New Poem

  • November 2019
  • PDF

This document was uploaded by user and they confirmed that they have the permission to share it. If you are author or own the copyright of this book, please report to us by using this DMCA report form. Report DMCA


Overview

Download & View New Poem as PDF for free.

More details

  • Words: 334
  • Pages: 3
dil ka dard dil torrne waley kiya jaaney, pyar ke rivajon ko zamana kiya jaaney, hoti hai kitni takleef larrki ko pataney main, ye ghar pe baitha larrki ka baap kiya jaaney. hai tu agar mera dilbar, hai tu agar mera dilbar, to aaj ke lunch ka bill tu bhar. woh bhi kiya din the jub hum haseenon ke galey mila karte the, ye un dinon ki baat hai jub hum 2 saal ke hua kartey the. when words fails, eyes works. when eyes fails, heart works. when heart fails... to kya? samajh le tapak gaya! hum guzre un ki gali se ajab ittefaq tha, hum guzre un ki gali se ajab ittefaq tha, unhon ne phenka hum pe phool, lekin gamla bhi saath tha. ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

some one is loving you; caring for you; watching over you; protecting you guess who? neighbour's dog na woh inkaar karti hai, na woh ikraar karti hai, kambakhat mere hi sapnon main aa kar, mere dost se pyaar karti hai. .............................................................

agar tum kaho to tumhare liye aasman se chand taare torr laun, agar tum kaho to tumhare liye aasman se chand taare torr laun, lekin tum unka karo gi kiya??? (kiya logical sher hai!!) jub dekha unhon ne tirchhi nazar se, to hum madhosh ho gaey, par jab pata chala ke un ki nazren hi tirchhi hain, to hum behosh ho gaey ab jab gira baadal, teri yaad ai, jhoom ke barsa saawan, teri yaad ai, bheega main, lekin phir bhi teri yaad ai, kiyun na aey teri yaad? tune jo chhatri ab tak nahi lautai... lal diwar per choone se likha tha ghalib ne, lal diwar per choone se likha tha ghalib ne, yahan likhna mana hai heer kahe raanjhe se: o sun mere raanjhnaaa! jhoothe bartanon ko tum, ragarr ragarr kar maanjna! majnu ko laila ka sms nahi aya, majnu ne 2 din se khana nahi khaya, majnu marne wala hai laila ke pyar main, aur laila bethi hai sms free hone ke intazar main.

Related Documents

New Poem
November 2019 4
New York Poem
June 2020 5
New Year Burmese Poem
December 2019 8
My New Poem
April 2020 19
Poem
June 2020 14
Poem
October 2019 28