Quran ki faryaad taaqo mein sajaya jaata hoon, aakhon se lagaaya jaata hoon taweez banaya jaata hoon, dho dho ke pilaaya jaata hoon juzdaan hareer-o-resham ke aur phool sitaare chaandi ke phir itr ki baarish hoti hai, khusbu mein basaaya jaata hoon jiss tarha se tota maina ko kuchh bol sikhaaye jaate hain iss tarah parhaaya jaata hoon, iss tarah sikhaaya jaata hoon jab qol-o-qasam lene ke liye takraat ki nobat aati hai phir meri zaroorat parrti hai, haathon mein uthaaya jaata hoon dil soz se khaali rehte hain, aankhen hain ke num hoti hi nahin kehne ko main ek ek jalse mein parh parh ke sunaya jaata hoon neki pe badi ka galba hai, sachchai se barhkar dhokha hai ek baat hansaaya jaata hoon, sau baat rulaaya jaata hoon ye meri aqeedat ke daawe, qanoon pe raazi ghairon ke yun bhi mujhe ruswa karte hain, aise bhi sataaya jaata hoon.
Mujhe Zindagi Mai Ya Rab Sar-E-Bandagi Ata Ker Meray Dil Ki Be-Hisi Ko Gham-I-Aashiqi Ata Ker Teray Dard Ki Chamak Ho, Teri Yaad Ki Kasak Ho Meray Dil Ki Dharkano Ko Nai Be-Kali Ata Ker Jo Tujhi Se Lo Laga De, Jo Mujhey Mera Pata De Meray Ahed Ki Zuban Mai Mujhe Gum- Rahi Ata Ker Jo Dilon Mai Noor Ker De Wo Hi Roshini Ata Ker
Mai Safr Mai So Na Jaon ,Mai Yahin Pe Koh Na Jaon Mujhe Zoq-O-Shoq-I-Manzil Ki Hama-Hami Ata Ker Bari Duur Hai Abhi Tak Rag-I-Jan Ki Musafat, Jo Dia Hai Qurb Tu Ne Tu Shahor Bhi Ata Ker Bhari Anjuman Mai Rah Ker Na Hua Aashana Kisi Se Mujhe Doston K Jhurmat Mai Wo Be Kassi Ata Ker Mujhe Teri Justo Jo Ho, Meray Dil Mai Tu Hi Tu Ho Meray Qal’b Ko Wo Faiz –I-Dar-Aarfi Ata Ker
Allah Insaan Sey Fermata Hey Meri Teraf A Ker To Dekh Mutawjah Na Hoon To Kehna Meari Rah Main Chal K To Dekh Rahain Na Khool Doo To Kehna Mujh Sey Sawal Ker K Dekh Bakhshish Ki Had Na Ker Doon To Kehna Meray Liye Beyqader Ho K To Dekh Qader Ki Had Na Ker Doon To Kehna Meray Liye Lut K To Dekh Rehmat K Khazaney Na Luta Doon To Kehna Meray Liye Bik K To Dekh Anmool Na Ker Doo To Kehna Mujhey Rab Maan K To Dekh Sab Sey Beyniyaaz Na Kerdoo To Kehna
Meray Khuaf Sey Ansoo To Baha K To Dekh Maghfirat K Darya Na Bahadoo To Kehna Wafa Ki Laaj Nibha K To Dekh Ata Ki Had Na Kerdoon To Kehna Meray Naam Ki Tazem Ker K To Dekh Hakim-e-Takreem Ki Inteha Na ker Do To Kehna Apni Hasti Ko Fana Ker K To Dekh Jam-e-Baqa Sey Serfaraze Na Kerdoo To Kehna Mujhey Haieyolkaieyoom Man K To Dekh Abdi Hayat Ka Ameen Na Banadoon To Kehna Mera Ho K To Dekh Her Kisi Ko Tera Na Bana Doon To Kehna
Sawal Tu Hy Jawab Tu Hy Mohabbato’n Ki Kitaab Tu Hy Be-sabat Jaha’n k Rung Saray Meri Nazar Mein Shabaab Tu Hy Ye Kainaat Hy Jis Se Roshan Aftab, Taray, Mehtaab Tu Hy Kabhi Tou HoTa Hy Paas Mere Kabhi Chamakta Saraab Tu Hy Phool, Kaliyo’n Ka Khush-Rung Pairhen Khushbuo’n Ka Hijaab Tu Hy Tu Meri Khwahish, Tu Meri Hasrat Meri Aankho’n Ka Khwaab Tu Hy Nisaab-e-Zindagi Hy Ishq
Meri Zindagi Ka Nisaab Tu Hy … !!
Apni Zindagi ki her Shaam Tere Naam kardoon, Teri hi Aankhon ka Jaam Tere Naam kardoon, Main Doob jaoon Teri in Jheel si Gehri Aankhon mai, Phir apni Barbadi ka ilzam Tere Naam kar doon, Mai apni Rooh ko Tere Wajood mai bhardoon, Phir apni Zaat apna her Payam Tere Naam kardoon, Tuu Mujhey Mohabbat ka Agaaz de Sanam, Mai Apne Pyaar ka Anjaam Tere Naam kardoon, Mohabbaton ke Qaseeday likhoon Teri Sanaa mai, Hazaron Pyaar ke Peghaam Tere Naam kardoon, Ho jiska Zikar Mohabbat ki her kahani mai, Ek aisa Pyaar ka Peghaam Tere Naam kardoon…….
hum ahl-e-mohabbat par woh waqt bhii aaye hein khud qatl huwey aur qaatil kahlaaye hein roye to hai ruswaai chup rahne pe dam TooTe phoolon ke ewaz hamnein woh zakhm bhii khaaye hein
apnon ki mohabbat kii itni sii haqiqat hai jitna bhii gale miliye utne hii paraye hein is daur mein \’barham\’ bach kar bhii kahan jaayein jo aag baraste hein woh apnon ke hii saaye hei
Mere janey pe Ae Jaana’n !! Pareshan Tum Nhi Hona Kabhi Chup Kr Nhi Rona Judai Zeher Hoti Hy Mjhy Maloom Hy Lekin Firaq-o-Hijr ka Mausam Yaqeenan Beet Jayega Yaqeenan Wasl k Lamhy Dobara Laut Aaye’n Gy Wohi Shaamei’n, Wohi Raatei’n Wohi Qissey, Wohi Baatei’n Wohi Phir Dastaan Hogi “Mohabbat Meherban Hogi”
TERRI ANKHON MEIN DOBNAY KO DIL KERTA HAIY, AISA LUGTA HAIY ES MEIN DOBNAY KAY BADH HUM PER NA JEE PAIN GAY, MAHBOOB KI ANKHON MEIN JHANKTAIN HAIN, PATA CHALTA HAI ES MEIN KITNI GHARAHI HAI. UB IN SAI DOR RHANAY KA DIL NAHI KERTA, ALLAH JALD HI SHADI KAY RISTAY MEIN HUM KO BANDH DAI.
BARSAT HOTI HAI TU DIL KO ACHA LUGTA HAI, AMMA KAI HATH KAY PAKORAY KHANAY KA JEE KERTA HAI, GARMA GARM PIYALI CHAY KI PINAY KO DIL KERTA HAI, BARISH KI BOND GIRTAY HI KITCHEN SAI PAKWANO KI KOUSHBO ANAY LUGTI HAI, AALO K PARATAY ,KACHORI,TERKARI KHANAY KA MAAN KERTA HAI.
Faqt Pehluu Badalny Sy Rafaqat Kam Nhi Hoti Mgr Phir Bhi Na Milne Ki Aziyat Kam Nho Hoti Jahan Koi Bichar Jaye Wahin Per Uski Manzil Hy Kisi k Saath Chalny Sy Musafat Kam Nhi Hoti Humare Dushmano Me Chahne Wale Bhi Shamil Hyn So Hum Jis Haal Main Bhi Hon Mohabbat KamNahi Hoti
Kal Raat Ik Mahfil Hoe Mahfil Main Ik Baat Hoe Ik Chand Mujhay Nazar Aaya Bas Ankhon Say Molaqat Hoe Es Chand Ki Naram Nigahon Say Es Dil Ki Har Ik Baat Hoe Es Chand Ki Ghani Zulfon Main Kab Sham Hoe Kab Raat Hoe Bas Yeahe Ik Baat Hoe Ik Naey Pyar Ki Shurwat Hoe Kal Raat Ik Mahfil Hoe Mahfil Main Ik Baat Hoe
kuch door hamaray sath chalo. ham dil ki kahani keh dain gay. samjhay naan jisay tum ankhon say. wo baat zubani kah dain gay. phoolon say jab honton par. ik shokh tabasun bikhray ga. dheeray say tumharay kaanon main . ik baat purani kah dain gay. izhar e wafa tum kia jano. iqrar e wafa tum kia jano. ham zikar karain gay ghairon ka. or apni kahani keh dain gay.
Mere Wujood Mein Waffa Ki Roshni Utaar De, Phir Itna Pyar De K Mujhko Chahaton Mein Maar De. Buhut Udaas Tha So Uthh K Tere Paas Aagya, Kuch Aesi Baat Ker Jo Dil Ko Chaen De,Qarar De. Suna Hai Teri Ek Nazar Sanwarti Hai Zindagi, Jo Ho Sake To Aj Meri Zindagi Sanwar De. Ae Mehtaab Tu Kabhi Jo Mera Chaand Dekh Le, Qasam Khud Ki Apni Jaan Tu Bhi Us Pe Waar De. Mera Asasa-e-Hayat Chhin Gaya Hai Dosto, Do Chaar Din Ki Zindagi Koi Mujhe Udhaar De. KhushNaseeb main Nahin, to Shaam-e-Ghamm Hi De Mujhe , Yeh Kab Kaha K Tu Mujhe Gullab De, Bahar De.
Mujhe Kisi K Ishq Ne Banaya Neer-e-Jahan, Dua Kero Khuda Yeh Gham Tumhen Bhi Ek Baar De.
Duniya ki nazron mein girna mere kis kaam aaya Apno se bichad kar woh bewafa gairon ke kaam aaya. Main bhool chuka tha ki apne hi bewafai karte hain Duniya meri barbaad karke use zara bhi rehem na aaya. Agar woh wafadaar hota to yoon bewafai na karta Mujhe uska intezaar raha, par voh lout kar na aaya. Zindagi to qaafiro ke sang gujar hi jaayegi Par jise dost samjha woh dushmani karne aaya. Qatal hi karna tha toh samne se karta Humdard bankar kyon usne peeth main khanjar chalaya. Dost bana kar fir humse use mujh par pyar na aaya.. Kyon ki bewafaai usne kyon use mujh par pyar na aaya.. Nazro mai uski ab sharm ke cheente hai Ab tanhaai ne sataya toh mere pas chala aaya. Fakat mujhe uski zarurat bhi kya hai ”ISHQ” Ab zanaza mera dekhkar kyon use rona aaya
Zindagi Sirf Mohabbat Nahi Kch Aur Bhi Hy Zulf-o-Rukhsar Ki Jannat Nahi Kch Aur Bhi Hy Bhool-o-Aflas Ki Is Maari Hui Dunya Main Ishq Hi Ek Haqiqat Nahi Kch Aur Bhi Hy …
Mare Wafa Ka Naksh Her Ek Dil Main Rah Gaya Mahfil Se Youn Utha Houn K Mahfil Main Rah Gaya Ek Aek Ker Ka Mit Gaye Sab Naksh-E-Maasiwa Ek Dard-E-Ishq Tha Jo Meray Dil Main Rah Gaya
Us Nay Sitam Se Hat Uthaya Sitam Kiya Dil Gher K Aaj Ek Naye Mushkil Main Rah Gaya Gum Tu Teray Aaman Hi Kahain Jab Na Mil Saki Ghabra K Meray Tootay Howe Dil Main Rah Gaya Dad-E-Talab Ki Bheekh Kissi Nay Na Di Mujhay Zook-E-Talab Hi Kaaasa Saahil Main Rah Gaya Eay Zapt Lut Gaya Tha Jahan Karwan-E-Dil Dam Toot Ker Na Kioun Use Manzil Main Rah Gaya!!
Kisi Ko Dekhne Ki Tamanna Main Ashkbaar Yeh Anakehen Kisi Ke Aahat Sun Ne Taras Rahe Yeh Kaan Kisi Ke Mehak Saht Liye Hawa Ka Woh Jhonke Se Surakh Huve Rukhsaar Kise Ke Intezar Ke Ghadiyan Ginete Huve Muskrahat Sajaye Yeh Lub Kisi Ke Pyar Ko Mehsoos Ker Ne Bechain Yeh Dil Kisi Ko Chune Ke Tamanna Liye Bechain Yeh Najuk Hath Kisi Ke Sath Pyar Ke Raahon Main Chalne Bechain Yeh Naajuk Paav Yaa Khuda In Palkon Ko Bund Ker Ke Un Ansuon Ko Aazad Ker De Ab Woh Nahi Ayega……!!!!!!!!!!!!
j0 nahi aata uska intezar kyun h0ta hai.. Kisi k liye apna yeh haal kyun h0ta hai.. Waise t0h is duniya mein kafi cheezaiN pyaRi hain.. J0 nahi miLta usi se PYAR kyun h0ta hai…
Bila Jawaz Rakhein Khud Ko Beqarar Bhi Kion Jo Tu Nahin To Phir Tera Intezar Bhi Kion Akele Pan Ka Safar Jab Mera Muqaddar Hai To Phir Ae Wada Shikan Teri Rehguzar Bhi Kion Usey Ganwa Ke Raha Ab Khizaon Ki Zad Mein Jo Woh Nahin To Phir Mosam-E-Bahar Bhi Kion
Shaan Se Pyar Ka Izhar Karenge Teri Mohabbat Pe Jaan Bhi Nisar Karenge Dekh K Jalegi Duniya Saari, Is Kadar Tujhpe Aitbaar Karenge Denge Salaami Sab Humko, Jab Pyar Ko Hum Bayaan Karenge Daulat Aur Shaurat Ka Kya Hai Kaam, Teri Khushi Mein Khudko Nichaawar Karenge Har Ghadi Ho Bus Tera Deedar Waqt Se Hum Yahi Iltijaa Karenge Saaye Ki Tarah Tujhse Liptey Rahenge Duniya Ki Buri Nazar Se Tujhe Bachaya Karenge Dard Se Na Rahe Tere Taalukat Kabhi Khuda Se Bus Yahi Fariyad Karenge Khatam Na Ho Kabhi Pyar K Silsiley Qayaamat Tak Tera Hum Intezar Karenge.
Kitaab Si Lagti Hai Yeh Zindagaani Jinme Milengi Tumko Dhero Kahani, Kuch Ankahee Si Baaten,Jo Alfaz Banke Rehgaye, Aur Kuch Aise Khayalaat Jo Tufan Khadaa Kargaye
Khuch Panno Me Khushi K Rang Bhar Diye Gaye, Kuch Be-Rang Hogaye Toh Kahi Rang Phike Padh Gaye Har Kahani Ki Ajab Si Hai Daastan, Hai Kahi Shuruwat Toh Kahi Khatam Hojate Hai Kaarwaa Ashko Se Mit Chuke Hai Kuch Nishan, Toh Kahi Daag Banke Reh Gayi Hai Galtiyan Mohabbat Bhi Hai Yaha Jawan, Toh Kahi Dard De Jati Hai Bewafaiyaa Kuch Panne Aandhiyo Me Gumh Hogaye, Toh Kuch Haalat Se Bebas Phaad Diye Gaye Kuch Armaano Ko Liye Intezr Me Takhti Rahi, Kuch Ro Roke Apno Ko Yaad Karti Rahi Kai Panne Bagaawat Pe Utar Aayi, Toh Kuch Maayus Hoke Kuch Na Keh Payi
Duniya ki nazron mein girna mere kis kaam aaya Apno se bichad kar woh bewafa gairon ke kaam aaya. Main bhool chuka tha ki apne hi bewafai karte hain Duniya meri barbaad karke use zara bhi rehem na aaya. Agar woh wafadaar hota to yoon bewafai na karta Mujhe uska intezaar raha, par voh lout kar na aaya. Zindagi to qaafiro ke sang gujar hi jaayegi Par jise dost samjha woh dushmani karne aaya. Qatal hi karna tha toh samne se karta Humdard bankar kyon usne peeth main khanjar chalaya. Dost bana kar fir humse use mujh par pyar na aaya.. Kyon ki bewafaai usne kyon use mujh par pyar na aaya.. Nazro mai uski ab sharm ke cheente hai Ab tanhaai ne sataya toh mere pas chala aaya. Fakat mujhe uski zarurat bhi kya hai ”ISHQ” Ab zanaza mera dekhkar kyon use rona aaya
Mare Wafa Ka Naksh Her Ek Dil Main Rah Gaya Mahfil Se Youn Utha Houn K Mahfil Main Rah Gaya Ek Aek Ker Ka Mit Gaye Sab Naksh-E-Maasiwa Ek Dard-E-Ishq Tha Jo Meray Dil Main Rah Gaya Us Nay Sitam Se Hat Uthaya Sitam Kiya Dil Gher K Aaj Ek Naye Mushkil Main Rah Gaya Gum Tu Teray Aaman Hi Kahain Jab Na Mil Saki Ghabra K Meray Tootay Howe Dil Main Rah Gaya Dad-E-Talab Ki Bheekh Kissi Nay Na Di Mujhay Zook-E-Talab Hi Kaaasa Saahil Main Rah Gaya Eay Zapt Lut Gaya Tha Jahan Karwan-E-Dil Dam Toot Ker Na Kioun Use Manzil Main Rah Gaya!!
Ik Shakhs tanha rota Raha hai, apne aansuo ko palko pe parota raha hai,
akeeda to tha usey piyar k karishmo par, phir bhi karne se darta raha hai, Chahat thi sada pas rakhne ki kisiko, utna hi us se koi door jata raha hai, Hai umeed usey kisi k lout aney ki aaj bhi, Isi gumaan me janey kab se jeeta raha hai, Posheeda hai ik taweel si dastaa us me, Kon janey kisey chahta raha hai, So jo nahi paa raha pathar k bichoney pe, yakeenan kisi ki baaho me sota raha hai, kasoor fakkat itna tha nadaa ka, k gham duniya se chupata raha hai, aaj tum kiska matam karte ho logo, Wo to janey kab se marta raha hai,
na wo wafa ki devi hai… na hai wo bewafayii ki murti…. kash khud ko itna bedard na banaya hota … to sayad ushey rok pata…. kaheti thi ki “mere pyaar ki umar ho itni sanam .. tere naam se suroo tere naam se khataam…”
per naam ka fashla na badha hota itna … to sayad ushey rok pata… khati thi “baith mere pass tujhey dekhti rahoon…..” kass ushkey rooh me utar jata … to sayad ushey rok pata….
Apni Zindagi ki her Shaam Tere Naam kardoon, Teri hi Aankhon ka Jaam Tere Naam kardoon, Main Doob jaoon Teri in Jheel si Gehri Aankhon mai, Phir apni Barbadi ka ilzam Tere Naam kar doon, Mai apni Rooh ko Tere Wajood mai bhardoon, Phir apni Zaat apna her Payam Tere Naam kardoon, Tuu Mujhey Mohabbat ka Agaaz de Sanam, Mai Apne Pyaar ka Anjaam Tere Naam kardoon, Mohabbaton ke Qaseeday likhoon Teri Sanaa mai, Hazaron Pyaar ke Peghaam Tere Naam kardoon, Ho jiska Zikar Mohabbat ki her kahani mai, Ek aisa Pyaar ka Peghaam Tere Naam kardoon……
TERRI ANKHON MEIN DOBNAY KO DIL KERTA HAIY, AISA LUGTA HAIY ES MEIN DOBNAY KAY BADH HUM PER NA JEE PAIN GAY, MAHBOOB KI ANKHON MEIN JHANKTAIN HAIN, PATA CHALTA HAI ES MEIN KITNI GHARAHI HAI. UB IN SAI DOR RHANAY KA DIL NAHI KERTA, ALLAH JALD HI SHADI KAY RISTAY MEIN HUM KO BANDH DAI
MUHABBAT KO MUHABBAT KA ZARA EHSAAS HONE DO ABHI KUCH DAIR TEHRO HUSSUN KO BENAQQAB HONE DO BEWAJHA DIL KO YOUN ROKA NAHI KERTY ITNE MUHTAT HO KIUYN ZARA MUSAM KHARAB HONE DO ISHARON MN KAHI BATAIN AKSAR NA MUKAMMAL HOTI HN RUKKO, MERE AKO ZARA KITAB HONE DO ZINDAGI KO DO RAHY PE LA K CHODTY HO KIYUON KUCH KAHO YA APNI BEWAFAYI KA HISSAB HONE DO AJAB NAHI K LOG TUJHE BEWAFA JANNE PHIR KIYOUN NA AAJ PORA MAHTAB HONE DO YEH RAAT ANDHEERI SAHI PER THANDI TU HOTI HY ROSHKI HAQEEQAT KIA ZARA CHANDA KO AFTAAB HONE DO
Kiyon Tabiaat Kahin Theharti Nahi Dosti Tau Udaas Karti Nahi Hum Hamesha Ke Ser Chashm Sahi Tujh Ko Dekhain Tau Aankh Bharti Nahi Shab-e-Hijraan Bhi Roz-e-Bad Ki Tarah Kutt Tau Jaati Hai Par Guzarti Nahi Sher Bhi Aayton Se Kiya Kum Hein Hum Pe Mana Wahi Utarti Nahi Yeh Mohabbat Hai, Sun Zamany Sun Itni Aasanion Se Marti Nahi Jiss Tarah Tum Guzaarty Ho Faraz Zindagi Iss Tarah Guzarti Nahi
Ek Bewafa Ko Hum Ne Is Dil Mein Jaga Di Thi Khuwabon Ki Duniya Apni Us Se Hi Saja Di Thi Chaha Tha Us Ko Hum Ne Khud Se Bhi Bohat Barh Kar Us Chahat Mein Hum Ne Ye Hasti Hi Mita Di Thi Maloom Nahi Tha Hum Ko Woh Bewafa Bhi Hoga Us Per Bharosa Karke Khud Ko Hi Saza Di Thi
Socha Tha Sath Mil Ke Kaatenge Zindagi Ko Us Ne To Ek Pal Main Har Baat Bhula Di Thi Kaisa Sitam Hai Dekho Woh Kab Se Judda Hai Mujh Se Apni Zindagi Jis Ka Saya Sa Bana Di Thi Kiya Tha Us Per Bharosa Kyun Hadh Se Barh Kar Us Ki Jafa Ne Dil Mein Ek Halchal Si Macha Di Thi
Phir Is Duniyaa Se Ummiid-E-Vafaa Hai Tujhe Ai Zindagii Kyaa Ho Gayaa Hai Badii Zaalim Nihaayat Bevafaa Hai Ye Duniyaa Phir Bhii Kitanii Khush-Numaa Hai
Har Ik Apane Hii Gam Mein Mubtilaa Hai Kisii Ke Dard Se Kaun Aashnaa Hai Mere Naqqaad Merii Shaayarii To Mere Tuute Huye Dil Kii Sadaa Hai Kahaan Huun “Shad” Main To Shaad Saa Huun Vo Shaad-E-Khush-Navaa To Mar Chukaa Hai Mumkin Ho Aap Se Tuo Bhula Dijiyey Mujhay Pathar Pe Hoon Lakeer, Mita Dijiyey Mujhay Hur Rooz Mujh Se Taaza Shikayat Hai Aap Ko Main Kia Hoon, Aik Baar Bata Dijiyey Mujhay Mere Siwa Bhi Hai Koi Mozoo-E-Guftugu Apna Bhi Koi Rang Dikha Dijiyey Mujhay Main Kia Hoon, Kis Jagah Hoon, Mujhay Kuch Khabar Nahin Hain Aap Kitni Duur Zara Sada Dijiyey Mujhay Ki Main Ne Apne Zakham Ki Tash’heer Ja Baja Hum Mantey Hein Jurm, Saza Dijiyey Mujhay Qaim Tou Ho Sakey Koi Rishta Ap Key Saath Gehre Samandaroon Main Baha Dijiyey Mujhay Shab Bhar Kiran Kiran Ko Tarasney Se Faida Hai Tairgi Tou Aag Laga Dijiyey Mujhay Jaltey Dinoon Main Khud Pas Deewar Baith Kar Saaye Ki Justuju Main Laga Dijiyey Mujhay Youn Tou Shoola-E-Jaan Sard Ho Chuka