Kabhi, mai na chahun koi khushi na mai chahoon ye zindagi, mere dil me teri kamee Har sanam, har pal hai koi kadam Har dil ki chahat magan Dar dar ke guzray janam Junglon aur samundaron mai samee hain rahatain jo milain na kabhi (Chorus) Iss haseen samay ki ye rahat samaj me anay lagee banjaay gee ye khushi, miljae gee ye khushi kitnay samay guzar gaye, bichar gaye iss samay banjay gee ye zameen Kabhi mai chahoon sab ke liye, khul jaye dil me chupay, chotay chotay gham ke gilay oh kabhi, mai chaoon tere liye, mai chahoon mere liye, jo gaon sab ke liye Junglon aur samundaron mai samee hain rahatain jo milay na kabhi (Chorus) Iss hasee samay ki ye rahat samaj me anay lagee banjay gee ye khushi, miljae gee ye khushi kitnay samay guzar gaye, bichar gaye iss samay banjay gee ye zamee (Bridge) iss samay ki alishaan unchaaye ki taran, gao main ab yea yea yea rok muj ko mere khuda hameshan aur sada, gao zara yea yea yea hoon diwana mai tera, diwana tu mera kamoshi hai yahan (Chorus) X 2 Iss hasee samay ki ye rahat samaj me anay lagee banjay gee ye khushi, miljae gee ye khushi kitnay samay guzar gaye, bichar gaye iss samay banjay gee ye zamee