Chalar Saathi1

  • November 2019
  • PDF

This document was uploaded by user and they confirmed that they have the permission to share it. If you are author or own the copyright of this book, please report to us by using this DMCA report form. Report DMCA


Overview

Download & View Chalar Saathi1 as PDF for free.

More details

  • Words: 2,654
  • Pages: 8
Sri Sri Thakur Anukulchandra: Chalaar Saathi

SEARCH BLOG

FLAG BLOG

Page 1 of 8

Next Blog»

Create Blog | Sign In

Sri Sri Thakur Anukulchandra He is known as Fulfiller the Best in whom all knots of our lives dissolve and we attain real bliss.

The Supreme Soul

Tuesday, January 9, 2007

Chalaar Saathi "A Companion To The Being & Becoming of Life" --- SRI SRI THAKUR ANUKULCHANDRA

03 YASHASWITA MEIN SEVA Tun Manushya Ke Aisa Nitya Prayojaniya Bankar Khade Ho-O-Jisme Tumhari Seva SeTumhara PariparswikYathaasaadhya Prayojan Ki Poorti KarkeJ eevan, Yash Aur Vridhi Ko Aalingan Kar Sake;-Aur, Aisa Karke Hi Tum Har Ek Ke Hriday Mein Vyapt Ho Jaa-O Aur Ye Sab Tumhare Charitra Mein Parinat Ho,-DekhogeYash Tumhe Kramagat Jaygan Se Yashaswi Bana Dega Sandeh Nahi! Param Premmay Sri Sri Thakur Anukulchandra

Saadhana

▼ 2007 (26)

▼ January (11) About Sri Sri Thakur Anukulchandra His Messages His Discourses His Literature Three Tenets Satyanusaran Magna Dicta Chalaar Saathi Satsang Vihar List FAQ SATSANG

03 SERVICE IN FAME Try to be such an indispensable part of man so that your environment by your active service be exalted with vigourous life, growth and fame by fulfilling their dire necessities, and, in this way be endowed with unblemished character by expanding yourself amidst each and every individual, thus be blessed with fame and glory! 04 PRAKRITI KA DHIKKAAR Prakriti Unhe Hi Dhikkarati HaiJo Pratyaksh Ki AwagyaYa Aswikar KarParoksh Ka Aalingan Karte Hain; -Aur, Paroksh Jiske Pratyaksh KoRanjit Aur Laanchhit Karta Hai -Wahi Dhokhe Ka Adhikaari Hota Hai ! 04 NATURE'S ABHORRENCE Nature abhors those who insult and colour the perceptible, which are before their senses, on the testimony of indirect knowledge ! 05 DUKH KI CHINTA

► February (1) ► March (1) ► April (1) ► May (6) ► August (3)

Dukh Ki Chinta Mein Vivrat Na Raho -Dukh Ka Bhav Kisi Ko Bhi Aanandit Nahi Kar Sakata; -Pratyut Manushya Ko Kaise Sukhi Bana SakogeKaisa Vyavhaar Paane Par Manushya Aanand Paata Hai -Aur Wh Kaise Kiya Ja Sake Ityadi Chinta Karo,Aur Karya Mein Lag Jaa-O ; Swayng Bhi Sukhi Hoge Aur Doosare Ko Bhi Waisa Bana Sakoge !

► September (1) ► December (2)

06 LOVE AND WISDOM

► 2008 (5)

http://srisrithakur.blogspot.com/2007/01/chalaar-saathi.html

3/15/2008

Sri Sri Thakur Anukulchandra: Chalaar Saathi

Pradhan Acharya

Page 2 of 8

Intelligence and wide-outlook cometh from mental cleanliness and love alone, but ignorance and dejection are the outcome of conflict, disbelief and disinterestedness! 07 JEALOUSY Do not hesitate to give up Jealousy, if you want to be endangered in wrong path by making yourself ugly ! 08 LOVE AND ACTIVITY Activity cometh from love, firmness and cheerfulness, and, drowsiness, inactivity, misery and unrest are the outcome of detachment!

Sri Sri Dada

Satsang Related Web Links Hyderabad Satsang Vihar Radha Soami Gurus Satsang's official web site Sri Sri Thakur Anukulchandra Satsang, USA Sri Sri Thakur Yahoo Group Thakur Anukulchandra at wikipedia

About Me

09 LIBERAL OUTLOOK AND NARROW OUTLOOK A man of wider outlook can discern a golden opportunity of prosperity and jolliness amidst dangers, difficulties, sorrows and sufferings. Whereas a man of narrower outlook will furnish impossibility and unsuccess among all good things, it is an unprecedented uncured trouble of ill-fate! 10 FINDING FAULT To be prosperous try for ever to get rid of the habit of finding faults with others, find out the good qualities which are present in man, think of it, speak of it, and discuss about it. Try to be careful, so that one's fault may not cause injury to you. THE WAY OF PERFECTION To think "I cannot do it", or to have doubts about being able, actually creates the inability; banish the "no" or the doubt from being able, be persistent and try, and success is right in front of you! INSPIRATION FOR EFFICIENT WORK

Vitthal Sawant Dombivli E, Maharashtra, India C/015, Shri Anupam Society, Jijai Nagar, Gograswadi, Namdeo Path. Tel No.: 9322657986, 02512424808 Email.: [email protected] Web: http://sawant.8k.com

The more quickly and naturallyone feels inspired, the more spontaneous and unstoppableis one's efficiency in work. HAPPINESS What enlivens, elevates, and delights your being and makes everyone elated as it spreads into the environment -if anything is to be called happiness,it is this.

View my complete profile

POVERTY THROUGH IDLENESS

Satsang News satsang anukulchandra thakur Bollywood's spiritual bent NDTV.com, India The stars, who indulged in deep meditation and enjoyed the melodious satsang sessions with

Idleness, "I cannot", "It cannot be", "It can't be done",- be careful and alert about all such thoughts and conduct, for they easily infect the progeny, and the environment becomes contaminated by them; as a result family, society and country become ignorant, stupefied and depressed, and thus are utterly ruined in terrible poverty.

http://srisrithakur.blogspot.com/2007/01/chalaar-saathi.html

3/15/2008

Sri Sri Thakur Anukulchandra: Chalaar Saathi

Sri Sri Ravishankar, agreed that it was a complete contrast from ... Free artificial limb camp organised at Sector-26 Satsang Bhavan Chandigarh Newsline, India Chandigarh, February 17 A Large number of physically challenged from Chandigarh and its outskirts flocked to Satsang Bhavan, Sector 26 to benefit from a ... Sri Sri teaches Art of Living in Mumbai Sahara Samay, India Mumbai, Mar 10: All and sundry attended the Maha Satsang addressed by the Spiritual Guru His Holiness Sri Sri Ravi Shankar at KJ Somaiya Grounds in Sion ... Raceway Park opposes meditation center New Brunswick Home News Tribune, USA Michael Napp, owner and president of Raceway Park, said he will fight to the very last minute to stop a proposal to build a Dayalbagh Radhaswami Satsang ...

Page 3 of 8

SPOILING WORK BY PROCRASTINATION Procrastination is the friend of idleness, the guide to the spoiling of work; so bid farewell to procrastination by doing what is to be done immediately; efficiency and success will be your servants. 14 CHARITRA NIRNAY Tumhara Chalan Aur Wachan Hi Kah Deta Hai-Tum Kaise Manushya Ho, Kya Chaahate Ho-Aur Kyaa Paa Sakate Ho! 14 DISCERNING OF CHARACTER Talk, thought, dealings and activities of a man declare, redeem and indicate what he really is and, what he can get ! 15 BOON OF SUCCESS Doing, adhering, watching and ascertaining, these factors establish comprehension, knowledge, competency and success! 16 ROYAL INSIGNIA OF SUCCESS Surrender to thy Ideal continue to move on with faithfulness, gratitude and efficiency by smashing and tackling the problems that come forth as obstacles; know it for certain that you will be crowned with success! 30 SANDEH ME SANKOCH Sandeh Jahan Sahaaj Hai, Sankoch Wahaa Swaabhaavik Hai!

powered by

३४ िनिा चेतन रहना भगवान का आिशरवाद है और यह चेतना ही है िजवन तुम वयथॅ मे िनिा को साध कर न लाओ उतना िह सोओ िजसके फलसव&प और भी उददीपत हो उठ सको 74 DAIV AUR PURUSHHKAAR Sahaj Vaishishhtyasambhoot Sanskaar -Jisey Lekar Manushhy Janmgrahan Karataa Hai, Aur, Jiske Phalswroop Paaripaarshwik Usey Jis Prakaar Se Grahan Karataa Hai- Wahi Hai Daiv ;-Aur, Purushhkaar Hai Wh Vaishishhtynihit Kshamataa -Jo Manushhy Ko Prakrit Banaakar Prakriti Aur Paaripaarshwik MeParichaalanaa Karti Hai ! 75 AADHYAATMIKTAA Astitv Me Grathit Hokar Yaa Astitv Par Adhikaar Karke Jo Bhaav Uskey Dwaaraa Anupraanit Aur Niyantrit Hokar Chintaa, Chalan Aur Karm Me Pratiphalit Hotaa Hai Wahi Hai Wastutah Aadhyaatmiktaa!

http://srisrithakur.blogspot.com/2007/01/chalaar-saathi.html

3/15/2008

Sri Sri Thakur Anukulchandra: Chalaar Saathi

Page 4 of 8

78 YOG Kisi Me Yukt Yaa Aasakt Hone Ko Hi Us Vishhay Me Yog Kahaa Jaataa Hai ;-Isiliye, Vishhayaanukram Se Hi Yog Ki Bhi Awasthaa Aur Parinaam Nirbhar Kartaa Hai ! 79 YOG AUR SANNYAAS Jinke Samast Sankalp Kuchh Yaa Kisi Me Nyast Huye Hain Arthaat Samast Sankalp Karm Ko Niyantrit Karke, Kuchh Yaa Kishi Ke Bhi Jeevan Aur Vardhan Ko Uchchhal Kar Dete Hain Wey Hi Hain Sannyaasi ! 82 BHAGWAAN VAASTWIKTAA ME Anjaan Kalpana Se Tum Apne Bhagwaan Ko Murt Karne Ki Cheshhtaa Nahi Karo, -Vyarth-taa Me Chira-wasann Hone Kaa Path Mat Banaao ! Jahaan Tumhaari Sabhi Yaa Adhikaansh Vritiyan Saarthak Hoti Hain Wahaan Apne Prayojan, Preeti Bhakti Aur Prem Ko Niyojit Karo, Tumhaare Bhagwaan Wahin Tumhaare Bodh Me Prakrit Hokar Prakat Honge, -Jaisey, Shree Krishn Me Arjun Ke Bhagwaan!-Bh-y Nahi,Bhranti Tumhe Vipathgaami Nahi Banaa Sakegi ! 99 SANDHYAA AUR PRARTHANAA Sandhyaa Aur Praarthanaa Se Virat Nahi Hona, Aur, Ishey Bhaavmadhur Kar Bodh Sahit Aakul Sumbeg Me Jitnaa Hi Kar Sakoge, Utanaa Hi Tumhaare Man Ko Uddipt W Pavitra Kar, Swaasthya Aur Charitra Ko Unnat Karegi;-Phalswarup Sewaa, Aishwairy – Vyavhaar Aur Karm-patuta Se Anushhikt Ho Tumhe Abhinandit Karengi –Sandeh Nahin! 100 JAHA DHARM WAHA ARTH, KAAM AUR MOKSH Tum Dharm Ko Jabhi Waastwik Rup Se, Sewaa Lekar Aalingan Karoge Jeevan, Arth, Kaam, MokshTumhaari Sewaa Karenge Hi ;-Aur, Jabhi Inki Sewaa Me Anurakt Ho Tum Inke Prati Aanat Hoge, -Nishchay Jaano Ye Tumhe Patak Kar Iss Prakaar Palaayan Karenge –Ki Punah Utthaan Sakti Ko Aamantrit KaranaaTumhaare Liye Nitant Hi Parishram-saadhy Hoga; Tum Inhe Lekar Apne Ko Paaripaarshwik Ki Sewaa Me Niyojit Karo –Shreyolaabh Karoge ! 101 PAARIPARSHWIK KI PRACHURTA ME AATMPRACHURTAA Jeevan Kaa Pradhaan Lakshan Hi Hai Chetnaa, Aur, Yah Chetanaa Sphurit Hoti Hai Paaripaarshwik Jeevan Ke Sanghaat Se, - Aur, Usase Hi Hotaa Hai Vritisanhat Man Ka Utsaran ;-Punah, Yah Man Hi Anukul Aur Pratikool Ko Vivechanaa Karke Manushya Ki Parichaalanaa Kartaa Hai ; -Isliye, Tum Yadi Apni Unnati Ki, Mann Ki, Jeevan Ki Sachmuch Hi Kaamanaa Karte Ho –To Uske Liye Apne Paaripaarshwik Ko Apni Sevaa Se Aisaa Kar Do Jisase Wey Susth O Sabal Ho kar Jeevan Aur Aanand Me Prachur Ho Uthey ! €

http://srisrithakur.blogspot.com/2007/01/chalaar-saathi.html

3/15/2008

Sri Sri Thakur Anukulchandra: Chalaar Saathi

Page 5 of 8

102 NITYAKARM ME PAARIPARSHWIK Nityakarm Ki Bhaanti Apne Paariparshwik KoVyashhti O Samashhti Hisaab SeChintaa, Aalaap O Aalochanaa SahitPratidin Hi Dekhoge – Aur, Har Roj Hi Unkaa Prayojan Puran Kar SakoAisaa Kuchh,Yathaasambhav Karna ; -Dekhoge,Lakshmi Achala Ho Rahenge !

104 SAADHU Jo Siddhi Ke Kaushal Ko Charitragat Kar Us Bhaav Me Jeevan Ko Niyantrit Karte Hain Unhi Ko Prakrit Rup Se Saadhu Kaha Jaataa Hai ! 109 ISTAPRAANTAA ME NIRBHARTA KA ABHI-VAADAN Tumhaaraa Jo Kuchh Hai Sabhi Jab Tumhaare Issht, Aadarsh Yaa Guru Me Saarthak Hone Ki Unmaadanaa Se Aapraan Ho Uthenge, Tabhi Nirbhartaa Tumhe Abhi-vaadan Karegi ! 110 AADARSHPRAANTAA ME SHAANTI Tumhaaraa Jo Kuchh Hai Jab Sabhi Abalambit Honge Tumhaare Aadarsh Ke Upar, Tabhi Shaanti Ninad Hokar Tumhe Dhaaran Karke Rakhegi ! 111 AADARSH ROOP ME BAHU Anny Ke Aadarsh Ki Awagyaa Kar Apne Aadarsh Ki Pratishhthaa Karne Mat Jaao, Pratyut Swikaar Karke Sammaan Sahit Apne Aadarsh Se Mail Pratipaadan Karo, Dekhoge, Sabhi Tumhare Apne Bante Jaa Rahe Hai ! 112 YAAJAN ME RIKT-SANSHAYATAA AUR BHAKTI KA PLAAWAN Tumhaara Prem, Bhakti Yaa PranayPremaspad Ke Bhaav MePraachury HokarYadi Yaajan Me Mukhar Nahi Huaa,To Samjhoge, KahinKishi Kinaare MeSanshay Sar ChhupaakarChor Ki TarahJhaanki Maar Raha Hai ;-Saawdhaan Ho Jaao, -Anusandhaan KarkeSanshay Mitaa Lo, Tumhaari Bhakti Ke Plaawan SePaaripaarshwik Nishchit Plaawit Hoga Hi ! 113 PREM KI PRAKRITI Prakrit Prem Ka Ek Aur Charitragat Lakshan Yah Hai –Priy Ka Doshh Dushht, Dukhit Aur Virakt Karke Kabhi Anuraag Ki Khamiyaan Paida Nahi Kar Sakta ! 116 SANDEH ME SANKOCH Sandeh Jahan Sahaasya Hai, Sankoch Wahaa Swaabhaavik Hai ! 117 AADARSHPRAANTAA ME VIRY Aadarsh Me Tumhaara Praan Jitnaa Hi Aapraan Hogaa, Viry, Saahas

http://srisrithakur.blogspot.com/2007/01/chalaar-saathi.html

3/15/2008

Sri Sri Thakur Anukulchandra: Chalaar Saathi

Page 6 of 8

Aur Viratw Utnaa Hi Tumhe Abhinandit Karenge! 130 MANUSHHY KE JEEVAN KAA SAMRAAT Chhot Yaa Neech Tumhaare Nikat AakarJisase Kisi Tarah Samajh Na SakenKi Wh Yaa WeyChhot Yaa Neech Hain ;-Pratyut Tumhaare Saahchary Aur Sahayya SeJisase Wey Dekh Saken KiSaamane Hi Vistrit Rajpath Hai –Jise Dharkar Chalane ParManushhy Anaayaash Bada Aur PraveenHo Sakataa Hai ; Aur, Yah Tumhaara Swabhaavsiddh Ho. – Dekhoge,Manushhy Ke Jeevan Me Tum Samraat Bankar Rahoge ! 153 SHIKSHA ME VAISHISHHTY Manushhy Ke Vaishishhty Sabhi Samvardit, Unnat Aur Paripushht Ho Aisi Shikshaa Hi Jeevan Ke Hit Me A-pratihat Bhaav Se Prayojniya Hai ;Isliye Shikshaa Ki Dhaara Bhi Aisi Honi Chaahiye Jisme Manushhy Vaishishhty Me Vardhansheel Hokar Unnatipravan Aur A-vyaahat Ho ;Wahi Shikshaa Hi Jeevan Aur Samaaj Ko Samvridh Karke Amrit Ka Yaatri Banaa De Sakti Hai ! 156 BODH-HEEN SHIKSHA Shikshaa Ka Uddeshy Hi Hai Doosare Ke Jaanane Yaa Darshan Ko Apne Bodh Me Aayat Kar Anubhav Karanaa ;- Yh Anubhav Jahaa Jitna Prakrishht Aur Taro-taaja Hai Gyaan Bhi Wahaa Waisaa Hai ;-Yadi Shikshaa Tumhaare Bodh Me Nahi Aayii To Tum Smriti Ke Bail Ke Siwaa Aur Kyaa Ho ? 157 AADARSHAANUG SHIKSHA ME CHARITRAANURANJAN Irrshhyaa, Aakrosh Yaa Heen Bhaav Se Uddipt Jo Sikshaa Hai Wah Jeevan Aur Charitra Ko Kam Hi Sparsh Kar Sakati Hai –Yadyapi Avinyast Aur Abaadhy Sangrihit Aishwary Me Adhirudd Ho Sakati Hai; Kintu Ishht, Aadarsh Yaa Premaspad Me Bhakti Aur Prem Ki Uchchhlataa Aur Prayojan Se Jo Sikshaa Aarambh Hoti Hai Wh Wastutah Jeevan O Charitra Ko Aakraman Karke Vanshaanukramiktaa (heredity) Ko Hi Ranjit Karti Hai ! 158 VYAWAHAARIK SHIKSHA Yadi Vastutah Shikshit Honaa Chaahate To Vyawahaarik Karm Ko Awlamban Karo, Aur Us Karm Ke Bal Par Up-patti (theory) Kaa Anudhaawan Karo , - Dekhoge Ki Gyaani Bev-kooph Bananaa Nahi Padega ! 159 GYAANAARJAN ME BHAKTI Aur, Gyaan Kaa Arjan Desh, Kaal, Paatr Aur Dhaatu Bhed Se Naanaa Awasthaa Me Naanaa Tarah Se Ho Sakataa Hai, -Kintu Bhakti Sab Awasthaa Me, Sabake Andar, Rahani Hi Chaahiye ! 161 UD-BHAAWAN

http://srisrithakur.blogspot.com/2007/01/chalaar-saathi.html

3/15/2008

Sri Sri Thakur Anukulchandra: Chalaar Saathi

Page 7 of 8

Tum Jis Sthaan Par Khade Ho Usake Chaturdik Theek Se Dekh Lo –Aur, Cheshhtaa Karo Soch Kar Yah Baat Jaanane Ki Wahan Ki Kaun Kaun Si Cheej Kis Prakaar Manushhy Ke Prayojan Ki Poorti Kar Sakti Hai, Dekhoge Ki Thode Dino Me Hi Tumhaare Man Ki Udbhaawani Arthaat Aawishhkaarinii Shakti Ud-buddh Ho Uthegi ! 162 SMRITI KI UJJWALTAA Do Samaan Aagrah Ya Prayojan Jabhi Tumhaare Man Par Ek-saath Aakraman Karataa Hai, Tabhi Dono Yaa Dono Me Koyee Ek Bhraanti-jal Me Doob Jaataa Hai, Tab Wh Dhundh Kar Bhi Paayaa Nahi Jaa Sakataa ;-Is-liye Yadi Smriti Ko Ujjwal Rakhanaa Chaahate,To Aagrah Yaa Prayojan Ko Apne Man Me Ek Ke Baad Doosare Ko Pravesh Karane Do ; -Smriti – Swaasthy Yadi Sundar Rahe - To Dipt Rahegi ! 163 PAARIWARIK SHIKSHAA ME NITYA PRAYOJNIYA Mujhe Prateet Hotaa HaiSamaaj Yaa Jaati KoUnnati Ke Path ParParichaalit Karne HetuAisee Shikshaa Kaa Prayojan HaiJisase Pratyek Pariwaar MeEk Gaveshhnaagaar, Ek Shilp Kutir,Nitya Prayojniy Tar-tarkaariUtpaadanopayogi KrishiAnaayaas, Awyaahat Roop Se Chal Sake ;- Aur Aisee ShikshaaIstree-Purushh Nir-visheshh SePratyek Pariwaar Me Ho ! 167 PREM KI SAADHANAA Yadi Kisii Vastu Yaa Kisii Ko Bhi Prem Karanaa Chaahate Ho To Usako Prem Karo Wahi Socho Aur Usii Ke Anurup Karm Me Niyojit Ho-O – Aur Iski Baadhaaon Ko Kisi Tarah Prashray Nahi Do ; Aaisi Chintaa O Chalan Se Dekh Sakoge –Tumhaara Prem Kaisaa Taro-taaja Hokar Karm Me Uchchhal Ho Plaavan Ki Tarah Bahataa Chal Rahaa Hai, Tript Hoge Sandeh Nahi ! 169 ICHCHHASHAKTI KA JAAGRAN Tumhare Antar Me Jabhi Kuchh Bhalaa Kaary Karne Kaa Aaweg Aa Rahaa Ho To Usey Aw-ruddh Karne Ke Bajaay Tat-kshan Karm Ke Jariye Usako Murt Karane Me Lag JaaO—Dekhoge Ki Usame Thode Dino Me Hi Tumhaari Ichchhashakti Kitni Jeevant Ho Uthegi ! 172 SAAHITIYA Jisake Adhigaman Se, Sang Se Yaa Aalochanaa Se Manushhy Hit Me Adhishhthit Yaa Uneet Ho Sakata Hai Usey Hi Waastvik Me Saahitya Kahaa Jaa Sakata Hai ! 249 SAFALTA ME GURU AUR GAN GURU AUR GAN KI POOJA ME YADI TUM AAPLUT NAHI HO SAKE TO TUMHARI POOJA, VRAT, AUR PRAAYSCHIT TUMHE KAHAN TAK USKE PHAL SWAROOP SAFALTA LA SAKTE HAIN WAH VIVECHANA KARO;ISHLIYE SAB POOJA ME SAB VRAT ME SAB PRAYSCHIT ME BHI,

http://srisrithakur.blogspot.com/2007/01/chalaar-saathi.html

3/15/2008

Sri Sri Thakur Anukulchandra: Chalaar Saathi

Page 8 of 8

PAHALE GURU AUR GANESH KI ARTHAT JAN-HIT-RAT DEVTA KI PUJA HI HAI SHASTRA KI NEETI! 306 NEETI KISHI KO BADHYA NAHI KARTI Suneeti Ya Suniyam Kishi Ko Bhi Jabardasti Karke Swayng Ko Anusharan Karaana Nahi Chaahata; Kintu Jo Mangal Chaahata Hai-Yadi Wah Anusharan Karata Hai, To Mangal Ushe Nandit Karega Hi-Sandeh Nahi! (Source: Posted in yahoo groups by: Vagabondindia, Rajeev Ranjan, beconcentric) Posted by Vitthal Sawant at 10:22 AM

0 comments: Post a Comment

Links to this post Create a Link

Newer Post

Home

Older Post

Subscribe to: Post Comments (Atom)

http://srisrithakur.blogspot.com/2007/01/chalaar-saathi.html

3/15/2008

Related Documents

Chalar Saathi1
November 2019 1
Chalar Saathi
November 2019 3