sadqa wiladat ka jalwa dikha do dil ki lagi ab tu aaqa bujha do dikhla do apna ab jamal marhaba ya rasool allah marhaba marhaba ya habeeb allah marhaba marhaba bekason se hai jinhen pyaar wohi aaye hain jo do alam ke hain gham khuwar wohi aaye hain ya rasool allah marhaba marhaba ya habeeb allah marhaba marhaba jood-o-sakhawat hai adat tumhare phelaye da'aman khare hain bhikaari kar do karam aamina ke laal marhaba ya rasool allah marhaba marhaba ya habeeb allah marhaba marhaba bekason se hai jinhen pyaar wohi aaye hain jo do alam ke hain gham khuwar wohi aaye hain ya rasool allah marhaba marhaba ya habeeb allah marhaba marhaba jaam-e-shahadat piya hai jinhon ne ahle sunan ko jila di unhon ne yaad aayen gay woh har saal marhaba shaadi ke nagme sunate rahen gay jashn-e-wiladat manate rahen gay waar den gay tumpe jaan-o-maal marhaba ya rasool allah marhaba marhaba ya habeeb allah marhaba marhaba bekason se hai jinhen pyaar wohi aaye hain jo do alam ke hain gham khuwar wohi aaye hain ya rasool allah marhaba marhaba ya habeeb allah marhaba marhaba padhne laga jab obaid unki naatain hone lagin char soo uski baatain faiz-e-raza ka hai sab kamal marhaba ya rasool allah marhaba marhaba ya habeeb allah marhaba marhaba bekason se hai jinhen pyaar wohi aaye hain jo do alam ke hain gham khuwar wohi aaye hain ya rasool allah marhaba marhaba ya habeeb allah marhaba marhaba aik nazar aasman pe daal marhaba chamka mah-e-noor ka hilal marhaba ya rasool allah marhaba marhaba ya habeeb allah marhaba marhaba