Rahu

  • November 2019
  • PDF

This document was uploaded by user and they confirmed that they have the permission to share it. If you are author or own the copyright of this book, please report to us by using this DMCA report form. Report DMCA


Overview

Download & View Rahu as PDF for free.

More details

  • Words: 697
  • Pages: 3
humne jab kabhi khushi mehsoos ki, her kadam pe aapki kami mahsoos ki, door rehkar bhi aapki dosti kam na hoi, ya baat humne dil se mahsoos ki. is kadar dosti ka imtihan na lijiye, kyo ho khafa bayan to kijiye, kar dijiye maf agar ho gayi galti, yu udash na karke hamari jaan na lijiye

(((waqt ne kya diya hai yaaro,apna apna nashib hai yaaro, main chata hu merna per mere sanso sath diya hai unki kashm ka yaaro))) (((muje waqt kuch kem mila hai,moot se milker jindgi ka pata chala hai, mene maangi hai mohlate kuch moot se,janmo ke baad muje jine ka ab mo ka mila hai)))

mere dil ka haal usko suna dena, zubaan na de saath toh aankhon se sab kuch bata dena. hum aa rahe the milne magar mile toh maut se, maut se hum ne kaha usko pyar sikha dena....

ankho me aansuo ko ubharne na diya, mitti ke motiyo ko bikharne na diya, jis raah pe pade the tere kadamo ke nishan, us raah se kisi ko gujarne na diya

rab se aapki khushi magte hai . duwao me aap ki hasi magte hai sochate hai ki kya mage aap se ? chalo aapki umar bhar ki dosti magte hai tumse doori ka ehsaas sataane lagaa, tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga, jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost, tu dil ke aur bhi kareeb aane laga !

""""""""""""""""""""""""for someone"""""""""""""""""""""" uss ke bina ab chup chap sa rehna acha lagta hai, khamoshi se dard ko sehna acha lagta hai, jis hasti ki yaad mein aansoo barastey hain, samne uss ke kuch na kehna acha lagta hai, mil kar uss se bichar na jaaon darta rehta hon,

iss liye buss door hi rehna acha lagta hai, janta hoon ke chahat mein bas aansoo milte hain, kuch bhi ho ab iss zehar ko peena acha lagta hai, jee chahey sab khushiyan la kar uss ko de doon, uss ke pyar mein sab kuch khona acha lagta hai, uss ka milna na milna naseeb-o-kismat ki baat hai, pal pal uss ki yaad mein rona acha lagta hai, uss ke bina sab khushiyan ajab si lagti hain, ro ro kar uss ki yaad mein sona acha lagta hai

""""""""""""""dosti""""""""""""""""

khushi bhi doston se hai ,gam bhi doston se hai, takraar bhi doston se hai ,pyaar bhi doston se hai , roothna bhi doston se hai ,manana bhi doston se hai, baat bhi doston se hai, misaal bhi doston se hai, nasha bhi doston se hai, shaam bhi doston se hai, zindagi ki shuruvaat bhi doston se hai, zindagi main mulakaat bhi doston se hai , mohabbat bhi doston se hai ,inaayat bhi doston se hai , kaam bhi doston se hai , naam bhi doston se hai , khyal bhi doston se hai , armaan bhi doston se hai, khwab bhi doston se hai , maahol bhi doston se hai , yaadein bhi doston se hai , mulakaatein bhi doston se hai,sapne bhi doston se hain , apne bhi doston se hai, ya yun kahun yaro , apni to duniya hi doston se hai...

haqikat ho tum, kaise tuje sapna kahu tere har dard ko ab main apna kahu... sab juch qurban hai mere yaar tere liye, kaun hai tere siwa jise main apna kahu... """""""""""""""""life"""""""""""""""""""" aankhon say behtay askq nahi khoon-e-jigar rawani hai kuch teri bewafaii ki kuch wafa ki meri kahani hai mujhko udaas dekh ker.. zamany nay yeh sawal kiya woh kaun hai zalim.. jisnay tera yeh haal kiya maine kaha woh mohabbat hai.. jo muri unkay saath hai woh nikli bewafa zalim.. bus itni si baat hai machli paani main doob gaye

hum ishq main doob gaye usay to zindagi mili hum jeena hi bhool gaye <<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<

try

dekh kar humko muskura dena kam se kam itna aasra dena maza aane laga hai jeene ka aur badh jaaye gum dua dena zakm hu daag chhod jaunga mujko aasaan nahi bhula dena koi kaatil suna bhatakta hai usko mera pata bata dena zindagi ek haseen dhokha hai jeene waalon ko mashwara dena main zinda hu yakeen nahi aata mujhe zulm ka dayera zara badha dena

>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>

Related Documents

Rahu
November 2019 10
Rahu
November 2019 7
Rahu
June 2020 7
Rahu Stotram
November 2019 11
Rahu Kal
June 2020 8
Rahu Was A Asur.docx
November 2019 14