AUR ALLAH KI SHAN YEH NAHI KI AYE AAM LOGO TUMHE GAIB KA ILM DE DE, HAN ALLAH CHUN LETA HAI APNE RASULO MEIN SE JISE CHAHE (SURAH ALE IMRAN 179) Allah saari sifat Pehle se hai, kadim hai. Zati hai. Laamehdood hai. It's from beginning. It's His own It's unlimited
Makhlook ki sifaat Haadis hai ,Ataai hai. Mehdood hai. It's not from beginning. It's not his own, it's given by Allah. It's limited.
Rasolullah sallallahu alaihisallam ka ilm Haadis hai, kadim nahi hai. Atai hai, zati nahi hai. Mehdood hai, namahdood nahi hai. It's not from the beginning/ It's given by Allah. It's limited.
Jo chize hamare liye gaib hai, usmein se kuch chizo ka ilm Allah ta'ala ne apne Nabi ko diya hai, kul gaib nahi. Ab kitna ilm unhe Allah ne diya hai, yeh napne, yeh tay karnewale hum kaun hote hai? Allah apni makhlook mein se jise chahe jitna chahe ilm de.