FIR WAHI FASAANA AFSAANA SUNAATI HO DIL KE PAAS HOON KEH KAR DIL JALATI HO BEQARAAR HAI AATISH-E-NAZAR NAZER SE MILNE KO TO FIR KYON NAHI PYAAR JATAATI HO JABHI DEKHTI HAI MUJHE NAZRE JHUKA LATE WO KHUDA KA SHUKRA HAI HAMEIN PEHCHAN TO WHO DIL KI BASTI BIKHAR GAYI HOTI KI ROOH KE YE ZAKHM BHAR GAYA HOTE, YEH ZINDAKI TO AAP KI AMANNAT THI WARNA HUM TO KAB KE MAR GAYE HOTE!! ZINDAGI JAISE EK SAZA SI HO GAYEE HAI GHAM KE SAAGAR MEIN IS QADAR KHO GAYEE HAI TUM AA JAO WAAPIS YEH GUZAARISH HAI MERI MUJHE SHAYAD TUMAARI AADAT SI HO GAYEE HAI AAKHON KI ZUBUN WO SAMAJH NAHI PATI HONTH HAIN MAGAR KUCH KEH NAHI PATI APNI BEBASI KIS TARAH KAHEN KOI HAI JINKE BINA HUM REH NAHI PAATHE TUJHE CHAHNE WALI KUM NA HONGE WAQT KE SATH SHAYAD HUM NA HONGE CHAHE KISI KO KITNA BHI PYAAR DENA LEKIN TERI YAADON KI HAQDAR SIRF HUM HI HONGE MILA NAHI KOI DIBAR AISAA JO HAMSE DIL LAGAATAA HUM TO HAIN DILJALE AUR YU HI KOI DIL NAHI JALAATAA HAQEEQAT KARO BYAAN TO MAZAAK LAGTA HAI IBADAT KARO JAB TO JHOOTHA KHWAB LAGTA HAI ARE YE DIL HAI DIL AUR DIL KI HAI YE SDAA AUR TUM KEHRE HO KI TUMHE YE HASEEN ITTFAK LAGTA HAI MERE JEENE KI LIYE TERA ARMANN HI KAAFI HAI DIL KE QALAM SE LIKHI YE DASTAAN HI KAFI HAI TEER-E TALWAAR KI TIJHE KYA ZAROORATE AI ANZNEEN QATI KARNE KE LIYE TERI MUSKAAN HI KAFI HAI AGAR HUM NA HOTE TO TUJHE GHAZAL KAUN KAHTA TERE CHEHRE KO KAMAAL KAUN KAHTA WARNA PATHHAR KE (STONES) TAJ MAHAL KAUN KAHETA