Dharam

  • December 2019
  • PDF

This document was uploaded by user and they confirmed that they have the permission to share it. If you are author or own the copyright of this book, please report to us by using this DMCA report form. Report DMCA


Overview

Download & View Dharam as PDF for free.

More details

  • Words: 1,158
  • Pages: 3
Hamari our apki dosti bilkul fix hai, Thoda love, thoda emotion mix hai, Hum apko na bhulenge kabhi, Par kahin ap hame na bhul jaye yahi ek risk hai. Dosti ka pyar Dua se kam nahin hota, wo chahe dur hi kyon na ho gum nahin hota. Pyar me aksar Dosti kum ho jati hai, par Dosti me pyar kabhi kam nahin hota. Friendship isn’t about whom you have known the longest , who came first or who cares the best. It’s All bout who came and never left! Har khushi dil k karib nahin hoti, zindgi gamo se dur nahi hoti, Ae mere dost is dosti ko sanjokar rakhna kyounki aisi dosti har kisi ko nasib nahin hoti . Kam na aa saki apni dosti to kya Karen , ek tujhko hum bhul nap aye to kya kare Ek din ki bat ho to bhul bhi jate , par vo bar- bar yad aye to kya kare . Har dosti ka matlab gum nahin hota , duriyan badhane se pyar kam nahin hota, Waqt be waqt aa jata hai aakhon me pani kyonki yadon ka koi mousam nahin hota. Zindgi ek chahat ka silsia hai, koi mil jata hai to koi bichhad jata hai, Jise mangte hai hum apni duao me, vo kisi aur ko bin mange mil jata hai. Ye din yunhi guzar jayenge, shayad hum dost yun hi bichhad jayenge , Naraaz na hona app humari shararton se, yahi to wo pal hain jo kal yad ayenge. Tere bina jina bhool jate hai, zakhmon ko seena bhul jate hai , Tu zindgi me sabse ajij hai, par tujhe ye batana bhul jate hai. Kab maine kaha sona chandi chaihiye, bas apke dil me ek chota sa kona chahiye, Keh sake jise hum dil se apna , aisa bhi to koi dost apna hona chahiye. Ek dost kehta hai, I will be wid u in all ur troubles , lekin ek sachcha dost hehta hai u will never have trouble when I am wid u. Duri hoto ehsas hota hai, dost k bina ye jivan kitna udas hota hai. Umar ho apki sitaron jitni lambi, aisa dost kahan har kisi ke pass hota hai. Ummid aisi ho jo jeene ko majbur karde, raah aisi ho jo chalne ko majbur karde, mahak kum na ho apni dosti ki, dosti aisi ho jo milne ko majbur karde. Pyare se dost ko salam hamar, din kaisa raha ye sawal hamara, Kal phir milne ka wada hamara, par abhi good night ka pyara sa paigam hamara.. Udas na hona kyonki main sath hun, samne na sahi par ass pas hun, Palkon ko band kar dilse yad karma , main koi our nahin ek gahri dosti ka ehsas hun. Mahak dosti ki esq se kam nahin hoti , isq bina zindgi khatm nahin hoti, Sath agar ho zindgi me doston ka to xindgi jannat se kam nahin hoti . Yaad na karoge to satayenge, ruthoge to manayenge, rowoge to hasange, Dost hai hum koi saaya nahin jo andhera hote hi chhod jayenge.

Dosti naam hai zindigi ka, shuru vishwas se hoti hai, Isse badhkar koi naata nahin, khatm aakhiri saans pr hoti hai. Friendship means help without intention, to give without expectation, To love without limitation , and to remember even without communication. Ye dosti chirag hai ise jalae rakhna, ye dosti gul hai ise khilaye rakhna, Hum rahe na rahe is jahan me bas humari yaaden dil me basaye rakhna. Phoolon mein gulab achha lagta hai,Sapno mey khwab achha lagta hai, Aap humein SMS bhejte rahein,Hume aapka ye andaz achha lagta hai..! Apki dosti ki ek nazar chahiye, dil beghar hai use ek ghar chahiye, Bus yahuin sath chalet raho ae dost ye dosti hamein umar bhar chahiye. The sea spoke me about his Empire, about his non ending Density, about his Great ness. I tell him about you, he felt so small. Do riston se chalti hai ye dosti ek aap our ek hum, do logon se mehekti hai dosti ek aap our ek hum, Dekhna our gehri hogi ye dosti, agar uhin chatting karte rahen ek ap our ek hum. Har aahat ehsas humara dilaegi, har hawa kissa hamara sunayegi, Hum itni yaad bhar denge apke dil me ki nachahte hue bhi yaad is dost ki aegi. Paklon me kaid kuchh sapne hain, kuchh begane kuchh apken hain, Na jane kya kasis hain in lafzon me, kuchh log door rahkar bhi kitna apne hain. Aap dill main hain yeh dill ki baat hay ,,, Aap ko ho na yaqeen yeh aur baat hay ,,,, jub tuk rahay gee saans tub tuk rahay gee yaad ,,, yeh saans toot jaye tu aur baat hay ,,, kuch log dosti me daga dete hain dosti kitni anmol hai ye bhula dete hain are jindgi jeena to gulab se sikho jo tut kar bhi do logo ko mila deta hai. faasle mitakar apas me pyar rakhna, dosti ka rista yunhi barkarar rakhna, malum hai bahut se hain dost apke par unke beech is nachiz ka bhi dhyan rakhna. friendship is when sumone husrts you, you don’t hurt back, he makes you cry, you don’t make him cry, he yels at you u don’t yell back, but when he needs you, you say I am come back. saath chutne se rishte nahin chuta krte waqt ke ruthne se lmhe nahin rutha karte, log kahte hai ki mere sapna tut gaya are unhe kya pata tutati to nind hai sapne nahin tuta karte. dost 1000 nahin sirf 1 chahiye, dukh such me jo de sath aisa yaar chahiye, hum kisi ko bhulate nahin yar lekin hume rakhe koi yaad aisa yaar chahiye. dston ne dosti me rula diya kya hua jo kisi our ke khatir hume bhula diaya, are hum to waise bhi the akele kya hua jo aapne ye ahsas dila diya. apko dekhke ye nigah jhuk jaegi, khamoshi ab har bat keh jaegi, padhliye in lfzon me apni dosti ko agar, apki kasam sari jannat wahin ruk jaegi.

dil todna saza hai mohabbat ki, dil jodna ada hai dosti ki, mange jo kurbani wo hai mohabbat aur bin mange ho jaye jo kurban wo hai dosti. unhe ye shikayat hai humse ki hum har kisi ko dekh kar muskurate hain , are nasamjh hain wo, unhe kya pata ki hume to har chehre men sirf wohi nazar aate hain. I like the world coz u live here, I like the wind coz it touches u, I like the sun coz it shines u, I love the god coz he made u. have a nice day. waqt ki andhi me tufan badal jate hain, zindgi ki rahon me insane badal jate hain, badalti nahin hai dosti dosti kabhi, bhale dosti karne wale insan badal jaare hain. If Someone Dies Early, People Say GOD Loves Him Very Much.. But YOU are Still On Earth.. It Means Someone On Earth Loves YOU More Than GOD..

Related Documents