“Asool aur jaezay” tanqidi-o-ta’arfi motala
Tehreer Prof. Younis Hassan
Paish’kash Sharafat Ali
“Asool aur jaezay” asool-e-tehqeeq kay mota’alaq kitab hai. Yah kitab yaqenan apni noeat ki wahid kitab hail. Yah kitab tehqeeq karnay walay logoon kay liay baray kaam ki cheez hai. Prof.Younis Hassan Sahib nay bari diyant’dari say es kitab ka jaeza paish kiya hai. Prof.Younis Hassan Sahib kay es maqalay ko parh kar es kitab ka nokammal naak naqsha samnay aa jata hai. Prof. Dr. Mohammad Abdulla Qazi Sahib nay es moqalay ki naqal hasab-esabiq bari farakh dili say mujy ata kar di hai jo mein aap ki khidmat main bari mohabat say paish karnay ja raha hoon.
Sharaft Ali