Aa bhi ja, Balam ab aa bhi ja, Na chhupa isse, naino se hi jo chahe kehna, keh dena, Balam bas ab na chhupa, ab to na sata, Naina jaage hai raina, na jaane kabse bin piya, tere bina Balam ab, Aa bhi ja, Aa bhi ja.. Balam ab, na sata, Rula Na sawalon ke saawan main mere dil ko..... Jalaa. Balam ab, Aa bhi ja, Aa bhi ja... Balam ab, na sata, Rulaa... Hai jah main na koi... mera terre bin Piya.. Balam ab tu aa...... bhi ja Balam ab na chhupa... hai saanse sang, par najaane jeevan kaha... mera...... Aanchal main chal hum le chhupa ye pal... Bandhe iss pal ko vaado ki dor se... Badalo se dekho vo jo jaankata hai... De raha duwa, hume chaand... jo ab hum Ek badan, balam hum... rahe... sang sang. Prem ki meri dhun, Mujme ja sama, mere geet ki tum ho dhun.... bas ek dhun... Balam ab, Aa bhi ja, Aa bhi ja.. Balam ab, Paas aa, aa ja Na sawalon ka saawan hai, jo de mujko ..... Jalaa piya.. Balam ab, Aa bhi ja, Aa bhi ja... Balam ab, Paas aa, aa ja Laage jahan main na koi... Na koi tere-mere bina.. Piya... Balam ab tu saath aa bhi ja Balam ab mujme ja sama hai jeevan bhi sang, Dekhu niyati meri tujme .... sadaa...