Anjan

  • November 2019
  • PDF

This document was uploaded by user and they confirmed that they have the permission to share it. If you are author or own the copyright of this book, please report to us by using this DMCA report form. Report DMCA


Overview

Download & View Anjan as PDF for free.

More details

  • Words: 165
  • Pages: 1
one Small Gazal From me......

ANJAN..... kagaj ki kashti se .. kuch kinare nazar aa gaye , thandi laheron ka pani.. aur pani pe gire dag nazar aa gaye !... sari sapno ki mahefil thi.. haqikat toh anjan thi humse , wadon main thi thami bahot aas.. par woh dar gaye the bus thode se gum se !... dar ki baat aayi toh aaj.. sache sahare nazar aa gaye , is kagaj ki kashti se.. kuch kinare nazar aa gaye !... aarju se dhaki jindgi thi hamari.. ki aarju bhi sari na ummid ho chuki thi , basai thi unsung jine ki chah.. woh chah bhi aaj bahot dur ho chuki thi !... chahat ki us duniya main.. kuch lutere nazar aa gaye , kagaj ki kashti se.. kuch kinare nazar aa gaye !... woh pyarasa dil unka.. aur uske irade nazar aa gaye , bus un laheron ka pani.. aur pani pe gire dag nazar aa gaye !... By Anand ...... date - 04/02/2007.

Related Documents

Anjan
November 2019 3
Duto Manush-anjan Dutta
November 2019 11
Niye Ja- Anjan Dutta
November 2019 8
Debolina Anjan Dutta
November 2019 15
2441139 Anjan Dutt
November 2019 7