Zindagi ek phool hai aur mohabbat us ka shehed Pyar Ek Dariya Hai, Aur Mehboob uski sarhad Raste Main Gire Hain Phool, Uthata Hai Koi Koi Muhabbat Karte Hain Sabhi, Nibhata Hai Koi Koi Dhoondhta Phirta Hoon Main Logon Main Shabahat Uski Ke Woh Khwabon Main Bhi Lagti Hai Khyalon Jaisi Ek Naam Kya Likha Tera Saahil Ki Rait Par Phir Umar Bhar Hawa Se Meri Dushmani Rahi Pyar main jadoo bhi kya maza hai Lagta hai ke ek khubsurat saza hai Tapish Suraj Ki Hoti Hai, Jalna Zameen Ko Parta Hai Qusur Aankhon Ka Hota Hai, Tarapna Dil Ko Parta Hai Toot Jaate Hain Sabhi Rishte Magar Dil Se Dil Ka Raabta Apni Jagah Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka Yaqeen Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah Mast Nazron se dekh lenaa tha Agar tamanna thi aazmane ki Hum to behust youn hi ho jaate Kya zaroorat thi muskurane ki Chehrey Per Banawat Ka Gussa, Aankhon Say Chalakta Pyar Bhi Hai, Is Shauq-E-Ada Ko Kya Kahiye Inkar Bhi Hai Iqraar Bhi Hai Kal Mila Waqt To Zufain Teri Suljha Doonga Aaaj Uljha Hoon Zara Waqt Ke Sulajhne Main Yoon To Sulajh Jatee hain Uljhee Zulfain Umar Kat Jati Hai Waqt Ke Sulajhne Main Dil Ko Manana Gar Hota Aaasaaan Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan Khudaa jab husn nazaakat aaa hi Kadam chun chun kamar balkha hi
deta hai jati hai kar rakhti ho jaati hai