khuda apne valiyon se hota hai raazi milegi ye dar se hamein sarfaraazi yahaan dil se maango ye haaji ali hain khuda ke vali hain shaah-e-samandar ibn-e-haidar shah-e-samandar ik nazar piya haaji ali, piya haaji ali, piya haaji ali, piya ho -2 tum samandar ke dhani baaba haaji ali baaba haaji ali baaba haaji ali tum samandar ke dhani baba haaji ali, baba haaji ali, hai tumhara dar dar mustafa dar murtaza marhaba piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho -2 noor vaale noor vaale bhole-bhaale bhole-bhaale noor vaale noor vaale saaya sab pe daal de piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho -2 piya haaji ali piya haaji ali -2 yahaan hindu muslim sikh isaai faiz paate hain -2 ye samandar roz dar pe deta hai pehra hai saraapa noor vaala aapka chehra piya haaji ali, piya haaji ali, piya haaji ali, piya ho -2 do mohammad mustafa ke naam ka sadka de do naam ka sadka do mohammad mustafa ke naam ka sadka de do naam ka sadka koi bhi maayoos is dar se nahin lauta baaba koi nahin lauta kiske dil mein kya chhupa hai sab tumhein maaloom hai -2 aapke faiz-o-karam bhi arsh par bhi dhoom hai baaba haaji ali baaba haaji ali suno ham gareebon ki iltija ham par karam keeje piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho -2 aap par saari khudaai naaz karti hai baaba naaz karati hai bigadi kismat aapke dar par sanvarati hai are qismat sanvarati hai jab talak ummeed meri bar na aayegi -2 zindagi dehleez par aansu bahaayegi
baaba haaji ali baaba haaji ali baaba jo bhi aapka ho chuka use kya gumaan hoga piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho -2 haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho piya piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho -2 haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho ali piya haaji ali piya haaji ali piya haaji ali piya ho
2.Hasbi Rabbi Jallaallah... Singer :rakeeb,Rafi,Shoukat Ali and ar rahman Film : netaji subhash Chandra BOSE - the forgotten hero Year : 2005 Download Zikr unplugged in Ajmir Darga Download Lyrics ----------ahal-e-talab-aajaab us dil mein tum ko bulaaye ahadullaah hu Allaahuu zikr se baDh ke nahiin hai amal koi hai faramaan-e-rasuulallaah hu allaahuu nijaat milatii hai unako yaqiinan karein jo qalb se zikrallaah hu allaahuu zikr se sar kaTataa hai nafas kaa beshaq zikr hai saifullaah hu allaahuu zikr aman hai, zikr hai fatah, zikr shifaa hai, zikr hai dawaa hu allaahuu allaahuu baaqimil qull-e-faanii aur fanaa hai sub wo waqaabillaah hasbii rabbii jallallaah, maafii-qalbii Gairullaah nuur-e-mohammad sallallah, haq laa ilaahaa illallaah hu allaahuu hasbii rabbii jallallaah, maafii-qalbii Gairullaah
nuur-e-mohammad sallallah, haq laa ilaahaa illallaah hu allaahuu har gul me.n, har buu me.n, har shay me.n nuurullaah har dil me.n, har pal me.n rahe zikr-e-illallaah hasbii rabbii jallallaah, maafii-qalbii Gairullaah nuur-e-mohammad sallallah, haq laa ilaahaa illallaah hu allaahuu zikr hai behatar nafarat se zikr hai behatar Gafalat se zikr hai behatar hujjat se zikr hai behatar Giibat se hasbii rabbii jallallaah, maafii-qalbii Gairullaah nuur-e-mohammad sallallah, haq laa ilaahaa illallaah allaahuu laa ilaahaa illallaah allaahuu laa ilaahaa illallaah allaahuu laa ilaahaa illallaah hu allaahuu yaa ayyuum jal ke jalaalii yaa qayyuum jal ke jalaalii yaa awwal jal ke jalaalii yaa aaKir jal ke jalaalii yaa haliim yaa kariim yaa aziim yaa rahiim yaa haliim yaa kariim yaa aziim yaa rahiim yaa rahamaan yaa subahaan yaa annaan yaa mannaan yaa rahamaan yaa subahaan yaa annaan yaa mannaan yaa zal-zalaal-e-walii-ikaraam yaa zal-zalaal-e-walii-ikaraam hasbii rabbii jallallaah, maafii-qalbii Gairullaah nuur-e-mohammad sallallah, haq laa ilaahaa illallaah almadat ha almadat ha almadat maula - 4 tera deewana hu maula tera parwaana hu maula sun (aye mere daata aye mere maula ) - 2 mujhko tu manzil bata de mujhko tu rasta dikha de sun (aye mere daata aye mere maula ) - 2
maula (maula ho maula maula ho ) - 2 almadat ha almadat ha almadat maula - 2 aa... maula maula (maula ho maula maula ho ) - 2 maula maula dil bahut betaab hain neend hain na khwaab hain ek toofan dil mein jaise leta hain angdaaiyaa almadat ha almadat ha almadat maula zindgaani mein hain kya ab kahani mein hain kya saans roke ke yeh zamana sun raha hain daastaan mere daata mere maula kaisi hai yeh mushkilein aur kaisa hain yeh imtihaan (aye mere daata aye mere maula ) - 2 maula (maula ho maula maula ho ) - 2 tera deewana hu maula tera parwaana hu maula sun (aye mere daata aye mere maula ) - 2 mujhko tu manzil bata de mujhko tu rasta dikha de sun (aye mere daata aye mere maula ) - 2 uth rahi hain aandhiyaan lut rahe hain karwaan mit rahe hain baag mein jo thein baharo ke nishaan har dagar sunsaan hain har nagar viraan hain dekhta hain tera deewana yahi barbaadiyaan mere daanta
mere maula lagta hain ab tut ke girne ko hain yeh aasmaan aye mere daanta aye mere maula maula (maula ho maula maula ho ) - 2 maula hoga aur bhi gehra andhera kya aye mere maula maula hain is raat ka koi savera kya aye mere maula kya kabhi deewan ki zanjeer tutegi kya kabhi maathe se kalak iske chutegi qaid se azaad hoga kya junoon ek din rang layega deewane ka khoon ek din maula... maula... maula... maula... maula... maula...
4.Dheen Isai Malai Singers : Sujatha and Shahul Hameed Album : Dheen Isai Malai Year : 1989
Huzoor (sallalahu alaihe wassalam) ke ilm-e-ghaib ke mutaliq humara Aqida hai ke Allah ne app ko Ibtadae-Khalq yani Pehlay Roz say lay kar Qayamat tak ka ilm ata kia.