Shayari

  • May 2020
  • PDF

This document was uploaded by user and they confirmed that they have the permission to share it. If you are author or own the copyright of this book, please report to us by using this DMCA report form. Report DMCA


Overview

Download & View Shayari as PDF for free.

More details

  • Words: 4,261
  • Pages: 11
Apne Aagaaz Se Aaaj tak Zindagi Teri Hi Yaad Main Gum Rahi Phir Bhi Jaane Kyon Yeh Ihsaas Hai Jaise Chaahat Meri Kam Rahi

Ek Musafir Ne Raat Pichlay Pahar Apne Mehboob Ke Na Aane Par Kar Diya Taj Mahal Ke Tukre Aab-E-Jamuna Main Phaik Kar Pathar

Kal Mila Waqt To Zufain Teri Suljha Doonga Aaaj Uljha Hoon Zara Waqt Ke Sulajhne Main Yoon To Sulajh Jatee hain Uljhee Zulfain Umar Kat Jati Hai Waqt Ke Sulajhne Main

Dil Ko Manana Gar Hota Aaasaaan Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan

Sookh Jaate Hain Lub, Lufz Milte Nahi Hota Nahi Humse Ishq Bayaan Unhe Kaise Bataoon Dil Ki Lagi Kaise Sikhaoon Aankhon Ki Zubaan

Hum Bewafa Har Giz Na Thay Par Hum Wafa Kar Na Sakay Humain Mili Us Ki Saza Jo Khata Hum Kar Na Sakay

Khudaa jab husn deta hai nazaakat aaa hi jati hai Kadam chun chun kar rakhti ho kamar balkha hi jaati hai

Aansoon ko aankhon ki dehleez par laya na karo Apne dil ki haalat kisi ko bataaya na karo Log muth-thi bhar namak liye ghooma karte hain Apne Zakham kisi ko dikhaaya na karo

Mohbbat karna koi zulm nahi, Agar ki jaye usool se, Khuda ko bhi muhabbat thi, Apne rasoul se

Chaand raaat ko sabhi dekhain, hilaal-eeid ko Ik hamara hi naseeba hadiyan turva gaay Hum the chaand ke nazaare main khoye hue Bus achanak chand ka abba wahan pe aa gaya

Hui hum se ye nadani, Kay teri mehfil mein aa baithe Ho kay zameen ki khakh Aasman se dil laga baithe

Dil si cheez hai, dene ko hai de day Magar koi qabeel bhi to ho Hum to jaan de kay bhi khush hain Magar koi qateel bhi to ho

Ishq ke phool bhi khilte hain, bikhar jaate hain Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi zakhm kaise bhi hon, kuch roze main bhar Yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nahi jaate hain Yehi bohot hai ke tum dekhte ho sahil se Us khwabon main ab koi nahi aur hum bhi Safeena doob raha hai, to koi baat nahi nahi Rakha tha aashiyana-e-dil main choopa ke Itne roze se aaye hain, chup chaap guzar tumko jaate hain Woh ghar tumne chor diya hai to koi baat Nurm aawaaz, bholi baatain, mohazzab nahi lehjaa Tum hi ne aayena-e-dil mera banaya tha Pehle baarish main hi, sab rang utar jaate Tum hi ne tor diya hai to koi baat nahi hain Kise majaal kahe koi mujh ko deewana Raasta roke khari hai, wahi uljhan kab se Agar yeh tumne kaha hai to koi baat nahi Koi puche to kahen kya ke kidhar jaate hain Jab Paas Ho To Rukh Se, Nigahain Na

Dekha Jidhar Yeh Payaa, Aalam Hijaab Ka

Morna Jab Dour Ho To Mera, Tasavvur Na Chorna Jaali Ko Naam De Diya, Humne Niqaaab Ka Aye Dost!!! Dil Lagane Se Pehle Ye Sonch Dukh Ki Tabash Hai, Dharkanain Tanhaiyan Le Bhi Hain Mushkil Bahut Hai, Rishton Ki Zanjeerain Yeh Zindagi Hai Jaise, Din Ho Hisaab Ka hain Torna Woh To Khushbu Hai, Hawaon Main Bikhar Jayega Masla Phool Ka Hai, Phool Kidhar Jayega Hum To Samjhe The Ke ik Zakham Hai Bhar Jayega Kya Khabar Thi Ke Rug-E-Jaan Main Utar Jayega

Jab Se Hua Hai Woh Khwab Ki Tarah Zindagi Guzar Rahi Hai Azaab Ki Tarah Khushbu Ke Kalam Se Shayad Likha Tha Usne Khut Har Lafz Mahak Raha Hai Gulab Ki Tarah

Ashq Mile To Pee Lete Hain Aap Kahe To Mar Jayen Hum Aap Kahe To Jee Lete Hain Hum To Hain Un Phoolon Jaise Jo Kaaton Main Bhi Jee Lete Hain

Har Ek Baat Pe Kahte Ho Tum Ki Tu Kya Hai Tumhi Kaho Ki Yeh Andaz-E-Guftagu Kya Hai Ragon Main Daurte Phirne Ke Hum Nahin Qayal Jab Aankh Se Hi Na Tapka To Phir Lahoo Kya Hai

Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De Tera Mujrim Hoon, Mujhe Doub Ke Mar Jaane De Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Falak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha Mujhko Idhar Mera Ghar, Udhar Uska Aaashiyana Sonchta Hoon Kahoon Tujhse, Magar Jaane Tha De Yeh Bhi Aadab Hamare Hai, Tumhain Puhunch Rahi Thi Kinare Pe Kashti-EKya Malum Umeed Hum Tumhain Jeet Ke Harey Hain, Tumhain Usi Waqt Is Tofaan Ko Bhi Yahaan Aana Kya Malum Tha Ek Tum Ho Ke Samajhte Nahi Hum Ko Apna Ek Hum Hain Ke Tumhare Hain, Tumhain Kya Maalum Aisa lagta hai zindagi tum ho Main zameen par ghana andhera hoon Aasmaanon ki chaandini tum ho

Ab koi aarzoo nahin baakee joostjoo meree aakhree tum ho Doston-se wafa ki ummeeden! Kis zamaane ke aadmee tum ho?

Zindagi Ki Raahon Mein Aise Mod Bhi Aate Tujhko dekhenge to sitare bhi Zia maangen Hain ge Saawan Ke Saath-Saath Yehan Patjad Bhi Pyaase teri zulfon se ghataa maange ge Aate Hain Apne maathe se yun aanchal ko na sarkaa Aasuwon Ke Saagar Mein Moti Bhi Milthe dena Hain Varna buddhe bhi jawaani ki dua maange Jo Unhe Doond lete hain, Wahi Zindagi Jee ge Lete Hain.

Waqt Ke Saath Badal Jaaye Use Pyaar Nahi Kehte Musibat Se Jo Darr Jaaye Use Yaar Nahi Kehte

Baat karni mujhe mushkil kabhi aisi to na thi jaisi ab hai teri mehfil kabhi aisi to na thi le gaya cheen ke kaun aaj tera sabr-oqarar be-qaraari tujhe ae dil kabhi aisi to na thi

Bhoolne waale se koyi keh de zara is tarah yaad aane se kya faaida, Jab mere dil ki duniya basaati nahin phir khayaalon mein aane se kya faaida Kya kahoon aapse kitni umeeden thi Aap kya badle duniya badal si gayi, Aasra de ke dil tod te hain mera Is tarah sataane se kya faaida, Chaar tinke jala ke kya mil gaya Mit sakana zamane se mera nishaan, Mujhpe bijli girao to jaanu sahi Aashiaan par girane se kya faaida

Ruth gya hai mujhko manane waala Ab koi nahi naaz mera uthaane wala Per jaane kya sonchta hai Yeh khula darwaaza Shayad rasta bhool gaya, aaane waaala

Rait par likh ke mera naam mitaya na karo aankhen sach bolti hain, pyaar chupaya na karo log har baat ka afsana bana lete hain sab ko haalaat ki rudaad sunaya na karo ye zaroori nahin har shakhs masiha hi ho pyaar ke zakhm amaanat hain dikhaya na karo shahar-e-ehsaas mein pattharaav bahut hain "Mohsin" dil ko shiishe ke jharonkhon mein sajaaya na karo

Humne kitni koshish ki unhe manane ki, Na Jaana Kaha se seekh li unhone Yeh Ada Zidd par utar jaane ki.

Mere Honton ke mehaktay hue naghmo par na ja Mera Ikraar Tere Inkaar Se Behatar Hoga Mere seenay main kaye aur bhi ghum Mera Din Bhi Teri Raat Se Behatar Hoga paltay hain Yakeen Nahin To Dolee Se Jhankke Dekhna Mere chehray par dikhaway ka tabassum Mera Janazaa Teri Baaraat Se Behatar hai magar Hoga Meri aankhon main udaasi kay diye jalte hain Daastaan-e-gham-e-dil unko sunaii na gayi Rukta bhi nahi, theek se chalta bhi nahi Yeh dil hai kay tere baad sambhalta hi nahi Is umar key sehra say teri yaad ka baadal Talta bhi nahi aur barasta bhi nahi

Mana teri nazar mein tera pyaar hum nahi,

baat bigdii kuchh aisii ki banaii na gayi Sab ko ham bhool gaye josh-e-junoon mein lekin ek teri yaad thi aisi ki bhulaai na gayi Ishq par kuchh na chalaa dida-e-tar ka jaadoo usne jo aag lagaa di woh bujhaai na gayi Koi ummeed bar nahin aati

kaise kahen ki tere talabgaar hum nahi, Khud ko jala ke khak kar dala, mita diya, lo ab tumhari raah mein dewaar hum nahi, Jis ko sanwara humne tamannaon ke khoon se, gulshan mein us bahar ke haqdaar hum nahi, Dhokha diya hai khud ko muhobbat ke naam se, kaise kahen ki tere gunahgaar hum nahi.....

Koi soorat nazar nahin aati maut ka ek din muayyan hai need kyon raat bhar nahin aati aage aati thi hale dil pe hansi ab kisi baat par nahin aati janta hoon sababe-taato-zahad par tabeeat idhar nahin aati Hai kuchh aisi hi baat jo chup hoon, varna kya baat kar nahin aati kyon na cheehkoon ki yaad karte hain meri awaaz gar nahin aati marte hain aarzoo me marne ki maut aati hai par nahin aati kaba kis munh se jaoge Ghalib sharm tumko magar nahin aati

Aye mohabbat tere anjaam pe rona aaya, Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya.. Yun to har shaam ummeedon me guzar jaati thi, Aaj kuch baat hai, jo shaam pe rona aaya.. Kabhi taqdir ka maatam, kabhi duniya ka gila, Manzil-e-ishq me har gaam pe rona aaya... Jab hua zikr zamaane me mohabbat ka Mujhko apne dil-e-bekaam pe rona aaya.....

Koyi dost hai na koi rakeeb hai Tera shaher kitna ajeeb hai Yahan kiska chehra pada karoon Yahan kaun itna qareeb hai Main kis se kahoon mere saath chal Yahan sab kay sar par saleeb hai

Aaj ujaali ki kiran kho gayi zindagi veraan se ho gayi, gaye woh din jab humne unse umeed rakha Aaj yeh khoob ho gaya ki humain mohabbat se nafrat ho gayi

Is hasrat se mila kya mujhko Ik jhalak mere dildaar ki Is muhabbat se mila kya mujhko Bechaini-o-beqarari yaar ki, Is ashiqui se mila kya mujhko Ik sunahari raah ishq ki, Aur tere pyaar se mila kya mujhko Ik raah jeene ki hamvaar si.

Na jee bhar ke dekhaa na kuch baat ki, badi aarzoo thi mulaqaat ki, Kaye saal se kuch Khabar hi nahin, kahaan din guzaaraa kahaan raat di

Main chup tha tou chalti hawa ruk gayi, zubaan sab samajhte hain jazbaat ki, Sitaaron ko shaayad khabar hi nahin, musaafir ne jaane kahaan raat ki...

Chaman ki bahaaron mein tha aashiyana na jaane kahan kho gaya vo zamana tumhen bhuulane ki main koshish karunga ye vaada karo ke na tum yaad aana mujhe mere mitne ka gam hai to ye hai tumhen bevafaa kah raha hai zamana Khudara meri qabr pe tum na aana tumhen dekh kar shaq karega zamana

Chehre pe haseen chaa jati hai Aankhon main suroor aaa jata hai Jab tum mujhe apna kahte ho Apne pe ghuroor aa jata hai

Wada to ker lete hain

Kuchh na kisi se bolenge

Nibhana bhool jate hain Lagaaa kar aaag seene main Bujhana bhool jate hain

tanhaaii mein ro lenge hum be-rahabaron ka kyaa saath kisi ke ho lenge Khud to hue rusvaa lekin tera bhaid na kholenge jeevan zahar bharaa saagar kab tak amrit gholenge neend to kya aaegii 'Faraz' maut aai to so lenge

Kaun kehta hai mohabbat ki zuban hoti hain... Yeh haqeeqat to nigahon say bayan hoti hain Woh na aaye tou satati hai khalish see dil ko... Woh jo aaye to khalish aur jawan hoti hain Rooh ko shaad karey dil ko jo purnoor karey... Har nazaaray mein yeh tanveer kahan hoti hain Sabt-e-sehlaabay mohabbat ko kahan tak rokay... Dil mein jo baat ho aankho say ayaan hoti hain Zindagi ek sulgati see chita hai `Sahir'... Shola banti hain na yeh bhuj kay dhuaan hoti hain Kaun kehta hai mohabbat ki zuban hoti hain Yeh haqeeqat to nikhaon say bayan hoti hain

Aisa lagta hai zindagi.... tum ho Ajnabee, kaise ajnabee tum ho? Main zameen par ghana andhera hoon... Aasmaanon-ki chandni tum ho Ab koi aarzoo nahin baaki......... justajoo meri aakhri tum ho Doston-se wafa ki ummeeden!........ Kis zamaane ke aadmi tum ho?

Tu kahin bhi rahe sar pe tere ilzaam to hai Badanaam mere pyaar kaa afsana hua hai tere haathon ki lakiiron mein mera naam deewane bhi kahte hain ki deewana hua to hai ....... hai ........ Mujhko tu apnaa bana ya na bana teri Rishta tha tabhi tou kisi be-dard ne todaa Khushi apnaa tha tabhi tou koi be-gaanaa hua hai tu zamaane mein mere naam se badnaam ........ to hai ..... Baadal ki tarah aake baras jaaiye ik din Mere hisse mein koi jaam na aayaa na sahi dil aap ke hote huye viraana hua hai .... Bajte hain Khayaalon mein teri yaad ke teri mehfil mein mere naam koi shaam to ghunghroo hai .... kuch din se mera ghar bhi pari-Khaanaa Dekh kar log mujhe naam tera lete hain hua hai ..... is pe main Khush hoon muhabbat ka ye Mausam ne banaya hai nigaahon ko anjaam to hai ..... sharaabi Woh sitamagar hi sahi dekh ke usko jis phool ko dekhun wahi paimana hua hai "Sabir" ... shukr is dil-e-bimaar ko aaraam to hai ... Apne haathon se yun chehre ko chhupaate kyon ho,

Dost ban ban ke mile mujhko mitaane vaale

mujh se sharmaate ho tou saamne aate kyon ho, Tum kabhi meri tarah kar bhi lo ikraar-evafa, pyaar karte ho tou phir pyaar chupaate kyon ho, Ashk aankhon mein meri dekh ke rote kyon ho, dil bhar aataa hai tou phir dil ko dukhaate kyon ho, In se vaabastaa hai jab mera muqaddar phir tum, mere shaanon se ye zulf hatate kyon ho, Roz mar mar ke mujhe jeene ko kahte kyon ho, milne aate ho to phir laut ke jaate kyon ho ...

mai ne dekhe hain kai rang badalane vaale ........ Tumne chup rahkar sitam aur bhi dhaayaa mujh par tumse acche hain mere haal pe hansne vaale... Mai tou ikhlaaq ke haathon hi bikaa kartaa hoon aur honge tere baazaar mein bikne vaale ...... Aakhrii daur pe salaam-e-dil-e-muztar le lo phir naa lautenge shab-e-hijr pe ronevaale ...Saeed rahi

Gul mohar ki kataar jaisi ho, Wadiyon main bahaar jaisi ho, Paayalo.n ki chum chum chum si, Chand meri yaar , kaisi ho?

Khoob aati hai jab bhi aati hai, Yaad teri bahot sataati hai, Dhoop main,chaanw main, ghataao.n mai.n, Teri soorat ubhar ke aati hai

Raat bhar neend hi naa aaye to , Ashq aankhon main chhal chhalaaye to, Kyaa hua hai bataaiye kaise, Yaad koi bahot hi aaye to

Tumne Bhi Rangoli Sajayi Hogi Matwaali Diwaali Manayi Hogi Bujha Hua Chirag Dekhkar Humari Yaad to Aayi Hogi

Hum Jaise Barbaad Dilo Ka Jeena Kya Aur Marna Kya Aaj Teri Mehfil Se Uthe Hai Kal Duniya Se Uth Jaayenge

Kuchh na kisi se bolenge, tanhaaii mein ro lenge hum be-rahabaron ka kyaa, saath kisi ke ho lenge Khud to hue rusvaa lekin, tera bhaid na kholenge jeevan zahar bharaa saagar, kab tak amrit gholenge neend to kya aaegii 'Faraz', maut aai to so lenge.....

Ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa aa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aa....... Pahale se maraasim na sahii phir bhi kabhi tou rasm-o-rahe duniya hi nibhane ke liye aa.... Kis kis ko batayenge judaai ka sabab ham tu mujhse khafaa hai tou zamaane ke liye aa ......... kuch tou mere pindaar-e-mohabbat ka bharam rakh tu bhi to kabhi mujh ko manaane ke liye

kuchh na kisi se bolenge tanhaaii mein ro lenge hum be-rahabaron ka kyaa saath kisi ke ho lenge Khud to hue rusvaa lekin tera bhaid na kholenge jeevan zahar bharaa saagar kab tak amrit gholenge neend to kya aaegii 'Faraz' maut aai to so lenge.....Ahmed Faraz

aa..... ek umr se hoon lazzat-e-giriyaa se bhi maharuum aye raahat-e-jaan mujh ko rulaane ke liye aa... ab tak dil-e-khushfeham ko tujh se hain ummiden ye aakharii shammen bhi bujhaane ke liye aa ....Ahmed faraz Kaun kehta hai mohabbat ki zuban hoti hain... Yeh haqeeqat to nigahon say bayan hoti hain Woh na aaye tou satati hai khalish see dil ko... Woh jo aaye to khalish aur jawan hoti hain Rooh ko shaad karey dil ko jo purnoor karey... Har nazaaray mein yeh tanveer kahan hoti hain Sabt-e-sehlaabay mohabbat ko kahan tak rokay... Dil mein jo baat ho aankho say ayaan hoti hain Zindagi ek sulgati see chita hai `Sahir'... Shola banti hain na yeh bhuj kay dhuaan hoti hain Kaun kehta hai mohabbat ki zuban hoti hain Yeh haqeeqat to nikhaon say bayan hoti hain

Aisa lagta hai zindagi.... tum ho Ajnabee, kaise ajnabee tum ho? Main zameen par ghana andhera hoon... Aasmaanon-ki chandni tum ho Ab koi aarzoo nahin baaki......... justajoo meri aakhri tum ho Doston-se wafa ki ummeeden!........ Kis zamaane ke aadmi tum ho?

Tu kahin bhi rahe sar pe tere ilzaam to hai tere haathon ki lakiiron mein mera naam Badanaam mere pyaar kaa afsana hua hai to hai ....... deewane bhi kahte hain ki deewana hua Mujhko tu apnaa bana ya na bana teri hai ........ Khushi Rishta tha tabhi tou kisi be-dard ne todaa tu zamaane mein mere naam se badnaam apnaa tha tabhi tou koi be-gaanaa hua hai to hai ..... ........ Mere hisse mein koi jaam na aayaa na sahi Baadal ki tarah aake baras jaaiye ik din dil aap ke hote huye viraana hua hai .... teri mehfil mein mere naam koi shaam to Bajte hain Khayaalon mein teri yaad ke hai .... ghunghroo Dekh kar log mujhe naam tera lete hain kuch din se mera ghar bhi pari-Khaanaa is pe main Khush hoon muhabbat ka ye hua hai ..... anjaam to hai ..... Mausam ne banaya hai nigaahon ko Woh sitamagar hi sahi dekh ke usko sharaabi "Sabir" jis phool ko dekhun wahi paimana hua hai shukr is dil-e-bimaar ko aaraam to hai ... ...Sabir Jalalabadi

Apne haathon se yun chehre ko chhupaate kyon ho, mujh se sharmaate ho tou saamne aate kyon ho, Tum kabhi meri tarah kar bhi lo ikraar-evafa, pyaar karte ho tou phir pyaar chupaate kyon ho, Ashk aankhon mein meri dekh ke rote kyon ho, dil bhar aataa hai tou phir dil ko dukhaate kyon ho, In se vaabastaa hai jab mera muqaddar phir tum, mere shaanon se ye zulf hatate kyon ho, Roz mar mar ke mujhe jeene ko kahte kyon ho, milne aate ho to phir laut ke jaate kyon ho ...

Dost ban ban ke mile mujhko mitaane vaale mai ne dekhe hain kai rang badalane vaale ........ Tumne chup rahkar sitam aur bhi dhaayaa mujh par tumse acche hain mere haal pe hansne vaale... Mai tou ikhlaaq ke haathon hi bikaa kartaa hoon aur honge tere baazaar mein bikne vaale ...... Aakhrii daur pe salaam-e-dil-e-muztar le lo phir naa lautenge shab-e-hijr pe ronevaale ...

Bhoolne waale se koyi keh de zara is tarah yaad aane se kya faaida, Jab mere dil ki duniya basaati nahin phir khayaalon mein aane se kya faaida Kya kahoon aapse kitni umeeden thi Aap kya badle duniya badal si gayi, Aasra de ke dil tod te hain mera Is tarah sataane se kya faaida, Chaar tinke jala ke kya mil gaya Mit sakana zamane se mera nishaan, Mujhpe bijli girao to jaanu sahi Aashiaan par girane se kya faaida

Bebasii jurm hai hauslaa jurm hai zindagi teri ik-ik adaa jurm hai aye sanam tere baare mein kuch sochkar apne baare mein kuch sochna jurm hai yaad rakhna tujhe mera ek jurm tha bhool jana tujhe doosra jurm hai kya sitam hai ke tere hasin shehar mein har taraf gaur se dekhna jurm hai

Sheeshe ke gharon main dekho to Putther dil wale buste hain Jo pyar ko khail samajhte hain Aur tor ke dil ko haste hain

Gar hota woh saqi apni aankhon ke jaam ka Gar milta na saqi sharab-e-haraam ka Kiya ittefaaqat ne mujh ko barbaad wagarna Naam apna bhi hota aala muqaam ka

Aur bhi cheezain bohot si lutt chukin hain dil kay saath Kaate nahi kat te hain lamhe intezaar ke Yeh batayaa doston ne ishq furmane kay Nazarein jama ke baithe hain raste pe yaar baad ke Ab kamray ki ek ek cheez check karta Dil ne kaha dekhein jo jalwe husn-e-yaar hoon main ke Ek tere aane se pehley, ek tere jaane kay Layaa hai koun inko, phalak se utaar ke baad Ishq ke lamhe sharaab lagte hain Daastaan-e-gham-e-dil unko sunaii na gayi Kuch chehre mehtaab lagte hain Dukh itne sahe mohabbat main guzre hue baat bigdii kuchh aisii ki banaii na gayi Ke har lamhe hi azaab lagte hain Sab ko ham bhool gaye josh-e-junoon

mein lekin ek teri yaad thi aisi ki bhulaai na gayi Ishq par kuchh na chalaa dida-e-tar ka jaadoo usne jo aag lagaa di woh bujhaai na gayi Rait par likh ke mera naam mitaya na karo Mana teri nazar mein tera pyaar hum nahi, aankhen sach bolti hain, pyaar chupaya na kaise kahen ki tere talabgaar hum nahi, karo Khud ko jala ke khak kar dala, mita diya, log har baat ka afsana bana lete hain lo ab tumhari raah mein dewaar hum nahi, sab ko haalaat ki rudaad sunaya na karo Jis ko sanwara humne tamannaon ke ye zaroori nahin har shakhs masiha hi ho khoon se, pyaar ke zakhm amaanat hain dikhaya na gulshan mein us bahar ke haqdaar hum karo nahi, shahar-e-ehsaas mein pattharaav bahut Dhokha diya hai khud ko muhobbat ke hain "Mohsin" naam se, dil ko shiishe ke jharonkhon mein sajaaya kaise kahen ki tere gunahgaar hum na karo nahi..... Koi ummeed bar nahin aati Koi soorat nazar nahin aati maut ka ek din muayyan hai need kyon raat bhar nahin aati aage aati thi hale dil pe hansi ab kisi baat par nahin aati janta hoon sababe-taato-zahad par tabeeat idhar nahin aati Hai kuchh aisi hi baat jo chup hoon, varna kya baat kar nahin aati kyon na cheehkoon ki yaad karte hain meri awaaz gar nahin aati marte hain aarzoo me marne ki maut aati hai par nahin aati kaba kis munh se jaoge Ghalib sharm tumko magar nahin aati

Aye mohabbat tere anjaam pe rona aaya, Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya.. Yun to har shaam ummeedon me guzar jaati thi, Aaj kuch baat hai, jo shaam pe rona aaya.. Kabhi taqdir ka maatam, kabhi duniya ka gila, Manzil-e-ishq me har gaam pe rona aaya... Jab hua zikr zamaane me mohabbat ka Mujhko apne dil-e-bekaam pe rona aaya..... Koyi dost hai na koi rakeeb hai

Tera shaher kitna ajeeb hai Yahan kiska chehra pada karoon Yahan kaun itna qareeb hai Main kis se kahoon mere saath chal Yahan sab kay sar par saleeb hai

Aaj ujaali ki kiran kho gayi zindagi veraan se ho gayi, gaye woh din jab humne unse umeed rakha Aaj yeh khoob ho gaya ki humain mohabbat se nafrat ho gayi

Is hasrat se mila kya mujhko Ik jhalak mere dildaar ki Is muhabbat se mila kya mujhko Bechaini-o-beqarari yaar ki, Is ashiqui se mila kya mujhko Ik sunahari raah ishq ki, Aur tere pyaar se mila kya mujhko Ik raah jeene ki hamvaar si.

Na jee bhar ke dekhaa na kuch baat ki, badi aarzoo thi mulaqaat ki, Kaye saal se kuch Khabar hi nahin, kahaan din guzaaraa kahaan raat di, Main chup tha tou chalti hawa ruk gayi, zubaan sab samajhte hain jazbaat ki, Sitaaron ko shaayad khabar hi nahin, musaafir ne jaane kahaan raat ki...

Chaman ki bahaaron mein tha aashiyana na jaane kahan kho gaya vo zamana tumhen bhuulane ki main koshish karunga ye vaada karo ke na tum yaad aana mujhe mere mitne ka gam hai to ye hai tumhen bevafaa kah raha hai zamana Khudara meri qabr pe tum na aana tumhen dekh kar shaq karega zamana

Baat karni mujhe mushkil kabhi aisi to na thi jaisi ab hai teri mehfil kabhi aisi to na thi le gaya cheen ke kaun aaj tera sabr-oqarar be-qaraari tujhe ae dil kabhi aisi to na thi

Bebasii jurm hai hauslaa jurm hai zindagi teri ik-ik adaa jurm hai aye sanam tere baare mein kuch sochkar apne baare mein kuch sochna jurm hai yaad rakhna tujhe mera ek jurm tha bhool jana tujhe doosra jurm hai kya sitam hai ke tere hasin shehar mein har taraf gaur se dekhna jurm hai

Sheeshe ke gharon main dekho to Putther dil wale buste hain Jo pyar ko khail samajhte hain Aur tor ke dil ko haste hain

Suraj ko diya dikhane se kya fayeda, laash ko aag lagane se kya fayeda, Aye shahjahaan, mumtaz to jaa chuki Ab laash pe taj banane se kya fayeda

Hasti aaankhain, hastaaa chehra Ek mujboor bahana hai Chaand me such mouch, noor kahan hai Chaand to ek viraana hai Mujhko tanha chor ne waale Tu na tanha rah jaye Jis pe tujh ko naaz hai itna Uska naaam zamana hai

Mere rooh ki haqeeqat Merey aansoo se pucho Mere keh kahon ki duniya Mere tar juman nahin hai

Tum mujhe bhool kar to dekho Har khushi routh jayegi Jab akele tum baithogi Khud-ba-khud meri yaad aayegi

Bhoolne wale se koyi keh de zara, Is tarah yaad aane se kya fayeda, Jab mere dil ki duniya basti nahi, Phir khyalon main aaane se kya fayeda, Aasra de ke dil tor te hain mera, Is tarah sataane se kya fayeda, Mujh pe bijli girao to jaanu sahi, Aashiane par girane se kya fayeda

Yeh ladki jawani main, jawani se, jawano ko tarpaye gi Aankhon se karegi qatal, aur labon se muskaraye gi

Baat karni mujhe mushkil kabhi aisi to na thi jaisi ab hai teri mehfil kabhi aisi to na thi le gaya cheen ke kaun aaj tera sabr-oqarar be-qaraari tujhe ae dil kabhi aisi to na thi

Raat itni haseen thi Ke saare so rahe the Hum hi aise badnaseeb the Jo aap ki yaad main ro rahe the

Yaaron mar bhi gaya to, Aarti meri dafnaa dena Utha kar janaza mera, Unki gali ghuma dena Agar wo mera pata puche to

Dushman tarse teri dosti ko, Dost tarse teri yari ko, Yar tarse pyar ko, hum tarse tere DIDAR ko!

Shamshaan ghaat bata dena

EJalgaon.com

Related Documents

Shayari
May 2020 11
Shayari
November 2019 41
Shayari
November 2019 12
Shayari
October 2019 28
Shayari
November 2019 10