Jo zair e lab ki dua hua kire ga wohi umar bhar ka mudda hua kire ga muje ranj o alam ki sayyahi say na dara ae dil us kay ahsas ka ujala meri dua hua kire ga maine phainki ha soch ki kamand har ik janib meri hasti ka ajab masti main tammasha hua kire ga ye zamin khun main dubay to uthta ha Inquilab aisa hota ha or sada hua kire ga us waqt samjh aaye gi sari mantaq jab mere andar ik khuda hua kire ga main darta hun apne sawalon ka jawab denay say warna ae dil tu bhi mujh say khafa hua kire ga Ah us wakt saki jam pilanay ko na hoga Jab uski may ki nasha hua kire ga Tujhe or kia chahiye ae mere gumnam ARIF Ghalib teri ghazal ka madah hua kire ga