Shayaris

  • May 2020
  • PDF

This document was uploaded by user and they confirmed that they have the permission to share it. If you are author or own the copyright of this book, please report to us by using this DMCA report form. Report DMCA


Overview

Download & View Shayaris as PDF for free.

More details

  • Words: 2,415
  • Pages: 14
Aankhon ki zuban woh sama j nahi pa te, Hotho se ma gar kuc h keh nahi pa te; Apni be basi kis tar ah kahe , Koi to hai jisk e bina hum r eh nahi pa te . Zindagi ek saza si ho gayi hai, Gum ke sagar mein is kadar kho gayi hai; Tum aajao wapis yehi gunjaish hai, Maut se pehle zindagi ko dekhne ki khwaish ho gayi hai. Dil hi di l me in tumhe c ha hte hai , Dil hi di l me in tumhe p yaar kar te hai ; Mushk il hai tum hari r aho se guzar na , Fi r bhi har mod par tumhar a inte zaar kar te hai . Jis shaam mere labho pe tera naam na aaye, Khuda kare aisi shaam na aaye; Aye jaane wafa yeh kabhi mumkin hi nahi…., Afsana likhoo aur tera naam na aaye!!! Jiski yaad me hum sare jahan ko bhool gaye, Suna hai who aaj kal humara naam tak bhul gaye; Kasaam khai thi jisne saath nibhane ki, Yaro aaj who meri lash pe bhi ana bhool gayi.

Mat karo en aankhon pe bharosa, Yeh najro se waar karte hai; Humne en aankho se dekha hai, Woh kissi aur se pyar karte hai. Tanhai me unko hi yaad karte hain, Woh salamat rahe yahi duaa karte hai; Hum unke hi shayari ka intezaar karte hai, Unko kya pata hum unse kitna pyaar karte hai. Ka b unka khay al di l me in nahi hota , Ka b dar d dil se ju da nahi hota ; Kuch to maj buri an hogi unk i bhi , Bhala yunhi koi bew afa nahi hota . Arz k ya ha iHu m ji se chahte hai, Us se saar a zamana chahta hai ; Soc ha k i khuda se shikay at kar e, Par kambakht khuda bh i usse chahte hai. Kya jane kab maut ka paigaam aa jaye, Na jane kab jindagi ki shyaam aa jaye; Aaahh dost mujhe ush din ka intezaar hai, Jab yeh zindagi tumhare kuch kaam aa jaye. A dil kisiki yaad mein rona hai fizul,

Aasu bade anmol hai ushe khona hai fizul; Roya to unke liye jaye joh tumpe ho nisaar, Unke liya kya rona jinke aashiq ho hazaar. Shar am toh unhe aay e, Joh shar am se shar may e; Hu m toh bais har am ha i , Shar am bhi humse shar may e. Teri har adaye mohabat si lagti hai, Har judaai ek mudat si lagti hai; Pehle hum na sochte the, ab soch ne lage, Zindagi ke har palo mein tumhari ek zaroorat si lagti hai. Hum ne tumse, tumne humara rishta joda gam se; Ek wafa ke siva kaunsi khata huye thi humse??? Ab to hume jina hai karke tumhe yaad, Aur yahi yaad karegi humko ek din barbaad; barbaad hone tak hum nahi karenge fariyaad, Par itni iteezah zaroor karenge ki humare jate samay karna humko ek bar yaad. Tute hua pemane me jam nahi aata , Ishq ke mariz ko kabhi aaram nahi aata;

Aye dil todne wale tune yeh toh socha hota, Ki tuta hua dil kisike kam nahi aata. Ha zar o khush iy an kam hey is gam ko bhu lane ke l iy e, Par itna gam ka fi ha i zinda gi bhar r ulane ke li ya; Hu m toh ji lenge kar ke tumha i yaad, Kya tum ji pauoge humhi k o kar ke barba ad. Ha r phool kushbhudar nah i hote, Ha r pa tha r chamakd ar nahi hote; Dost i dekh ke kar na dos t, Kyunki har dost mer e ja ise nah i hote. Humne to apni hise ki zindagi ji li, Ab toh sirf dhadkona ka liyaaz karte hai; Un duniya walo se kya kehna, Joh aakhri saahs pe bhi etraaz karte hai. Dil ke jalo ko koi shayari kahe to parva nahi, Par taklef tab hoti hai jab uspe koi wahh wahh kahe!!! Ek hi shahe r mai r ehta hai, Phi r bhi m il nah i pa te ; Tumse to humar e khaw ab ac he ha i,

Jo aankh bandh kar te hi cha le aa te ha i. Yaad kar te ho hume tanhai me in , Dil dooba hai gamo ki gaher ai mein ; Hu mhe dhoondo a pne di l mein , Hu m mi lenge tu mhe tumha ri par chai me in. Is dil se teri taad bhulai nahi jati, Yeh pyaar ki daulat hai lutai nahi jati; Mar mar ke banaye hai jo tasveer teri, Apne inn haton se mitai nahi jati. Sham udas hai, Raat bhi udaas hogi; Subah kafan main lipti meri lash hogi aee mujhe dafananewale, Jaakar unse keh dena KABAR par unki tasvir mere saath hogi. Yuh to hum kisik e pi cha ki ya nahi kar te , Dar de di l l iy a or diy a nah i kar te ; Iteef aq ki baa t hai , Yeh dil tuj par aay a var na itni k eema ti chee z kis ik o diy a nah i kar te . Tum mu jhe bhu lakar to dekh o,

Zinda gi ki har khush i tumn se r uth jay e gi ; Jab ja b soc hoge apne bar e mei n, Kh ud- ba-khud ham ar e yaad aay e gi. Yeh dil pyaar ke kabil na raha, Koi bhi izhaar ke kabil na raha; Is dil mein bus gai dosti aapki, Abh toh chaand bhi deedar ke kabil na raha. Khuda se mangi hai dua…., Meri khushi tumhe mil jaye…; Meri zindagi se tum jiyo, Tumhari maut se pehle hum mar jaye. Kinar e ki nar e pe ma t c ha lo , Kinar a tu t jay e ga; Kis i par ay e k e peec ha ma t bh a go, Koi apna c hoo t jay e ga. Jab bhi k isi k o kar ee b pay a ha i, Ka sam khuda ki wahi dhoka khay a hai ; Kyon doshh dete hai kaanto k o, Yeh zakhm to hum ne phoolon se bh i pay a ha i. Kyun tun mujhse ruth jate ho, Aasu mere nam piya jate ho;

Itna to batta do (dost)sitamgar, Meri kis bhul ki saja diya jate ho. Kiss i ko moha bba t k i aac hai mar dale gi , Kiss i ko mohaa bba t ki gehr aai maar da le gi ; Ka r ke moha bba t k oi nahi bac he ga, Joh bac h gay a ushe tanhai ma r dale gi.

Aapke shahar ka mausam suhana lage, Aapki shaam churalu ager bura na lage; Aap chahe toh bhulado humko, Par aap ko bhulane me shayaad hame zamana lage. Gu zr e huv e kal ki yaad aa ti hai , kuc h la mho se aankhen bhar aa ti ha i; Woh subah r angeen woh shaam n ir al i dub ja ti hai , ja b aa p jaise doston ki y aad aa ti ha i. Ishq main dil ka tamasha dekha nahi jata, Humse tuta hua shisha dekha nahi jata; Apne hisse ki kushiya bhi tujhe de doon, Tera utra hua chehra dekha nahi jata.

Kistiya doob jate hai, Toofan chale jaate hain; Yaadein rah jati hai, insaan chale jate hai. Kabhi kabhi in aankho mein nami si hoti hain, Kabhi kabhi is hoto pe hasi hasi si hoti hain; Aaye dost woh tum hi ho jisse meri zindagi, Zindagi si ho gayi hain. Vaadon ka ma tla b ekr aar nahi hota , Kh amosh i ka ma tla b inkaar nahi hota ; Ek nazar mil ti hai hazaa r nazar on se, Ha r nazaar ka m atla b p yaar nah i hota. Hakikat samjo ya fasana, Beghana kaho ya diwana; Suno is dilka fasana, Teri dosti hai mere jine ka bahana. Dil se ek hasrat hain, ki tere paas mein aau; Nazar se gira hoon, Toh nazar kaise milao. Har log gam ko ab chupane lage hain, Dard ke ahh se mushkurane lage hai; Kya kahe gulshan ki baat ab tumse, Gulshan mein gul aab marjane lage hain. Raa t aa ti ha in toh nind aa ti hai, N ind aa ti ha i to khaw ab aa te ha i;

Kh aw ab aa te ha in to tum aa te hoh, Is si kask -n- kash me na nind aa ti ha in na kha wab aa te hai . Palbhar me tut jaye woh kasam nahi, Mohobaat me mar khaye woh hum nahi; Tum bewafa bano is baat main dum nahi, kyunki hamari wafa bhi kuch kum nahi. Ruth kar tum mujhe bhulane lage, itne dur hu ki bahut yaad aane lage; Kaise bhulado tumhe ek pal me, Jab tumhe pane mein mujhe zamana lage. Gu m hi gum ha i mer i zinda gi mei n, Kh ushi naa m ki koi cheez nahi; Hu m di l bhi usse de bai the, Ji sse pyaa r pane ki koi umeed nah i. Aye nazn in tumha ri ha i, Py aa r mein be waf ai ha i; Hu m tumhar e na ho Hu mne tums e pyaar ha in????

aankhen

k ya nam

to har ghadi har dam sak e to k ya gum hai , kiy a y eh i k ya kam

Kabhi to waqt se pehle aaya karo,

Apni aawaj sunakar haale dil jataya karo; Hum to rehte hai aap hi ke khayalo mein, kabhi aap bhi hamara khayal kiya karo. Aanso ko aankhon ki dehl iz pe la ya na kar o, Apn e dil ki hal at apno se c hu pay a na kar o; Log mut hi bhar namak li ya ghum r ahe ha in, Apn e zakhm ki ssi a pno se chuppay a na kar o. Gu m hi gum ha i mer i zinda gi mei n, khush i naam ki koi c he ez nahi ; Hu m dost bhi usse keh bai the, jisse dost i pane ki k oi umee d nahi . Darde dil dekho kitne gam jhele hai, Mere masum dilme zakhmo ke mele hain; Mahfille ki khwaish thi mujhe yaro, Dekho zindagi me aaj hum kitne akele hai. Din tere khayal mein guzar jate hain, raat ko bhi khayal tera hiii aate hain; Kabhi ye khayal is kadar band jaate hain, ke aaine main bhi tera chehra nazar aata hain.

Ka bh i na ka bhi toh bahar on k e phool mur jah ja yenge , Bhule bhi ka bhi hum tu mhe yaad aay en ge; Ehssas hoga tu mhe mer i dosti ka, Jab hum bahut door chale jay enge . Dil gumsum zuban khamosh, yeh aankhon aaj namkin hain; Unhe kabhi paaya he na tha, to aaj unhe khone ka gum kyon hain. Ka un kehta hain , k i teri just ju nahi ; Yeh ek aur baa t ha i , ke me ri ki smet me in tum nah i. Aankhen kholu to chehra tumhara ho, Bandh karu to sapana tumhara ho; Mar bhi jaau toh gam nahi, Bas yahi khwaish hai zindagi tuj se. ki har saahs mein ehsaas tumhara ho Ha r saahi l to kin ar a ma t samj o, har dost to sahar a ma t sam jo; Na jar najar me far k hain yar o, har nazar ko ishar a ma t samj o.

Arz oo hai dur se dekhne ki, kar ib aana bh i nahi c hah te; Tamana nah i hai tu mhe pane ki , ma gar khona bh i nahi c hah te. Sur aj se kaho ke r oshni dena c hod de, Sitar o se kaho se ti mti mana c hod de; Agar tum nahi aa sakte , Toh apne yadon se kaho hame sa tana chod de. Yeh duniy a badi zaa lin hai dost , Ha r gum chupana padta hain ; Dil mein chahe kit ne bhi gum ho , Bhar i mehf il mein mus hkur ana padta ha in . Aye khuda apne chaand pe itna gurur naa kar, Ek chand sa mehboob hum bhi rakhte hain; Jab taarif hoti hai tere chaand ki, Log missal mere chand ki dete hain. Bada armaan tha tere sang jivan bitane ka, Shikwa hai bas tere khamosh rehjaane ka; Deewangi isse badhkar bhi kya hogi, Aaj bhi intezaar hai tere aane ka. Saad iy on se hoton pe p yaas thi ,

Aaj samu ndar dekha to pee gay e; Paida hote hi mar ne ki ta mmanna thi , Par tuje dekha toh jee gay e… . Na mujhe k isika dil chahi ye, Na mujhe k isi dar d ki ta lash hai ; Mer e d il k o jo di l samaj sa ke, Mu jhe us nazar ki tala ash hai . Khayal ko kisi aahat ki aas rehti hai, Nigaah ko kisi surat ki pyaas rehti hai; Tere bin kisi cheez ki kamin to nahi, Per har waqt tujhe pane ki aas rehti hai. Chaand ki raaton me sara jahan sota hai, Lekin kisike yaadon mein koi budnasib rota hai; Khuda kisiki mohabbat pe fida na kare, Agar kare to kisiko juda na kare. Mere jine ke liye aapka armaan kafi hai, Dil ki kalam se likhi yeh dastaan kafi hain; Tir talwaar ki kya zaroorat hai, Qatal karne ke liye aapki muskaan hi kafi hain. Sapne ki tarah aakar chale gaye, Apno ko bhulakar chale gaye; Kis bhul ki saja di apne,

Pehle hasaya fir fasaya aur fir rulakar chale gaye. >Fu lo ki hr kal i ki khushbu apse ha i, Sur aj ki hr kir an ki r oshni apse hai ; Denew ala hume k ya de ga , Hu mar i hr khush i apse ha i. HASI KI RAAH MEIN GHAM MILE TO KYA KARE WAFA KI RAAH MEIN BEWAFA MILE TO KYA KARE KAISE BACHAYE ZINDAGI KO DHOKEBAZO SE KOI MUSKARAKE DHOKA DE JAYE TO KYA KARE

maine khuda se dua mein apni maut mangi khuda ne kaha mein toh dua mein tumhe maut bhi dedu par use kya du jisne dua mein tumhari lambi umar mangi hai

Related Documents

Shayaris
May 2020 4