Main to ashfata sahar tha pehly bhi Dostoon k hathe main pathar tha pahly bhi Chand lamhain kar li hum se dil lagi warna Jafaoun pe amada sitamgar tha pahly bhi Nakhuda choor gaya bhanwar main to kiya huwa sahil to freeb nazar tha pahly bhi Yeh aur baat aaa gaye chand lamhe nishat k Tuj pe takiya to aye chasham tar tha pahly bhi Daman jhatak liya kisi ne to kiya gilah Main to gard rahguzar tha pahly bhi Ziya dekh bhul gaya raftar apni Andhera to apna humsafar tha pahly bhi Abhi kirchiyaan jama bhi na huyen k phir tuut geya hayee is baat ka dar tha pahly bhi...