18 Golden Words Of Hazrat Ali(r.a)

  • May 2020
  • PDF

This document was uploaded by user and they confirmed that they have the permission to share it. If you are author or own the copyright of this book, please report to us by using this DMCA report form. Report DMCA


Overview

Download & View 18 Golden Words Of Hazrat Ali(r.a) as PDF for free.

More details

  • Words: 208
  • Pages: 3
BISMILLAHIRREHMANIRRAHEEM 18 GOLDEN WORDS OF HAZRAT ALI(R.A)

3 chizon ka ahtraam karo.... Ustad Waaldain Buzurg 3 ko saath rakho..... Sachaai Emaan Naiki 3 chizon ko yaad rakho..... Ahsaan Nasehat Maut 3 chizon k ley laro..... Watan Izat Haq 3 chizon py qaabu rakho..... Zubaan Ghussa Nafs 3 chizon sy bacho..... Buraai Chughli Hasad

Jab main chahta hun k 'ALLAH'se baat karoon to main 'NAMAZ'padhta hoon aur jab main chahta hoon k 'ALLAHA' mujh se baat kare to main'QURAN' padhta hon........

Main 'JANNAT' k shauk main Ibadat nahi karta ye Ibadat nahi 'TIJARAT' hai..... main 'DOZZAK' k khauf se Ibadat nahi karta k ye Ibadat nahi' GULAMI' hai..... Main Ibadat sirf Iss liye karta hoon k mera' RAB' Ibadat k layek hai.....

'AY MERAY PARWARDEGAR!!! jab tu meri 'DUA' qabool karta hai to mujhe khushi hoti hai k tu ne mere marzi pori ki.... LAKIN jab tu mere'DUA' qabool nahi karta to mujhe aur bhi zyada khushi hoti hai k tu ne apni marzi puri ki.....

Dunyia main wo hi log sarbuland rehte hain Jo takabbur k taj ko door phenk dete hain.....

'Ye na Socho k ALLAH Azwajjal Dua faoran Qubool kyun nahi karta, Shukr karo k ALLAH Rub ul Izzat hamare Gunahon ki Saza faoran nahi deta'

Related Documents