Iqra Sms

  • May 2020
  • PDF

This document was uploaded by user and they confirmed that they have the permission to share it. If you are author or own the copyright of this book, please report to us by using this DMCA report form. Report DMCA


Overview

Download & View Iqra Sms as PDF for free.

More details

  • Words: 1,867
  • Pages: 7
Lehar aati hai kinare se palat jati hai yaad aati hai dil mein bas jati hai dono mein farak itna hi hai lehar bevaqt aati hai aur yaad har vaqt aati hai zindagi mohtaj nahi manzilon ki, waqt har manzil dikha deta hai, kon marta hai kisi k liye, waqt sab ko jeena sikha deta hai Koi aankhon aankhon se baat kar leta hai Koi aankhon aankhon mein mulakaat kar leta hai Bada Mushkil hota hai tab Jawab denA Jab koi KhamosH rehkar Sawaal kar leta hai Koi mila hue chand ki chandni bankar. to koi mila pariyoki kahani ban kar. par jis kisi ko palkoan me basaya hume vo nikal gya ankh se pani bankar. koi koi hum jis

kehta ha dosti pyar ha kehta ha dosti zindgi ha kehtay hain dosti dosti ha se berh k na pyar ha na zindgi ha

Sab ne kaha dosti ek dard hai main ne kaha dard kabool hai sab ne kaha iss dard ke saath jee nai paoge main ne kaha teri dosti k saath marna kabool hai Kash such ye mera sapna ho jaye, Jaan se bhi pyara dost apna ho jaye, Khuda hamari dosti sada salamat rakhay, Warna Lafz-e-Dosti he Fana ho jaye Duaon ki bheer main ik dua hamari ho gi, jisme main mangi hum ne her khushi tumhari ho gi, jub bhi koi khushi mile tum ko, samjna dua jo kabool hui hamari ho gi ............................................................................. Mere bas main ho to main Lehron ko itna Haq bhi na doon... Likhon Naam kinaray pe tera aur ussay chhonay tak na don. Us dil se "pyar" karo jo tumhy dard dai Per us dil ko kabhi "dard" na do jo tumhy "Pyar" kry Kyu k "tum" dunya k lye koi "ek" ho Per ksi "ek" k liye "sari" dunya ho...

.+""-., ,.-""+., # Missing # * , you ,* "-.,*,.-" NA JANEE KEON DIL MAN UTER JATY HAIN WOH LOG JIN SE KBHI KISMAT K SITARE NHIN MILTEY haath aur aankh ki kia khoob dosti hay ... jab haath zakhmi hota hay to aankh roti hay aur jab aankh roti hay to haath aansoo poonchta hay... Saath rehte rehte yuhi waqt guzar jayega, dur hone k bad kon kise yad aiga, jeelo ye pal jab hum sath hai, kal ka kya pata waqt kahan le jayega Ishq dariya hai jiska sahil nahi hota, Har dil mohabbat ke kabil nahi hota... Rota woh bhi hai jo duba hai ishq-e-dariya me, Aur rota woh bhi hai jise ishq hasil nahi hota..... Zindagi ki kitab mein pyar ke armaan na likh sake, Us kitab par dosti ke peygam na likh sake, Kismat ke tufan me yun mit gaye k, Apni zindagi ke palon ki dastaan na likh sake. Dost to ek jhoka hai hawa ka, Dost to ek naam hai wafa ka, Auron ke liye kuch bhi ho chahe, Humare liye to dost ek haseen tofa hai khuda ka�. .................................................................................. ..... HAMARI TARRAP TO KUCH B NAHE FARAZ SUUNA HA US K DEEDAR KO AAINEY TARRASTY HAN wo jo kahta tha na ji sakain ga hum 1 pal tara bin wo aj bi zinda ha yeh lafz kisi or ko kahna k lia zindagi ek mout hai per koi mout sa nahi mout bhi ek zindagi h per koi zindagi sa nahi Na chaho Kisi ko itna K, Chahat tumhari majburi banjae. Chaho kesi ko utna k, Tumaha pyar Us ke liye Zarurat ban jaye Mein Ne "EHSAS" K Dhagey Mein Proya Hai Tujhe '''FARAZ''' Toot Agar Mein Gaya, To Bikhar Tu Bhi Jaega.......... Ronay de aaj hum ko aankhen sujanay de, Banhon main le le aur khud ko bheeg jany de,

Hai jo seenay main qaid darya woh chot jayega, Hai itna dard k tera daaman bheeg jayega. Dard ki dewar per faryad kia karte hain, Har rat tanhai ko abad kia karte hain, Ae Khuda unhen zarur khush rakhna, Jinhe hum her lamha yad kia kerte hain.. Badla wafa ka dengay is sadgi se hum, Tum hm se rooth jao, aur zindagi se hum. Kehte Hain K Jab koi Kisi Ko Bohat Yaad Kerta Hai Tou Ek Taara Toot K Girta Hai . . . Ek Din Aap Ki Waja Se Sara Aasman Khali Ho Jayega . . . Aur Ilzaam Humare Sir Aayega . . teri ulfat sy mujhy inkar nahi kon kehta hy mujhy tumsy pyar nahi tumsy wada hy dosti nibhany ka per mujhy apni sanso pe etibar nahi Karoge yaad 1 din tum dosti ke zamane ko, Chale jaayeinge jis din hum kabhi na wapis aane ko, Cherdega mehfil me zikar humara koi, To chale jaoge tum akele me aansu bahane ko!!! .................................................................................. .............. Na jaane ku har shaam itni udaas si ho gayi, Bahaar mein bhi meri zindagi veeran si ho gayi, Jis pal se Humne jeene ki khwaish chod di, Na jaane kyu tab se Maut bhi mujhse kuch naaraz si ho gayi... Zindagi bhi gumgeen hai meri, Dil bhi udaas hai, Dekhna hai maut aati hai pehle ya wo log, Mujeh dono ka intezaar hai... hamare dil ke dard ko hamare apne na samaj paye to hamay samjhnay wo aaye jise ham kabhi na samaj paye.. .................................................................................. ................ Bare Ajeeb Hain Ye Zindagi Ke Raaste, Aanjan Moor Per Kuch Log Dost Ban Jaate Hain. Milne Ki Khushi Dain Na Dain, Bicher Jane Ka Ghum De Jaate Hain. Jo nazar se guzar jaya karte hain, Woh sitary aksar tot jaya karte hain.. Kuch log dard ko bayan nahi karte,

Bus chup chap bikhar jaya karte hain Apnon ne maara hai humko Gairon mein kahan tha dum Kashti bhi apni to doobi Paani jahan tha kam Akele To Hum Pehle Bhi Jee Rahe The, Kyu Tanha-Se Ho Gaye Hai un logo k Jane Ke Baad�.~~~ ................................................................. Apne halaat ka khud ehsaas nahi hai mujhko Maine auro se suna hai ke pareshaa hu main Rishto ne har qadam pe imtehaan liya, tanhai ne har mod pe dhokha diya. Zindagi se phir b shikayat nhi Kyunki, Zindagi ne �Aap� jaisa dost bhi to diya Palko pe aake rukjate hai ye aansu, Tanha pakar beh jate hai aansu, Dil to bahut karta hai gum batlaun aap se, Par aap ko hasta dekh shukh jate hai ye aansu Saleeka ho agar bheegi hoi AANKHON ko parrhney ka''..... To phir Behty huye AANSU bhi akser BAAT krtey hain"... Kitnay gharor main hain wo mujhy tanha chor k faraz unhen malom nhe mery aansu mujhy tanha honay nhe dety kon kehta hy k aadmi apni kismat khud likhta hy... agar yeh sach hy tu kismat mein dard kon likta hy...? Wo apne faidey ki khatir phir aa mile thay hum se. Hum nadan samjhay k h�mari duaon main asar h�i. Zindgi me Rah kaisi bi ho Gujar jayenge, Ek din hum b chupke se mar jayenge, Aaj rehte h dosto k dil me yad ban k, Kal aansu ban k ankho se beha jayenge........ Meri mayt ko jab uthane ki Har ankh se Ansu ki barsat Aap muskra kr 1 phool rakh Jate Jate apki koi nishani

baat hoge hogi dena meri Hatheli p, to sath hogi.

Meri Khushi k lamhe Mukhtasir hain is kadar Faraz...... Guzar jate hain Mere Muskurane Se pehle...... Kbhi ye dekhna chaho k tm kitny"amir"ho to apni dolt ko mt ginna, apni aankhon se"chnd aanso"girana or dekhna k kitny "hath"in ko smatny k liye aagy brhty hain Zindagi Se Koi Cheez Udhaar Na Leingy "FrAzz"!

Kafan Bhi Leingy To Zindagi Apni Deingy. Samne Ho Manzil to rasta na morna, jo dil me ho woh khwab na torna, har kadam pr milegi kamyabi tumhe, bus sitare ko choone k liye Zameen Na Chorna..! Dil bnane wale ne dil kaanch ka bnaya hota, Torne wale k haath pe zakhm to aaya hota, Jab b dekhte apne hath ko wo, Unhen hmara khayal to aaya hota ............................................................... G|�����\ |��| U| |\ \_| I G H T D|__| \____| HvE NiCe slEepY NiTE Sweet Dreamz ...................................................................... Apne dil ki sun afwahon se kaam na le, mujhe yaad rakh beshak naam na le, tera veham hay k hum bhool gaye tujhe, meri koi aisi saans nahi jo tera naam na le,

Umeed bn k log zindagi me aate hai Khwab ban k ankhon me sama jaty hai Pahle yaqeen dilaate hain k woh hamare hai Phir na jane kyun tanha chor jate hai Kitna suroor raat ki tanhaiyon me tha, chup tha chand jese ruswaiyon me tha, log jaag rahe the apni ibadat k liye or dil tumhari yad ki gehraiyon me tha ........................................................ Usay jo yaad rakha hai yahi apni ebadat hai Ebadat karne walon ki ebadat kab badalti hai Jo dil main naqsh ho jaye nigahon mein simat aaye Elamat hai ye chahat ki to chahat kab badalti hai Usi ko chahtay hain hum Usi se pyar karte hain Yahi barson se aadat hai aur aadat kab badalti hai

Dil Se Roye Magar Honton SE Muskra Bethy Yunhi Ham Kisi Se Wafa Nibha Bethy Wo Hamein Ik Lamha Na De Paye Jin k Liye Ham zindagi qurban kar bhethey

Gunaah karke saza se darte hain, Zeher pi ke dawa se darte hain, Dushmano ke sitam ka khauff nahi, Hum to apno ke rooth jaane se darte hain. ......................................................... Ankho Se Kyu Aansu Chhalak Jate He Tanhaiyo Me Hi Kyo Gum Yad Ate He Ansu Ponchh K Koi Ye Bata De Hume Rulane Wale Hi Aksar Q Yad Aate He.

Kabi Kabi To Ro Parti Hain Yunhi Ankhen Udas Hone Ka Koi Sabab Nahi Hota Main Apne DiL Ko Ye Baat Kese Smjhaun K Kisi Ko Chahne Se Koi Apna Nhi Hota.. Na to yaado ko yaad rakhte hain.. Na hi sapno ko saath rakhte hain� Hum to bus unko yaad rakhte hain.. Jo hame dil ke paas rakhte hai.. Har yad hoti nahi seene se lagane k liye, har ansu hota nahi ankho se bahane k liye. Wo log mjhe milay thay aik lamhe k liye, Ek Umar chahiye ab usko bhulane k liye kitni parwaah karte hian hum aapki kaash aap ko ye ehsaas ho jaaye aisa na ho aap tab hosh mai aayen jab hum hamesha k liye khamosh ho jayen Dil Par Patthar Rakhna Sikho Apna Dukh Logon Se Chupana Sikho Dard-E-Dil Humhe b He Magar Humhari Tarah Dard Me Muskrana Sikho. ....................................................... Apan hissa shumar karta tha, Mujhse itna woh pyar kerta tha, Woh banata tha meri tasveerain, Unse bataen hazaar karta tha, Mera dukh bhi khuloos-e-niyat se, Apna dukh he shumar karta tha, Such samajhta tha jhoot bhi mera, Yun mera aitbaar karta tha, Pehle rakhta tha phool rastay main, Phir mera intazaar karta tha, Aaj pehlu main woh nahi Faraz!

Jo mujh pe jaan nisaar karta tha.

Na Khawabon Main Dekha, Na Nazaron Main Dekha, Hazaron Main Hum Nay Ek Tum Hi Ko Dekha, Ghum Denay Walay To Har Pal Hai Yahan, Har Pal Khushi Denay Walon Main, Ek Aap Ko Hi Dekha.

AHSAS KE DAMAN ME AANSHU GIRA KAR DEKHO.. DOSTI KITNI SACHCHI HAI AZMA KAR DEKHO... AAP KO BHOOL KAR KEYA HOGI DIL KI HAALAT.. KISI AAYEENE PE PATHTHAR GIRA KAR DEKHO.. HER LAFZ KITABO ME TERA AXS LIYE HAI, EK PHOOL SA CHEHRA MUJHE PADHNE NAHI DETA.

Related Documents

Iqra Sms
May 2020 3
Iqra
October 2019 30
Iqra-hijaiyah
May 2020 1
Iqra(jamil)
December 2019 22
096 Iqra
November 2019 14
Iqra-aliflam
May 2020 3