Messages

  • November 2019
  • PDF

This document was uploaded by user and they confirmed that they have the permission to share it. If you are author or own the copyright of this book, please report to us by using this DMCA report form. Report DMCA


Overview

Download & View Messages as PDF for free.

More details

  • Words: 316
  • Pages: 3
na muskurane ko ji chahta hai, na aansu bahane ko ji chahta hai, tumhari yaad mein aur kya kahe, bas tumhare paas aane ko ji chahata hai.

kaisay jiyan gay tum bin yeh kiyal tu kiya hota jo dard saha hum nay wo dard tum nay bhi kabhi saha hota bas chal diya daman chora kay begano ki tarah kam say kam has kay ik dafa alvida too kaha hota

kabhi jo khuwab banay kajal, phel ankhon may jaye to usay roya nahi kartay, woh khuwab tora nahi kartay koi manzil say bhatak jaye, uskay sath chaltay hain usay khonay nahi detay, usay tanha nahi kartay

woh mera ho jo nighaaon main hayya rakhta ho umar bhar sath chalnay ka azmay wafa rakhta ho naaz uss kay na utthon to shikayat na kary woh zakham kha ker bhi muskranay ki adda rakhta hooooo....

kash dil kii aahh main itna asar hoo jayee kay hum jisay cahay usay khabar hoo jayee

kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi

dhoop kabhi chahon ke mailey hein bay maqsaad parwazein hein char samat aawazein hein tanhai sii kaily hein sannatey bhi jailey hein teri mithii yadon kay sang dunya kay beich akaily hein

reverse dynamics: when a man becomes rich he becomes naughty & when a woman becomes naughty.... she becomes rich.

1 larke ko kia chahiye? 1 larki jo pyar de, 1 larki jo acha khana banaye, 1 larki jo uski khoob khidmat kare, or wo teeno larkian mil jul kar saath rahen.....

khamosh palkon se jab anso bikhar jate hain. ap kya jany ap kitny yad aty hain.

abhi b usi mor pe khary hain. jahan ap ny kaha tha thehro hum abhi aaty hain ..!

hari mehfil mein tanha mujhe rehna sikha diya,tere pyar ne duniya ko jhoothha kehna sikha diya,kisi dard ya khushi ka ehsaas nahin hai ab to,sab kucch zindagi mein chup-chaap sehna sikha diya

Related Documents

Messages
November 2019 39
Messages
June 2020 20
Messages
April 2020 26
Messages
May 2020 23
Messages
November 2019 34
Messages
November 2019 31