Har din ke baad raaat aati hai Har musam ke baad barsat aati hai Apne dil se puch ke batey zara Kya aapko bhi hamari yaad aati hai
Jab raat ko yaad unki ati hai Sitaron tasveer unki nazar ati hai Khozti hai nigahe us pyare khas ko Yaad mai jiski subah ho jati hai
Intezar rehta hai har saam tera Ratein kat ti hai lekar naam tera Muddat se baithe hai yeh aas le kar Ki aa jaye koi piagam tera
Aaj khuch kami hai tere bagir Na rang hai na roshni hai tere bagir Waqt apni raftar se chal raha hai Bus Dharkan meri thami hai tere bagir
Khuch Beite hue lamho se mulaqat hoi Khuch toote hue sapno se baat hoi Yaad aayi jab hame aapki Tab aankhon boondo ki barsaat hoi
Akela hai dil aur use aati hai kisi ki yaadein Har pal hum sochte hai unki kahi har baatein Palko pe saji hai unse har ek mulakaatein Kyuki unse hi toh milti thi hume sabse hasin saugaatien
Tum pe khtam saari chahat hogi Phir na kisi pe ye inyat hogi Kuch is tarah se karenge yaad tum ko Na tumko shikwa hoga na zamane ko sikayat hogi
Har Raho Se Hum Aapki Raah Ko Saza Denge Sapno ki daulat ham aap par luta denge Na koi phool hai aaj mere daman me Lekin apke aane par ham apni palke bichha denge
Sehmi si nigaho mein khwab hum jaga denge Soni si raahon pe phool hum khila denge Humare saath muskura kar to dekhiye Hum aapke saare gam bhula denge
Ek-ek tara jod teri tasveer banai hai Koi dekh na le isliye dil me chhipai hai Dil se tu meri nas-nas me samai hai Iss liye teri tasveer hum ne dil me basai hai
Zindagi jaise ek saza si ho gayee hai gham ke saagar mein is qadar kho gayee hai tum aa jao waapis yeh guzaarish hai meri mujhe shayad tumaari aadat si ho gayee hai