak ginaoon meri wafaon ka mujhe ye sila mila hai muffat mei huey badnaam aur dil chhalni hua hai mila ke najar ab tumse aur kaun se gazal sunaoon kaise sakoon paaon jo tumhe...

Pyar Ek Ibaadat Na mai Kamzor hoon, na mera Pyar Kaun Darata hai iss Zamane sei Kyun inse Bayan karu Mai Apna Pyar Kyun Labo pe Layou Mai Unka Naam Pyar ki Hakkikat kaya Duniya jane Pyar to veh Ibaadat hai Jo Dil mein Umre Aur Aankhon se Bayan Ho! Anjaane... Anjaane logon se kabhi kabhi ek rishta sa ban jaata hai bina mile, bina kuch kahe... par ham chod dete hain in rishton ke najuk dhagon ko jaise band mutthi se ret jaati hai phisal nahin baandhte inko dil ke dhadkano se kya tumhe kabhi chua hai kisi ajnabee ne kya tumne kabhi sajaaye hain khwab kisi ajnabee ke kya himmat kiya hain un khwabon ko sach karwane ka ya phir chupke se un sapon ko aanchal mein odhe jee liya hai yunhi... Pardes mein Pardes mein yaad jab teri ati he.. Dil rota he, ankh bhar ati he.. Kya gunah kiya tha hamne? Pardes mein yaad jab teri ati he.. Kesi yeh ajeeb pareshani he.. Yaad bhi teri ek pareshani he.. Kabhi to sakoon milega dil ko Kesi yeh ajeeb pareshani he.. Din lambe, Raaten bhi lambi hein.. Yaad mein hosh bhula bethe hein.. Talaash ki justujo kise nehi Din lambe, Raaten bhi lambi hein.. Dil ke darwaze pe dastak ho rahi he.. Aaj pirr ek yaad sata rahi he.. Dil ki gehrayon me jhaank ke dekh.. Pardes me aaj phirr teri yaad aa rahi he..

Gairon ke Zakham Aap gairon ki baat karte ho Aap gairon ki baat karte ho Humne apnoko azmaya hai Log katonse bachke chalte hain Log katonse bachke chalte hain Humne phoolon se zakham khaye hain For your Eyes Teri LOVELY EYES ne mujpe ek EFFECT kiya hai, ki maine sabko REJECT karke tujko SELECT kiya hai! SELECT kiya maine pyar se Dil nahi todna mera INKAAR se!! Eyes on Petals Dali dali dali har dali per nazar dali, har chaman per dali, jis dali per nazar dali woh mali ne kaat dali. Submitted by Sword & Eyes (Talwar & Nayan) Katla karna hai to NAYAN se kar, Katla karna hai to NAYAN se kar, TALWAR mein kya rakha hai ki na ho takleef, ki na ho takleef, Mujhe sir jhukane ki aur tumhein TALWAR Uthaaney ki

Related Documents

Shayari
May 2020 11
Shayari
November 2019 41
Shayari
November 2019 12
Shayari
October 2019 28
Shayari
November 2019 10