Jodha Akbar

  • November 2019
  • PDF

This document was uploaded by user and they confirmed that they have the permission to share it. If you are author or own the copyright of this book, please report to us by using this DMCA report form. Report DMCA


Overview

Download & View Jodha Akbar as PDF for free.

More details

  • Words: 1,520
  • Pages: 14
In Lamhon Ke Daaman Mein - Jodhaa Akbar (2008) Movie : Jodhaa Akbar Music Director: A R Rahman Director: Ashutosh Gowarikar Producer: Ashutosh Gowarikar, Ronnie Screwvalaeda Starring: Hrithik Roshan, Aishwarya Rai Singers: Sonu Nigam, Madhushree Lyrics: Javeed Akhtar

In Lamhon Ke Daaman Mein - Song Lyrics In lamhon ke daaman mein Pakiza se riste hain Koi kalma mohabat ka Dohrate farishte hain Khamosh si hai zameen hairaan sa falak hai Ek noor hi noor sa ab aasman talak hai

(Nagmein hi nagmein hai jagti soti fizaon mein Husn hai sari adaon mein Ishq hai jaise hawaon mein ) —2 Tanana dom ta dom tanana dom ta dom Tanana dom ta dom tanana dom ta dom Tanam tanam tanam tanana dom tom Tanana dom ta dom tanana dom ta dom Tanana dom ta dom tanana dom ta dom Tana dom tom tana dom tom tanana dom tom Dom tom tana nana dom tom tana dom Dom tom tana nana dom tom tana ohhoo Dom dom tom tana nana dom tom tana Dom tom tana nana dom tom tana nana Kaise yeh ishq hai Kaisa yeh khwab hai Kaise jazbaat ka umda salab hai (Kaise yeh ishq hai Kaisa yeh khwab hai Kaise jazbaat ka umda salab hai Din badle raatein badli, baathein badli Jeene ke aandaz hi badlein hai) —- chorus In lamhon ke daaman mein Pakiza se riste hain Koi kalma mohabat ka Dohrate farishte hain Female: Samay ne yeh kya kiya Badal di hai kaya Tumhe mene paa liye Mujhe tumne paya Mile dekho aise hai hum ke do sur ho jaise madham koi jyada na koi kaam Kise aag mein Ke prem aag mein Jalte dono hi the tan bhi hai maan bhi Maan bhi hai tan bhi Tan bhi hai maan bhi Maan bhi hai tan bhi

Male.. mmmhhmmm Mere khwaabon ke is gulistaan mein Tumse hi tum bahar chai hai Phoolon mein rang mere the lekin In mein khusboon tumhi se aaye hai [(Kyon hai yeh arzoo Kyon hai yeh zustzu Kyon dil bechain hai Kyon dil betaab hai ) —-2 Din badle raatein badli baatien badli Jeene ke andaaz hi badle hain ] —chorous In lamhon ke daaman mein Pakiza se riste hain Koi kalma mohabat ka Dohrate farishte hain Khamosh si hai zameen hairaan sa falak hai Ek noor hi noor sa ab aasman talak hai (Nagmein hi nagmein hai jagti soti fizaon mein Husn hai sari adaon mein Ishq hai jaise hawaon mein Ishq hai jaise hawaon mein…

Jashn-e-bahaara - Jodhaa Akbar (2008) Movie : Jodhaa Akbar Music Director: A R Rahman Director: Ashutosh Gowarikar Producer: Ashutosh Gowarikar, Ronnie Screwvalaeda Starring: Hrithik Roshan, Aishwarya Rai Singers: Javed Ali Lyrics: Javeed Akhtar

Jashn-e-bahara Song Lyrics Kehne ko Jashn-e-bahara hai Ishq yeh dekhke hairaan hai Kehne ko Jashn-e-bahara hai Ishq yeh dekhke hairaan hai Phool se khusboo khafa khafa hai gulshan mein Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein Sare sehmein nazare hain Soye soye vaqt ke dhare hain Aur dil mein koi khoye si baatein hain Ooooo hooooo… Kehne ko Jashn-e-bahara hai Ishq yeh dekhke hairaan hai Phool se khusboo khafa khafa hai gulshan mein Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein Kaise kahen kya hai sitam Sochte hai ab yeh hum Koi kaise kahen woh hai ya nahi humare

Karte to hai saath safar Faasle hain phir bhi magar Jaise milte nahi kisi dariya ke do kinare Pass hain phir bhi paas nahi Humko yeh gum raas nahi Seeshe ki ek diware hai jaise darmiya Sare sehmein nazare hain Soye soye vaqt ke dhare hain Aur dil mein koi khoye si baatein hain Oooo hoooo.. Kehne ko Jashn-e-bahara hai Ishq yeh dekhke hairaan hai Phool se khusboo khafa khafa hai gulshan mein Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein Hum ne jo tha nagma suna Dil ne tha usko chuna Yeh dastaan humein vaqt ne kaise sunai Hum jo agar hai gumgee Woh bhi udhar khush to nahi Mulakato mein hai jaise ghul si gai tanhai Milke bhi hum milte nahi Khilke bhi gul khilte nahi Aankhon mein hai baharein dil mein khiza Sare sehmein nazare hain Soye soye vaqt ke dhare hain Aur dil mein koi khoye si baatein hain oooo hoo Kehne ko Jashan-e-bahara hai Ishq yeh dekhke hairaan hai Phool se khusboo khafa khafa hai gulshan mein Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein

Azeem-O-Shaan Shahenshah - Jodhaa Akbar (2008) Movie : Jodhaa Akbar Music Director: A R Rahman Director: Ashutosh Gowarikar Producer: Ashutosh Gowarikar, Ronnie Screwvalaeda Starring: Hrithik Roshan, Aishwarya Rai Singers: Mohammad Aslam, Bony Chakravarty Lyrics: Javeed Akhtar

Azeem-O-Shaan Shahenshah Song Lyrics Azeem-O-Shaan Shahenshah (Azeem-O-Shaan Shahenshah Furwa rawa

Hamesha hamesha salamat rahe Tere ho kya bayain Tu shaan-e-hindustan Hindustan teri jaan Tu Jaan-e-Hindustan Marhaba hooo Marhaba Marhaba hoo Marhaba) —- (2) Dim tom tana nana dim tom tana na dim tom dim tom Drigida tom tana nana Drigida tom tana nana drigida tom drigida tom derana derana nana derana nana nana nana derana nom dera tom Jalaludin Akbar Sapne viran ma Har agan ma Prem hai tumhra Har Har maan ma Ta ra re ra ta re re ra ta re re ra ta ra re ra ta re re ra ta re re ra aaaa Daya jo tumhari Mahabali hai Desh ma sukh ki Pawan chali hai Chan chanan chanan chan Marhaba hooo Marhaba Marhaba hoo Marhaba Azeem-O-Shaan Shahenshah Marhaba Deta hai har dil yeh gawahi Dil wale hain Jil-e-elahi Jau Kahi bhi Niklon jidhar se Galiyon galiyon sona barsee Chan chanan chanan chan

Marhaba hooo Marhaba Marhaba hoo Marhaba Azeem-O-Shaan Shahenshah Tere mazhab hai jo mohabat Kitne dilon per teri hukumat Aaaa… Jitna kahen hum utna kam hai Tehzeebo ka tu sangam hai Chan chanan chanan chan Marhaba hooo Marhaba Marhaba hoo Marhaba Azeem-O-Shaan Shahenshah Azeem-O-Shaan Shahenshah Furwa rawa Hamesha hamesha salamat rahe Tere ho kya bayain Tu shaan-e-hindustan Hindustan teri jaan Tu Jaan-e-Hindustan Marhaba hooo Marhaba Marhaba hoo Marhaba Dim tom tana nana dim tom tana na dim tom dim tom derana derana nana derana nana nana nana derana nom dera tom Yahan bhi wahan bhi hai teri dhoom Jalaludin Akbar

Mann Mohana - Jodhaa Akbar (2008) Movie : Jodhaa Akbar Music Director: A R Rahman Director: Ashutosh Gowarikar Producer: Ashutosh Gowarikar, Ronnie Screwvalaeda Starring: Hrithik Roshan, Aishwarya Rai Singers: Bela Shende Lyrics: Javeed Akhtar

Mann Mohana - Song Lyrics Mann Mohana aaa mann mohanaaa Kanha sunona aaa Tum bin paun kaise chaina Tarsu tumhi ko din rain Chodke apne kashi mathura Chodke apne kashi mathura Aake basao more nain Tum bin paun kaise chain

Kanhaaa Tarsu tumhiko din rain Ek pal ujiraya aaye Ek pal andhiyara chaye Mann kyun na ghabraye Kaise na ghabraye Mann jo koi dhara ha Apni rahon mein paaye Kaun disha jaye Tum bin kaun samjhaye Tum bin kaun samjhaye Raas rachiyan brindavan ke gokul ke basi Radha tumhri daasi Darshan ko hai pyaasi Shaam shalone nand lala krishna banwari Tumri chab hai nyari Mein to hoon tan man hari Mein to hoon tan man hari Mann mohanaaaa mann mohanaaaa Mann mohanaaaa mann mohanaaaaa Kanha sunona aaa Tum bin paun kaise chain Tarsu tumhiko din rain Jeevan ek nadiya hai lehron lehron behti jaye Ismein mann ki naiyaa doobe kabhi tar jaye Tum na Khewaiya ho to koi tat kaise paaye Majdhaare rehlaye Toh tumri saran aaye Haan tumri saran aaye Mein hoon tumhari hai tumhara yeh mere jeevan Tumko hi dekhon mein Dekhun koi darpan Bansi ban jaungi in hooton ki ho jangui In sapno se jalthal Hai mera maan angan Hain mera mmmm…

Khwaja Mere Khwaja - Jodhaa Akbar (2008) Movie : Jodhaa Akbar Music Director: A R Rahman Director: Ashutosh Gowarikar Producer: Ashutosh Gowarikar, Ronnie Screwvalaeda Starring: Hrithik Roshan, Aishwarya Rai Singers: A.R.Rahman Lyrics: Javeed Akhtar

Khwaja Mere Khwaja Song Lyrics Khwaja ji iiii…. khwaja Khwaja jiiiii, khwaja jiiiiii , khwaja jiii Ya garib nawaz Ya garib nawaz Ya garib nawaz Ya moinuddin Ya moinuddin

Ya khwaja ji Ya khwaja ji Ya khwaja ji —- (4) Khwaja mere khwaja Dil mein sama ja Shaho ka shah tu Ali ka dulara Khwaja mere khwaja Dil mein sama ja Shaho ka shah tu Ali ka dulara Khwaja mere khwaja Dil mein sama ja — (2) Beqaso ki taqdeer Tune hai sawari —- (2) Khwaja mere khwaja aaa… Tere darbar mein khwaja Door toh hai dekha aaaa… Tere darbar mein khwaja Sar jhuka te hai auliya Tu hai unalwali khwaja Rutba hai pyara Chahne se tujhko khwaja ji mustafa ko paya Khwaja mere khwaja Dil mein sama ja Shaho ka shah tu Ali ka dulara Mere peer ka sadka Mere peer ka sadka aaaaa….. Hai mere peer ka sadka Tera daman hai thama

Khawajajiii Tali har bala humari Chaya hai khumar tera Jitna bhi rashk kare beshak Toh kam hai ae mere khwaja Tere kadmo ko mere rehnuma nahi chodna gawara Khwaja mere khwaja Dil mein sama ja Shaho ka shah tu Ali ka dulara Khwaja mere khwaja Dil mein sama ja Shaho ka shah tu Ali ka dulara Khwaja mere khwaja Dil mein sama ja Beqaso ki taqdeer Tune hai sawari Khwaja ji khwaja ji….

Related Documents

Jodha Akbar
November 2019 21
Akbar Priambodo.docx
June 2020 13
Kenyataan Akbar
June 2020 16
Tabib Akbar
July 2020 11
Allahu Akbar
November 2019 23
Allahu Akbar
June 2020 14