aate jaate jo milta hai tumsa lagta hai aate jaate jo milta hai tumsa lagta hai hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai o tere pyaar mein tere intezaar mein o tere pyaar mein tere intezaar mein tumse milke maine jaana ye pyaar bhi ajeeb cheez hai insaan khud ko bhool jaata hai aisa kyon hota hai ho... deewanepan ki ye inteha hai chehron mein kya hai chehra tera tere siva hum soche bhi kise yaadon ke har pal pehra tera yaadein basi hai jaano sanam kehna hamara maano sanam humse poochho tanha rehna kaisa lagta hai hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai o tere pyaar mein tere intezaar mein o tere pyaar mein tere intezaar mein hey relax tumhein dekhta hoon to lagta hai koi aisa bhi mere paas mein ho arre jisko meri tanhaai ka ehsaas to hai ye aashiqui bhi aisa nasha hai jab ye lage to chhoot nahin nadaan dilon ka hai aisa naata tode sabhi to toot nahin jisne kaha ye sach hi kaha bhoole kabhi na pehli dafa tumse milna baatein karna achchha lagta hai hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai o tere pyaar mein tere intezaar mein o tere pyaar mein tere intezaar mein kya sochne lagi soch rahi hoon tum kya soch rahe ho main hahah... ho jee chaahta hai zulfon ke neeche yoonhi hamesha soye rahein bas tumko dekhein bas tumko chaahein khwaabon mein yoonhi khoye rahein tumse mili hai jabse nazar humko nahin hai kuchh bhi khabar ab to humko afsaana bhi sachcha lagta hai hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai o tere pyaar mein tere intezaar mein o tere pyaar mein tere intezaar mein aate jaate jo milta hai tumsa lagta hai aate jaate jo milta hai tumsa lagta hai hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai o tere pyaar mein tere intezaar mein o tere pyaar mein tere intezaar mein