“Zinda rahe toh phir
milenge”. Magar aap se mil ke Ish dil ne mehasoos kiya hai ki, “Aapse milte rahe toh Zinda Rahenge”.
Tammana se nahi tanhai se darte hain, pyaar se nahi ruswaai se darte hain, milne ki to bahut chahat hai, par milne ke baad judaai se darte hain
Yaad aaye to aankhen band na karna, hum chale bhi jaaye to gum na karna. Yeh zaruri nahi ki har rishte ka koi naam ho, per dosti ka ehsaas kabhi dil se kam na karna.
Tere pyaar mein mere sanam, hum khud se mulaquat kar bhete Chalte chalte bas yunhi achanak, hum zindagi se mulaquat kar bhete
Kashish honi chaiye yaad karne ki, lamhe to apne aap mil jate hain. Waqt hona chaiye sath guzarne ke liye, bahane to apne aap ban jate hain..
Jagaya unhone aisa ki aaj tak so na sake, Rulaya unhone aisa ke sabke samne ro bhi na sake, Jaane kya baat thi unme, Jabse mana unhe apna tabse kisi ke ho na sake.
Her Kadam Pe Intihan Leti Hai Jindagi, Her Vakt Naye Sadame Deti Hai Jindagi, Hum Jingdagi Se Shikva Bhi Kaise Kare, Aap As Dost Bhi To Bhi To Deti Hai Jindagi.
Ek Pal Laga Muje Unse Nigahe Milane Me Kuch Pal Lage Nazar Unse Htane Me Har Pal Ati He Unki Yad Muje Kafi He Ye Dard Muje Pal Pal Mitane Me
Chand Alfaz pyar bhare aur kuch nahi, Shayad yahi thi unki chahat aur kuch nahi, jaan jayenge wo bhi mohhabat kya hai, Bas ek meri jaan jayegi aur kuch nahi
Jab Dekha Tere Aankhon Mein Maine Thum Sa Gaya Yeh Dil Mera.. Jab Chuma Labbo Ko Tera Khil Sa Gaya Yeh Dil Mera.. Jab Aaye Tum Meri Banho Main Mahek Sa Gaya Yeh Dil Mera.. Jab Aaya Waqt Juda Hone Ka Tum Se Udaas Ho Gaya Yeh Dil Mera.. Aab Ye Aalam Hai Utthi Hai Nazre Jaha Chehra Tumhara Hota Hai Waha Mujh Se Kehta Hai Yeh Dil Mera Le Chaal Wapas Mujhe Un Banhon Main